Assalam o Alaikum! Dear members, forex market ko analyse karne ke bare trade open karne ka matlab hai kya Khud Hi loss karna isliye trader ko chahie ke vah market ko analyse karne ke liye planning Karen aur decide Karenge sabse pahle usne market ko analyse karne ke liye kya karna hai main bhi is important enolization ke bare mein aapke sath Apna knowledge share karta hun der Forex per Agar Ham Chahte Hain Ki Ham kamyabi ke sath market ko analyse karen to sabse pahle Hamen Aisi commodity ya currency pair ko select karna chahie jo high volatile ho aur uski movement market ke andar jyada ho. Kyunki Jitna Jyada market ki movement Hogi itna hi Hamara profit Jada aaega Iske bad trader ko sabse pahle technical analysis karne chahie aur market price Jaat ke andar different indicators aur patterns ko follow karte hue market ke andar trade Entry Aur trade exit ko point karna chahie aur FIR fundamental analysis ke andar social political or economic cal news ka trading ke upar effect Dekhte Hue apni trade ko active karna chahie aur last Mein trader ko chahie keva sentimental analysis Karen Jiske andar vah Baki trader ke positive and negative attitude ko Dekhte Hue apni trade active karta hai.
Agar trader is tarike se market ko analyse Karega aur plane Karke Naal ise Karega to isase trader aasani se market ko analyse kar sakega aur understand karne ke bad Ek accha profit Hasil kar sakta hai.
Agar trader is tarike se market ko analyse Karega aur plane Karke Naal ise Karega to isase trader aasani se market ko analyse kar sakega aur understand karne ke bad Ek accha profit Hasil kar sakta hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим