Market ko analyse kerna k liye trader ko planning kerni chaheye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ko analyse kerna k liye trader ko planning kerni chaheye.
    Assalam o Alaikum! Dear members, forex market ko analyse karne ke bare trade open karne ka matlab hai kya Khud Hi loss karna isliye trader ko chahie ke vah market ko analyse karne ke liye planning Karen aur decide Karenge sabse pahle usne market ko analyse karne ke liye kya karna hai main bhi is important enolization ke bare mein aapke sath Apna knowledge share karta hun der Forex per Agar Ham Chahte Hain Ki Ham kamyabi ke sath market ko analyse karen to sabse pahle Hamen Aisi commodity ya currency pair ko select karna chahie jo high volatile ho aur uski movement market ke andar jyada ho. Kyunki Jitna Jyada market ki movement Hogi itna hi Hamara profit Jada aaega Iske bad trader ko sabse pahle technical analysis karne chahie aur market price Jaat ke andar different indicators aur patterns ko follow karte hue market ke andar trade Entry Aur trade exit ko point karna chahie aur FIR fundamental analysis ke andar social political or economic cal news ka trading ke upar effect Dekhte Hue apni trade ko active karna chahie aur last Mein trader ko chahie keva sentimental analysis Karen Jiske andar vah Baki trader ke positive and negative attitude ko Dekhte Hue apni trade active karta hai.

    Agar trader is tarike se market ko analyse Karega aur plane Karke Naal ise Karega to isase trader aasani se market ko analyse kar sakega aur understand karne ke bad Ek accha profit Hasil kar sakta hai. Click image for larger version

Name:	images (86).jpeg
Views:	18
Size:	8.7 کلوبائٹ
ID:	12470638
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ko analyse kerna k liye trader ko planning kerni chaheye.

    Walakum slam
    ji han dost apne sahi kaha hamain market ko analyse karne ke lye zror analyses karne chahye jab koi bhi trader market ko analyse ke ke trade lagata hai to is tarhan se woh achi khasi profit hasil kar pata hai is lye hamain hamesha market ko analyse kar ke hi trader lagana chahye.
    • #3 Collapse

      Re: Market ko analyse kerna k liye trader ko planning kerni chaheye.

      Asslam o Allikum dear friend umeed karta hon sb khairiyat sy hon gy
      • #4 Collapse

        Re: Market ko analyse kerna k liye trader ko planning kerni chaheye.

        dear members Ham market ko acche tarike se analysis karna chahie jitna jyada Ham acche tarike se market ka analysis karya ke trade open karenge utna hi Ham acche tarike se planning ke sath aur strategy ke sath trade kar sakenge aur acchi trading aapko achcha profit aur acchi income hustle hoti hai iske liye jaruri hai ki aap jyada se jyada mehnat aur hard-working karke market ka analysis Kiya Karen Taki aapko acche se acchi income aur accha profit hasil Ho
        • #5 Collapse

          Re: Market ko analyse kerna k liye trader ko planning kerni chaheye.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Mahdi پيغام ديکھيے
          Assalam o Alaikum! Dear members, forex market ko analyse karne ke bare trade open karne ka matlab hai kya Khud Hi loss karna isliye trader ko chahie ke vah market ko analyse karne ke liye planning Karen aur decide Karenge sabse pahle usne market ko analyse karne ke liye kya karna hai main bhi is important enolization ke bare mein aapke sath Apna knowledge share karta hun der Forex per Agar Ham Chahte Hain Ki Ham kamyabi ke sath market ko analyse karen to sabse pahle Hamen Aisi commodity ya currency pair ko select karna chahie jo high volatile ho aur uski movement market ke andar jyada ho. Kyunki Jitna Jyada market ki movement Hogi itna hi Hamara profit Jada aaega Iske bad trader ko sabse pahle technical analysis karne chahie aur market price Jaat ke andar different indicators aur patterns ko follow karte hue market ke andar trade Entry Aur trade exit ko point karna chahie aur FIR fundamental analysis ke andar social political or economic cal news ka trading ke upar effect Dekhte Hue apni trade ko active karna chahie aur last Mein trader ko chahie keva sentimental analysis Karen Jiske andar vah Baki trader ke positive and negative attitude ko Dekhte Hue apni trade active karta hai.

          Agar trader is tarike se market ko analyse Karega aur plane Karke Naal ise Karega to isase trader aasani se market ko analyse kar sakega aur understand karne ke bad Ek accha profit Hasil kar sakta hai. [ATTACH]25797[/ATTACH]
          ji han taiyar hamen always market ko analyse karne ke liye ek best planning Karni hogi jab tak aap ek best plan Nahin banakar market ko analyse karenge to aap kabhi bhi successful analyse nahin kar payenge aur Na Kabhi trade kar payenge
          • #6 Collapse

            Re: Market ko analyse kerna k liye trader ko planning kerni chaheye.

