You cant feel happiness of success untill you have a failure

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #796 Collapse

    Es mai koo sko nahi k gar koi loss say bhe learn krtay hai. Likan mery khayal say har ak ki koshish hona chaheay k es,market mai loss kam aur profit zada ho gy tou ap es market mai regular earning kr sakty hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #797 Collapse

      success usi k nasseb main hoti haia jo ziada se ziada mehnat krta hai or learning bhi puri krta hai.demo account main sekhny k elawa or bhi boht knowledge hai jisay hasil kr k hm loss se bach sakty hain.agr daily achi earning ho to market main hr koi ay ga or profit bnay ga.
      • #798 Collapse

        jee bilkul janab ap bilkul theek keh rahay hain Forex trading main agar hamen loss hota hae tou wo bhi hamaray liye buhat achaa lesson haee kynk jab loss hota hae tou hum pehle se zada practice kartay hain or apni ki hui mistakes ko theek karnay ki koshish kartay hain jis se hamari knowledge or experience dono barhtay hain
         
        • #799 Collapse

          bilkul jab tak hum fail nahi hoty es kaam main os waqt tak kamyb huna mumkin nhi humy chaiyeh mehnat karain zaida say zaida tu asani say kamyb hu sakty hain fail hona buri baat nhi bar bar hona ghalt hai bus
          • #800 Collapse

            Gee Mery bgai forex market mai loss bohat zada hai. Likan ap es market mai kamyabi hasil kr sakty. Es ky lye ap ko es market mai planning say kam krna hai aur market ky trend ka wait kr a hai tou ap es market mai kamyabi hasil kr salty hai.
            • #801 Collapse

              Failure hamari motivation key leye hota hy aur hamain loss sey ghabraney ki bajaye is ko accept krna chaheye aur agey barhan chaheye. Failure hamain yeh batata hy keh hum ney kis direction main kam karna hy aur hamain aur kitni mehnat ki zarorat hy. Failure key bad hamain kamyabi ki umeed zaroor rakhni chaheye.
              • #802 Collapse

                ji bilkul sahi kaha hy app ny jab tak humein nakami ka ghum nhi ho ga hum jkabhi bhi kamiyabi ki khushi ko feel utna nhi kar paye jitna karna cahyein lehaza sometimes failure is not bad thing it teaches us the happiness of success tou plz kabhi bhi give up mat karna app log idher is kaam mein
                 
                • #803 Collapse

                  beshak ap nay buhat gehri baat kahi hai kai hum log kabhi bhi us kamyabi ki khushi ko sahi tarhan say mehsoos nai kar saktay jab tak humay loss na ho jaye ya loss ka dar na ho jaye. siraf profit hi milta jaye ga tu shayad humay utni khushi na ho jitni loss kai bad profit earn karnay say hoti hai so always be positve when you have loss.
                  • #804 Collapse

                    ag hum trade main hard work kar kay kam karty hain to humain success hasil ho sakti hay nai to humain market main loss ho skata hay magr humain demo ko use kar kay kam karna ho ga
                    • #805 Collapse

                      yeh tou ek universal truth hai.khushi ka kamyaabi ka waqai ehsas or iski qeemat ka andaza tabhi hotta hai jaab wo khushi ya kamyaabi kay bad milli hou jis ko aap nay haasil karnay main sakht mehnat ki hou or nakamiyon ka samna karna parra hou or phir jaa kay haasil hui hou.....to issi ki importamce ham jaan saktay hain...
                      • #806 Collapse

                        Zahar so bat hai k him imtehan main bi pass hoty jain to him kush hoty jain aur is maim agar hamain loss ji bi jata hai to hamain hard work karni HK hi us maim ni hamari koi bahtri ji sakti. Hai
                        • #807 Collapse

                          bat thek ki ha sir ne is thread men hapiness tabi hoti ha success ki jab aap aik dafa fail ho chuky hon us field men failure k bad milny wali success par insan hamesha ziada happy hota ha
                          • #808 Collapse

                            Jee haan brother ap ke bat kaafi theik he hai,kabhi kabi easy profits hao jaaey to maza nahi aata lykin agr lose ko cover krny ky baad profits earning krty hein to sach mein yeh times excellent haoota hay aur baoohat achaa feel haoota ha
                            • #809 Collapse

                              G hun jnab hum logun ko insta forex treding huznees min seccesful hone ke lie hum ko yahun par zyda dmse zyda mehnat ki zarurat hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #810 Collapse

                                some times success ki happiness ham ko feel nhe ho rhe hoti ha jab ham continue earning kar rhy hoty han to but agar aik dafa ham failure ka munh dekh len to us k bad us failure ki reasons ko kill kar k ham success hasil karen to real happiness tab hoti ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X