You cant feel happiness of success untill you have a failure

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    mene not keya hai ke ham profit hone k bad b satisfy feel nhi krte or us profit ki importance ka andaza nhi laga pate mgr jub humain loss ka samna krna prhta hai to humain profit ki importance feel hoti hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      My dear online traders, hello! I cannot say that the statement, "you can't feel happiness until you have a failure" is philosophically correct, but there is some truth to it. When one tastes success for the first time after a lot of rejection, it truly is a sweet victory.
         
      • #273 Collapse

        Assalam o alikum. Yes you are right. Jab tak aapko loss nahi hota profit ki wo value nahi jan skte aap jo kafi log jante hain.. Kiun k loss k baad bhi khud ko stable rakhna or phir trade kerna us may jo profit hoga uski khushi he alag feel karoge aap..
        • #274 Collapse

          mene abi kuch din pehjly he forex trading ke business ko join kliya hai mein abi forex trading ke business ke bary mein knowledge ksill or experience ehasil kar raha hoon.
           
          • #275 Collapse

            haan g jab app ko khushi milti hai tu us ki qadar usi waqt hoti hai jab hum nay zindagi mai failure say mila ho warna itni ammer log hain jin ko her waqt khushi milti hai lekin wo us ko mehsoos he nahi kar sakty hain yeh sab zindagi ka hissah hain
            • #276 Collapse

              Ji han jb tk insan galtiyan nai krta jb tk seekhta nai hai...aur losses hone k bad jb success hasil ho tu uski alag hi khushi hoti hai. Jo success bht sare failures k bad hasil ho uski valur bht zyada hoti hai...hum aik bar jo galti krte hain next tym k liye wo hamare liye lesson hota hai hum mistake repeat nai krte aut success ki trf brhte hain....
              • #277 Collapse

                all can feel happiness of their success, there on one who can't feel happiness ap ye keh saktay hen k jo nakaam ho kamaiyab hotay un happiness ziyada hoti bajay un k jinhon nay kabhi nakami nahi dekhi hooti yehi role forex par bhi apply hota hay
                • #278 Collapse

                  It is very good for you at all times as a trader for you to always take your time to learn so that you will be able to grow from one level to the other and that is the sure way to make good progress
                  • #279 Collapse

                    the same thing u told in the previous thread .. humein apni galtiooo se sabq seekhna chahaye na k haar kr beth jaein ..
                    • #280 Collapse

                      g bilkul bhai jaan agr aap musalsal kamyaab hoty jao ge or profit main rho ge to aap ko utni khushi nhi hiogi jitni aap ko nuqsaan k baad kamyaab hony pe hoti hai q k jab tak gham na aayen khushiyon ki Insaan ko qadar nhi hoti
                      • #281 Collapse

                        jee sahi kaha ap ney ap forex trading me me usey waqat sucees hasal krtey hai jab tk ap loss na karey aur us key baad he ap forex trading me sucess hasal krtey hai loss ap ko lesson teach karwata hai aur ap ko trading key barey sekata hai..
                        • #282 Collapse

                          han ya to aap ny theek kha hy agr is business main humain kamyaabi hi mil jay or humain koi mehnat na krni pry or humian loss b na ho to humain maza nai aay ag jo k jab hum mehnat kr k apny goal ko achive krin gy tab aay ga
                          • #283 Collapse

                            han g bhai ne kya khoob jawab diya k hamay galtioy se sabaq seekhna chahye na k mayoos ho k gher beth jana chahyiye ku k jawan dil log kbi haar nai mana krty .
                            • #284 Collapse

                              jaisee kehtee hain kee kamyabi kee pehlee serhi nakami hoti hai agar Forex trading mein aap start mein loss kar letee hain too phir app trading stop karien aur pehlee apni knowledge aur experience barhain uss ke baad demo jab tak ky ap ko loss na ho kio ky jab real account me loss hota hy tu tab hi seekhny ka time hota hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                g han kun k loss bhi aik important part hai trade ka is liye jb tk hum loss ko face na kar lien hum ye feel nahi kar sakte k hum se koi mistake nahi ho sake gi next time kun k loss se hi ap ko apni mistake ko seekhne ka chance milta hai is liye ap kamyabi ki khusi ko tb tk feel nahi kar skate jb tk ap loss ko face na kar lien..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X