            Ji ha aap ny theek kha hy forex market mein acha profit hasil krny keliy market KO analysis krna bht hi zarori hota hy agar him market ki achi analysis krein gy tu is mein zaror kamyab ho saky gy aur is sy bht hi achi earning kr saky gy market ko analysis krny keliy hum ko indicators ko use krna chaiy agar hum market ki analysis mein indicators ko use krein gy tu humary liy market ko analysis krna asan ho jay ga aur him is sy bht hi achi eaening kr saky gy market ki analysis krty waqqt him ko planning k sath kam krna chaiy aur him KO soch smajh kr kam krna chaiy agar him lap top ki help sy analysis krein gy tu us sy humara liy kam krna asan ho jay ga
            • #7 Collapse

              Re: Market ko analyse kerna k liye trader ko planning kerni chaheye.

              market mai hamy analysis ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai part time ya fill time be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam karty hain to harma loss hain hum is mai agar tuaka system s kam karty hain to harma heloss hain forex mai hamy paln bana kar kam karna ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Market ko analyse kerna k liye trader ko planning kerni chaheye.

                Assalamu alaikum dear member ap ne sahi baat ki hai ki hamen market ka analysis karna chahie aur iske alava proper planning karke trade lagani chahie kyunki is market mein kamyab hone ke liye sabse jyada jaruri chiz hamare pass experience hai agar koi bhi shaks is market mein Bari trade lagata hai bagair analysis kiye to voh nuksan utha sakta hai lekin agar aap market ki movement ka jaiza lekar kam karenge to aap behtarin tarike se kam kar sakenge aur profit hasil kar sakenge lekin kamyab hone ke liye sabse jaruri chiz yahi hai ki aap us chiz ke mutaliq tamam maloomat rakhte ho bagair maloomat ke ki gaye kam ki koi guarantee nahin hoti ki us km s apko nuksan hoga ya fayda hoga isi Lia risk na ln r proper planning krn
                • #9 Collapse

                  Re: Market ko analyse kerna k liye trader ko planning kerni chaheye.

                  Market ko analyse karne ke liye planning karni chahie agar aap Forex trading per kam kar rahe hain yah kam karna chahte hain to aapke pass Puri planning honi chahie aur Market ko analyse karne ke liye aapke pass pura knowledge hona chahie aur Puri market ki study honi chahie tabhi aap trade karenge to ismein aapke success Hasil karne ke chance jyada honge agar aap new member Hain to sabse pahle uski damo account practice Karen demo account bilkul real account ki tarah work karta hai aur Puri planning ke sath aur Market ko acche se analyse karke aur usko study karke agar aap freshmind ke sath trade karenge to aap jarur success Hasil karenge agar aap market ko analyse kiye bagair aur kisi bhi planning ke bagair aap kam karenge to aapko loss hoga aur aapka account wash ho sakta hai ya aap par depend karta hai ki aap market ko kitna jyada plan karte hain aur usko analyse karte Hain agar aap aap ek acchi income Hasil karna chahte hain to aapko hardwork karna hoga aur apna jyada Se jyada time ismein invest karna hoga tab bhi aapko success Hasil ho sakti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ko analyse kerna k liye trader ko planning kerni chaheye.

                    Sabko Mike ki situation ko Samajh Kar kam karna hoga aur Market ki situation ke mutabik ki Apna Kam karna hoga to isiliye Dil lagakar Apne time par Apna Kam Karen aur Apna bonus level improve Karke success Sachiv karne ki koshish karen Kisi Se Hans Apne future ke andar bheekh Kamyab Ho jaenge
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ko analyse kerna k liye trader ko planning kerni chaheye.

                      haan jee ye baat zaroori hay kay ham jab bhi market main kaam karain sab say pehly ham market ka analysis karain oar market market kay trend ko samajh market main kaam ko samjhain oar oar planning karain oar kaam ki strategy set karain pher apny account balance kay mutabik lot size lagain
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ko analyse kerna k liye trader ko planning kerni chaheye.

                        market main trader ban skaty hain so hamain planing karien gay ta k eanr karein gay so hamainf oruum main trader ban skaty hain so hamain sucss hon gay ta k earn kareing ay so hamain sucess hon gay a k eanr karein gay so hamainf orum main trader ban skaty hain so hamain market main traderban skaty hain so hamain sucess hon gay ta k eanr kareing ay
                        • #13 Collapse

                          Re: Market ko analyse kerna k liye trader ko planning kerni chaheye.

                          Gee han dear friend ape ki bat bilkul thek hai ke hume market ke analysis karne ke liye hume eik plan bana ker kam kerna chahie kui ke jab hum eik khas planning ke sath kam kare ge tu hume is mien ache se ache analysis ker sake ge aur us ke bad hum is mien trading kare ge jis se hum is mien ache profit hasil ker sakte hain aur hume is mien kamayabi bhi hasil ho gi. Agar hum lalch ya jald bazi kare ge tu hume nuqsan ke siwa kuch hasil na ho ga.
                          • #14 Collapse

                            Re: Market ko analyse kerna k liye trader ko planning kerni chaheye.

                            hamain forum main tradr ban sakty hain so hamain forum main trader ban sakty hain planing karein gay ta k earn kaein gay at k eanr karein gay so hamain sucess hon gay ta k eanr karein gay so hamain fourm main trader ban sakty hain s ohamain sucss hon gay ta k earn karin gay so hamainf ourm main trader ban sakty hain so hamain sucess hon gay ta k eanr karin gay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Market ko analyse kerna k liye trader ko planning kerni chaheye.

                              forex aik online business hain hum is mai analysis ko learn akr ky use kar ky kam karty hain to hamy kamaybe hasial ho jy ge hum is mai part time ya fil time kam kar sakty hain hum is mai bager balance account banakar be kam kar sakty hain yai aik legal or kabe be band na ony wala acha busienss hain hum is mai any boss kud pa he hoty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X