Lot size ka intakhab

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot size ka intakhab
    Assalamu alaikum everyone,
    Pyare members hamesha ka say kam lot size ka intakhaab karein pahle market ko achi tarha analysis karein us Kay bad 0.01 say 0.02 tak ki lot size lagein taky aap trading mein profit kama kar success hasil Kar sakein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lot size ka intakhab

    Agar to aap bonus account use kar rahe hain to uske andar maximum lot size of 1.50 per Rakh sakte hain aur uski Mata beta aap apni trading kavvali ke liye se apne lot size ko adjust kar sakte hain Agar aapke pass to Capital amount jyada hai to aapko apni lot size ko increase bhi kar sakte hain lekin Yad rakhen ke lot side aapki trading community quota Baki adjust Karen To Bata hoga.Meri tamam friends se request hai ki ki Jab bhi aap kisi post per comment karte hain yah reply karte hain use post ko thanks zarur diya karen kyunki thanks us post ka reward hota hai jo us ko acchey bonus ki shakal mein milta hai. Lehaza is baat ko yaqeni banaya ke ab jab bhi kisi post per reply karen to uske sath thanks bhi zaror den. Thanks dene mein aapke paise kharch nahin hote aur jab aap reply kar hi rahe hote hain to thanks bhi zarur dena chahie ya phr post per comment karna hi nahin chahie agar aapane thanks nahin dena to.
    • #3 Collapse

      Re: Lot size ka intakhab

      dear friend forex trading mn kamyabi aur nakami ka bahot ziada daromadar trade mn lot size pa depend krta ha to agr ap forex trading mn safe aur achhi trading krna chahtay hn to apko chayay k trade mn lot size hmesha apnay account ballance k hisab sa rakhen ta k apka account ballance bhi safe rhay aur ap achha profit bhi hasil kr sken
      • #4 Collapse

        Re: Lot size ka intakhab

        Forex trading mai humy money management or risk management ka khyal rakhna hoga aur sub sy bari cheez yeh hai k hum agar ghalt ya lalach mai akar bari lot sy trade open karty hain to humy bohut loss bhi ho skta haii.is leye humy apny account k equity k hisab sy trade open karni chahiye
        • #5 Collapse

          Re: Lot size ka intakhab

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghazanfarmehdi پيغام ديکھيے
          Assalamu alaikum everyone,
          Pyare members hamesha ka say kam lot size ka intakhaab karein pahle market ko achi tarha analysis karein us Kay bad 0.01 say 0.02 tak ki lot size lagein taky aap trading mein profit kama kar success hasil Kar sakein
          Assalamu alaikum their friends ham jante Hain setting mein amarjeet hamare profit Ka intezar hamari lhatse is per hota hai agar hamara account ka balance kuchh yad aata hai to ham apni lot size ko bada kar ham Forex trading mein jyada profit utha sakte hain agar hamara profit kam hai to ham log se uska mein karta kam Forex trading mein jyada der tak main poochh Raha uski kyunki hamari trade kahan in hasad lot size per hota hai ham jitne jyada lot size ka istemal karenge to ham Forex trading mein utani nafa nuksan uthenge to koi chij Kiya Karen ham apni lot size ko normal uska Karen taki ham Forex trading mein jyada der tak mahfys rehy ski
          • #6 Collapse

            Re: Lot size ka intakhab

            Jab bhi him koi trade open krty hy tu hum ko lot size soch smajh kr select leni chaiy jo log lot size selection mein mistake krty hy in ko humesha loss hota hy aur voh trading sy acha experience hasil nhi kr sakty hy him ko chaiy k him humesha small lot sy trading krein kunky small lot size sy him safe trading kr saky aur acha profit hasil kr saky gy kunky agar is mein trade loss mein bhi Chlo jay tu voh thora loss hota hy aur jo log lalach krty hy aur big lot size use lety hy voh kbhi bhi acha profit hasil nhi kr sakty hy aur in ko loss ho jata jis ki Sana dy in ka account bhi wash ho sakta hy
            • #7 Collapse

              Re: Lot size ka intakhab

              Dear friend forex trading men kamyabi ka mukamal daro madar lot size ki achi selection pe hota hey kiun k kuch log ziyada profit ka lalach kartay hen woh bagher sochay samjhay bari lot laga detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey iss liay koshish karen k lalach se perhez karen aur small lot size ko use karen aur kam profit pe compromise karen aur apnay balance k hisab se hamesha small lot size ko use karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey aur achi trading kar k acha profit kama saktay hen
              • #8 Collapse

