You cant feel happiness of success untill you have a failure

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #841 Collapse

    han gi ager mujhy loss hota hai tu mera mood boht zada off ho jata hai or ager profit ho jaey tu mood boht zada ach ho jata hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #842 Collapse

      Yes jab tak failures or tension kay mahool say bnda bahir nahi nikalta tab tak success nahi hoti failure kay bad agar success ho to kafi kuch bnda patience ka muzahira karta hay or aap ko khushi b hoti hay apni kamyabi per or aik dil main bat ati zaroor hai kay faida hay forex trading main
      • #843 Collapse

        kamyabi ka us wqt tk maza nae aata jb tk hum nakami ka munh na dekhen.. ager hum baghair loss k profit hi profit lety rahen ge tou hmen us ki qaddar nae ho gi .. aur ager hm haarny k bad success ka maza len ge tou hmen us ki qadar bhi ho gii
        • #844 Collapse

          agar hum market main loss kar rahy hay to humay pareshan nahi hona chahiey kyun keh jab hum pareshan hon gay to esmain earn nahi kar saky gay so humay chahiey apni galtio ko theak kar kay trading karen
          • #845 Collapse

            G bilkul lekin profit and loss to Forex business ka aik main part han lekin agar hum is business me losses se bachna chahty han to is k liye humy chahye k hum is business ko first of all learn kary aur apni trading skills ko bhi improve kary and then is business me trading kar k acha profit earn kary.
            • #846 Collapse

              ji ye taqrebann sab kay sath he aysa hota ha ma to ye kahu ga kay jo trader loss nhe krta wo kbhi trader ban he nai skta yani hum forex kay ilawa apni life ma b dekh skty hain kay failure aty rhty hain lakin un failure se lesson hasil krna chahye es ma he faida ha aur esi trah hum agey brh skty hain aur sab se important ye kay humesha hard working krty rhna chahye ye he ha jo humy agey le kr jati ha.
              • #847 Collapse

                ye bat sai ha k baaz dafa ap ko biht ziada loss ho jata ha jis. ki wja sy ap ko apni nakami py afosos hota ha magr wo nakami ap k liy ek sabaq b pash kr rhi ha jis ko ap hasil kr k agy ja k aisi galtian ni kernen gy jis ki wja sy apko nuksan ho rha ha
                • #848 Collapse

                  failure say kis tara say hum khud ko safe kr saqty hain her ik ko kafi zada safety say is market main kaam ko krny ki try krni hoti hai sath main ik trader ko kafi zada is market main hard work say is ko learn krny say profit ko earn kr saqta hai
                  • #849 Collapse

                    agar humay makret main loss hota hay tabhi humay pata chalta hay keh kamyabi kya hoti hay so humay esmain sabar say kam karna chahiey agar hum sabar say kam karen gay tabhi esmain stable reh sakty hay
                    • #850 Collapse

                      ji han jab tak ap ko loss nahi hota hai ap ko khushi hi milti hai jab ap ko loss ho jata hai pher ap ko tens ho jati hia or sari khushi khatm ho jati hai mager ap ko loss men tens leny ki zroorat nahi hai ap ko pher dubara bhi tu profit ho sakta hai
                       
                      • #851 Collapse

                        jub tak is market main hum ko loss nahi hota hai hum profit ki success ko enjoy nahi kr saqty hian is main humy kaam ko is tara say krna hota hai jis say humy moka milta hai ik trader ko jin say ye kaam say profit ko hasil krta hai
                        • #852 Collapse

                          G haan jab tak ap suufer nahe krty ap ko jeet ke khushe feel nahe ho sakty aur wase bhe success and loss part of game hai hame kise ko dil py nahe lana chahye aur move on ho jana chahye
                          • #853 Collapse

                            jo mazah fail honay kay bad kamiayb honay ka hai w sksi bi aur cheez me nai hai jub hum nakam ho kay himat nai hartay hai tu hmay umed hoti hai kay aik na aik din uhm kamiyab ho jiay gaiy tu is umed kay poraty hhinay pe humay bohat hi khushi hoti hai
                            • #854 Collapse

                              Haar k baad he jeet hoti hai aur usi jeet ka maza bhi hai q k kuch khone k baad ap Ziada hard work kar k ziada seeikh k kam krty hain passionate ho k jo success ki taraf ly Jati hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #855 Collapse

                                dear agar aik dafa hum ais market mai loss kary aor aus k baad hum ais mai mehnat kar k kamyab hoty hai to aus mai hum ko zayda khushi hoti hai kun k hum ko loss ka gham hota hai aor feeling pata hoti hai k agar loss ho jaye to kaisa feel hota hai ais liay zayda khushi hoti hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X