You cant feel happiness of success untill you have a failure

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    Yes we can't feel happiness of success in the forex trading business until we have a failure in forex, that failure is the pillar of success in the forex trading business so we can get the profit from it if we learn from our loss and get the best lesson from our failure.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      kamyabi ek bohat bari nemat hoti hy or ager wo kamyabi apko kisi nakami k bina hasil hoti hy to ap ko itna acha feel nahi hota jitna nakami k bad hasil hony wali kam yabi py hota hy kamyabi ka behtar ahsas nakami k bad hi hota hy or yehi haqiqat hy
      • #258 Collapse

        ji haan mere dost aap sahy keh rahe hain jab tak aap loss ka samna nahy karenge aap ko success ka sahy experience nahy hoga, is hy liye banday ko chahye ke ager woh loss ka samna karay toh woh ghabrae nahy aur apna kaam continue rakhay
        • #259 Collapse

          Je bro ye baat tou he hum apne apko jitna marzi sucess samjh len but hamen khusi tab hi hoti h jub hum kamayab hote hen aur humen bohat profit hota he agar loss hota he tou koi khusi nai hoti
          • #260 Collapse

            ji han yar failure k baghair jeet ka maza bhi nhi aata mena life me boht failure dekha hain jina me imagine bhi nhi erna chahta lekin phir bhi har k bhi jet hy ..
             
            • #261 Collapse

              har haar k baad he asal jeet milti hy beghair nakami k kabhi jeet nhi mili hy kisi ko har banda k ek baar har ka zaiqa chakna perta hy ise liye kehta hy k mehnat kro.
               
              • #262 Collapse

                jee han main ap se agree hon forex tardign main jab tek ap fail nahi ho ge ap ko iss main learn nahi ekr sakte kynke fail hi ap ko iss ke bare main zyda knowledge de sakta hi iss lye ap ko apni mistakes ko learning ka zaree banan ho ga
                • #263 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                  In forex trade, there may come several steps where you face an unusual and unfortunate loss, but losses and failures are also a good lesson of life, you do not feel a joy of your success untll you face a failure.
                  ji han bilkul mein apki bat sy agree hun k hum tab tak hapiness ko enjoy and feel nahi kar sakty jab tak hamen loss na ho keun k jab hamen loss hota hy or hum usko recover karny k bad jo profit karty hain tab hamen bohot maza ata hy.
                  • #264 Collapse

                    Asslam o aliekum, yes bilkul theek kaha i am agree with you humain jub tk success ki enjoyment and uska pleasure nae milta jub tak apko failure face karni naa pari ho
                    • #265 Collapse

                      Kisi ne kia khoob kaha hae Aqal badal khane se ni atti bulke suksan uthane se atti hae, jab ap loss karta hain isska matalab ap seakh rahe hote hain ik ya do dafa ap ne jin wajohat se loss kia hae wo ap dobara ni karain ge or is tarha loss se bach jain ge.
                      • #266 Collapse

                        hamen apnay failure se ni ghabrana chaye q k jab tak hum forex me los sni karengay tab tak hum forex ni seekh saktay or hamen profits ni ho sakta. hamen chaye ke hum forex me kaayaab honay ke lye ziada se ziada mehnat karen r apni Life ko easy banayn.
                        • #267 Collapse

                          well, i think every man will happy if he get profit, it is natural thing that on sucess, acheving goal every man become happy but, after falure of game it become very intresting to see and the happyness of win after loss is much interesting to see, so tray to be happy in forex trading.
                          • #268 Collapse

                            Yah to simple si bat ha kay jab hum kisi jaga par apna kaam kartyhain aur apna busines start akrty hain to iss mai hum ko buhat yada kaam krty hain to phr us main hum ko agar kisi bhi cheze ka koi nuksan hota ha to phr woh nuksan huim ko buhat mehanga parta ha aur hum majoos ho jaty hain iss liye agar uksan ho to apny ap ko buhat yada easy lain iss main humara hi faida ha aur aghy barhny ki lagan bhi ha
                            • #269 Collapse

                              han g bhai jan im agree ap nay thek kaha...insan ko apny ghltyo say sekna chaerye our wo sekta hai...aghar hum note kary aik ghalte insan bar bar nahi karta...q kay ios ghlte say wo sekh ghya hhota hai...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main happiness ka maza tab hi ata hay jab aap loss ko taste kar chukay hotay hain tab aap ko lagta hay kay aap ko waqae success mili hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X