                Re: Lot size ka intakhab

                Hmm lot size bht hi soch semjh kr legni chya ugr hm kamyb hona chty hy apna account save rkhn chty hy to bht hi soch semjh kr lot ka istml kra ku KY sara kam lot par hi hota hy is lia apna account ky hisb sa mouvmnt ky hisb sa lot legni chya tb hi kamyb Ho ga ugr hm lalch main a kr beri lot legy GA to kbhi bh kamyb Nhi Ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Lot size ka intakhab

                  hamain lot of sizw ko km rakhna hho ga t ak eanr karien gay so hamain fourm main eanr karein gay ta k scess hono gay ta k earn karien gay so hamain fourum main trader ban skaty hain but hamain chahye is k bary main eanr karein gay ta k ear karein gay so hamain forum main earn karein gay ta k suucess hon gay so hamain markt main planing karien gay
                  • #10 Collapse

                    Re: Lot size ka intakhab

                    Forex trading business mien hume lot size ka bhi khyal rakhna chahie kui ke hume balance ke mutabiq hi ye kerna perta hai jitna humare pas account mien balance ho ga tu hum us ke mutabiq hi is mien lot size lagae ge. Agar hum kam balance mien zyada lot size lagate hain tu hume nuqsan ke siwa kuch hasil na ho ga aur agar hum zyada balance ke sath kam lot size lagate hain tu hume kam profit hasil ho ga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Lot size ka intakhab

                      forex k platform par trade kerty waqt humen is mein lot size ki selection kerni chahiye hum is mein na tou lot size ko bohat zeada select ker sakty hain aur na he humen lot size ko bohat kam select kerna chahiye blky is ki selection ka main method ye hai k hum is mein apny account balance k according is mein lot size ko select kernen gold k liye 0.01 ki lot sze rakhni chhaiye
                      • #12 Collapse

                        Re: Lot size ka intakhab

                        hamain fourum main trader ba sakty hain so hamain sucess hon gay tak eanr karein gay so hamain sucss hono gay ta k eanr karien gay so hamain sucess hon gay ta k earn karein gay s ohamain sucess hon gay so hamain forum main trader ban sakty hain sohamain sucess hon gay ta k earn karein gay so hamain sucess hono gay ta k earn karein gay sucess hon gay
                        • #13 Collapse

                          Re: Lot size ka intakhab

                          Ham Apne account Ke mutabik Jab Jod Shabd ka istemal Karte Hain To Hamara Kaun Vishay mein rahata hai aur Hamara account was hone se bhi baat jata hai isliye their member Apne account balance chemical process ka istemal Karen Taki aapko account be saved Rahe aur aap account was hone Sahi Bajaye ISI Adhyaksh member vah kam ismein na Karen jo aapko nakali Tak Jay Jay Siyaram reference for mein jo Kamyab hote hain vah Baje Yahan Jod size customers Jyada Nahin Karte aur vah risky trade Nahin Lagate Taki unko Khatra Bhi Na Ho Aur vah Yahan kam Yad bhi ho jaaye trading Lagane se pahle Jo kam Jo pahla kam hai vah yah hai ki aap demo Kaun per Khoob practice Karen practice Karenge to aapko trading Karne Ka Tarika aayega Jab trading Karne Ka Tarika aaega to aap acchi training kar sakte hain isliye der member Har kam karne se pahle Dam account per practis karne chahie isliye their member of them can per hun practice Rahe aur apne aap ka knowledge badhaen Taki aap Kamyab ho sake
                          • #14 Collapse

                            Re: Lot size ka intakhab

                            Doston Forex trading Mein lot size Badi ahmiyat Rakhta Hai Jiski vajah se aapko fayda aur nuksan yaksha hota hai agar aap Bada lot size rakhte hain aur Market aapke Mukhyalay Chali Jaati Hai To yakin aapko bahut jyada nuksan ka Samna karna padega Magar Meri aap se gujarish hai ki aap Hamesha lot size ka istemal Apne account ke balance Jane equity ko Dekhte Hue money management ke sath istemal karen to aapke liye Behtar Hoga lot size aapki money management ke hisab se hoga to loss or profit donon Sur to main aapko munasib Ardaas Hasil Honge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Lot size ka intakhab

                              Friends lot siza ka intikhab ap k account balance k mutabik hona. Chaiye dekhein jb b ap trading krein to ap ko pta hona chaiye k ap ka balance kitna ha or ap ne kis trah se lot size rkhna ha mtlb kitna rkhna ha forex aik bot he great buisness ha yeh ap ko bot achi earning deta ha bs ap ko ache se km krna ha or dil se km krna ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X