Lot size ka intakhab

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Lot size ka intakhab

    amain fourum main trader ban skaty hain so hamain sucess hon gay ta k earn karein gay s ohamain sucess hon gay ta k earn karein gay so hamain fourm main trader ban sakty hain so hamain sucess hon gay aur hamain trader ban skaty hain so hmain sucess hon gay ta k earn karein gay s ohamain sucess hon gay ta k eanr kaein gay so hamain sucess hon gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Lot size ka intakhab

      Forex trading ek risky business hai jismein profit hasil karne ke liye hamen risk lena padta hai aur forex trading main hamari ek mistake ki wajah se hamari puri mehnat waste ho sakti hai jisse forex main hum nakam ho sakte hain our hamara bonus account bhi wash ho sakta hai isliye forex mein hamen achi aur safe trading karni chahie aur forex main achi aur safe trading ke liye hamesha trading mein normal lot size use karna chahie jismein trading risk bahut kam hota hai aur forex mein hum achi trading kar sakta aur acha profit hasil kar sakte hain aur forex main hamara bonus account bhi wash hone se bach sakta hai lekin forex trading main koshish karni chahie forex trading mein ham apni trading mein big lot size use na karen jisse forex main hum achi trading nahin kar sakte hain sakte hain aur forex main hamen zyada loss ho sakta hai aur hamara bonus account bhi wash ho sakta hai.
      • #18 Collapse

        Re: Lot size ka intakhab

        Assalamu Alaikum dear all number lot size ka bahut Socha samj kar Karen agar aap new member Hain to Main aapko yahi suggest karunga ki aap apna lot size soch samajhkar select Karen Forex trading ik aisa platform hai jis per Agar aapane Lalach ki to aapko iska bahut zyada loss ho sakta hai kabhi bhi apna lot size Bada nahin rakhna chahie isase hamen profit Ho jyada hoga per Agar loss vah to hamen account bi wash ho sakta hai agar aap new member hai aur aapka experience nahin hai to aapko apna lot size chhota rakhna chahie aur lalach nahin karna chahie taka Agar aapko loss ho to kam se kam ho Jo log bhi overtrading karte Hain yah lalach Mein aakar lot size Bada rakhte Hain to unka loss bahut jyada hota hai isliye sabse pahle damo account per practice Karen aur jyada Se jyada iske bare mein learning a hasil karen to aap Forex trading ki taraf aaen aur agar aap new member Hain to sabse pahle aur damo account pro practice kar len lot size increase karne se aapko lost bhi jyada ho sakta hai isliye soch samajhkar aur Market Ko achi analyse karke fir bhi apna lot size select Karen
        • #19 Collapse

          Re: Lot size ka intakhab

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghazanfarmehdi پيغام ديکھيے
          Assalamu alaikum everyone,
          Pyare members hamesha ka say kam lot size ka intakhaab karein pahle market ko achi tarha analysis karein us Kay bad 0.01 say 0.02 tak ki lot size lagein taky aap trading mein profit kama kar success hasil Kar sakein
          Dosto lot size ka intkhab wala idea hamaray new anay walay pyaray dosto k liye bahot acha hy or sath hamaray liye bhi lot siza main bhalay hamari profit ki miqdar km ho es k sath hi nuqsan ki sharah bhi km hi hy es k elawa hamain sekhnay ko bahot kuch milta hy hamain candle ki retio pata chalti hy thora thora nafa thora thora nuqsan hamin be pard honay sy bachata hy oe 1 din hamain expert bana daita hy han agar ap pehlay hi sy expert hn tu no compromise ap best hn ap kr sktaay hn shukria
          • #20 Collapse

            Re: Lot size ka intakhab

            dear member apki bat thek hai balance ke saab se humko lot size lagani chaiye takay apko andza ho ke humne loss se bachna ha uske saab se lot size kam rakhni hai takay koi nuqsan na ho acha profit gain ho asia lot size or take profit jaisy tools ka intakhab humry trade ke liye bhot faiday mand sabat ho sakta hai jasy dear member ne lot size sell ko lagane ka tarkia bataya ha ke 0.01 se 0.02 ki lot size lagane chaiye takay profit ke chance zaida ho or safe or success trade ka intakhab acha kiya jaye.
            • #21 Collapse

              Re: Lot size ka intakhab

              Assalam o Alaikum dear forex members trading k liye zrori hy pehly lot size ka thk intekhab krain trade hmesha 0.01 amount me lgain jo trading k liye best hy is pr profit k chances zyada hoty hn agr big lot size use kiya jy tu us me risk boht zyada hota hy agr loss ho jy tu account bhi wash ho jata hy is loss ko recover krna boht mushkil jota hy best trading k loye best lot size ka intekhab zrori hy shukriya.
              • #22 Collapse

                Re: Lot size ka intakhab

                Assalam o alikum
                G bhai apny bilkul theek kaha hai humy lot size ka intekhab karna chahye lot size soch samjh k lagana chahye age ap big lot lagaty hain to apko zada profit b hosakta hai or loss bhii to humy kam size ki lot lagani chahye ta k kam loss ho or acha profit ho to apko zada sy xada mehnat karni chahye ta k ap forex sy kamyabi hasil kar saky forex is the best bussiness
                Thank u
                • #23 Collapse

                  Re: Lot size ka intakhab

                  dear lot size ka intikhab apki investment k hisab sy ho ga k apki investment kitni hy agar to apki investment 100$ hy to ap 0.01 py trading karain kiyo k apki equity ziyada nahi hy ziyada sy ziyada bhi ap 0.02 ki trading karain is oper mat jaein ta k apko ziyada loss na ho
                  • #24 Collapse

                    Re: Lot size ka intakhab

                    assalamu alaikum friends ummid karta hun kya aap sab khairiyat se honge jiya friends kam se kam lot size ka istemal Karen market ke train ko samajhne ki koshish karen agar aap market ke train ko chitra se samajh lenge to yakinan aap yahan se profit Kama sakte hain agar aap market ke train ko pata samajh gaye hain to acchi Laut se apni trade ka intekhab Karen start mein lots kam se kam lot size ka intekhab Karen Taki aap market ko acchi tarah jaag kar sakta kar len
                    • #25 Collapse

                      Re: Lot size ka intakhab

                      Aoa of course piyre bhai lot size 0.01 se 0.02 na drmayan lagana chaye kue khe is profit mil jata kue ham abhi naie naie markit ma shamil hoie ager ham ziyada ki lot size. Lagane ge to hamra account wash ho skta is sa bhitar khe lot size soch smaj kr lagni chaye markit ki movement ko dakh kr bhi laga skte han lot size lagne ka laie hame market single up or done ka pata hona zarooi han ager hime pata ho ga to ham achi income
                      hasil kt skte han
                      • #26 Collapse

                        Re: Lot size ka intakhab

                        Dear Forex member main aapko yah batana chahta hun ki agar aap per lot size kam rakhenge to vahan per achcha profit hasil kar payenge kyunki lot size jyada hoga to Ham achcha profit hasil nahin kar sakte aur Hamen loss aaega kyunki agar hamara lot size jyada hoga to hamara kiye ki movement jyada hogi aur hamare dollars kam hote jaenge isliye disc bilkul nale aur apni lot size ko kam rakhen tha ki aap jald se jald kamyabi hasil kar sake aur acche profit ke sath apni life ko change kar saken
                        • #27 Collapse

                          Re: Lot size ka intakhab

                          Lot size ka inter Sahab bahut jyada Soch samajhkar karne chahie Apne account capital ko Dhyan Mein rakhte Hue lot size select Karen Apne account capital ko secure banaen lot size ki selection minimum level Tak rakhen Jyada lot size aap ko nuksan de sakta hai Jyada lot size ki vajah se aap apne account ko secure Nahin Rakh Sakte aur apni trading Mein loss face kar sakte hain
                          • #28 Collapse

                            Re: Lot size ka intakhab

                            trading lagate waqt aapko lot size kam rakhna chahie Jitna jyada kam lot size hoga aap aasani ke sath kam karenge aur account was hone ka aapko andesha nahin hoga isliye aapko chahie ki mehnat ke sath kam Karen Taki aapka bonus jyada se jyada aaye Jis waqt aapka bonus achcha hoga use waqt aap ****ne ke sath kam karenge Pakistan forex form per kam karte waqt aapko yah baat janne mein rakhni chahie kya aap ka bonus jyada hota kya pahunchi trading kar sake aur achcha income hasal kar sake yah aapke liye bahut hi Paida hoga aur achcha profit aapko aur aapke life ko change kar sakta hai
                            • #29 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: lateefu75 پيغام ديکھيے
                              Re: Lot size ka intakhab

                              dear lot size ka intikhab apki investment k hisab sy ho ga k apki investment kitni hy agar to apki investment 100$ hy to ap 0.01 py trading karain kiyo k apki equity ziyada nahi hy ziyada sy ziyada bhi ap 0.02 ki trading karain is oper mat jaein ta k apko ziyada loss na ho
                              Janab jab be ap trade karain zarori nahi hai kay ap lot size standard yani 0.01 sy he trade lain. ap apny leverage kay hisab sy trade karain or kam sy kam ap ki har trade main risk level 5 percent jab ho ga tu woh aik standard risk hota hai or apny stop loss sy ap phir lot size ko kam ya zaida kar kay ap set kar dain. Es tarha ap apny technical or fundamental analysis kay mutabiq apni trade ko adjust kar kay profit acha earn kar sakty hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse


                                1. Ta'aruf (Introduction):


                                Lot size ka intikhab, mali masail mein istemal hone wale ek ahem izafi tareeqa hai. Ye tijarat mein istemal hota hai, jaise ke hisse, options, ya anya mali assest ke karobar mein.


                                2. Lot Size Kya Hai?


                                Lot size, aam tor par, ek single trade order mein kisi mali assest ke ek specific miqdaar ko represent karta hai. Ye miqdaar asal mali assest ke qeemat aur qeemat ke tabdeel hone par asar daal sakta hai.


                                3. Stock Market Mein Lot Size:


                                Stock market mein, ek lot stock ke mukhtalif miqdaar ka hota hai. Ye market aur company par mabni hota hai. Misal ke taur par, 100 shares ek lot ho sakte hain.


                                4. Options Trading Mein Lot Size:


                                Options trading mein bhi lot size ka istemal hota hai. Ek lot options mein mukhtalif contracts ke ta'ayyun par mabni hota hai.


                                5. Real Estate Mein Lot Size:


                                Lot size, jaidad ya zameen ka ek important parameter bhi hota hai. Isay square feet ya square meters mein napaa jata hai aur ye tay karta hai ke zameen kitni badi hai.


                                6. Lot Size Ka Intikhab Kaise Hota Hai?


                                Lot size ka intikhab asal maliyat, tajaweezat, aur karobar ke maqasid par mabni hota hai. Traders aur investors apne maqasid ke mutabiq lot size tay karte hain.


                                7. Maliyat Mein Lot Size Ka Asar:


                                Lot size ka sahi intikhab, maliyat mein asani aur sahi trading ko barhane mein madadgar hota hai. Ye risk aur return ko barabari mein laane mein bhi madad karta hai.


                                8. Ikhtitam (Conclusion):


                                Lot size ka intikhab maliyat mein ek eham hissa hai. Saheeh lot size ka intikhab kar ke, investors apne maqasid aur risk tolerance ke mutabiq trading kar sakte hain.

                                Mujhe umeed hai ke yeh roman Urdu mein tafseelaat aapko samajhne mein madadgar sabit hongi.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X