Loss ko dekh ker disheart mut hon
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Loss ko dekh ker disheart mut hon

    Forex trading Mein loss Ko dekhkar dishart mat ho mobile ke apne learning increase karne aur Forex trading ke bare mein apni knowledge increased karenge to aap ko loss hone ke chance bahut kam honge agar aap ek personal trader banna chahte Hain to aapko chahie k seniors ko follow Karen aur unki mistakes Co cover karke aap bahut acchi learning Hasil kar sakte hain aur apni learning increase kar sakte hain Ek professional trader se bhi loss ho sakta hai isliye loss Ko Dil per mat le dishart Na Ho aur agar aap market Ko achi study karenge aur apne experience karenge to aap hi Paras trading Mein Kamyab ho sakte hain Forex trading bahut reliable hai aur yah bahut se countries Mein ki jaati hai agar aap apni hardwork jari rakhenge to aap hi professional trader Ban sakte hain Jo log loss hone se dishart ho jaate Hain vah kabhi bhi professional trader nai nahin Ban sakte isliye ye aap apna mistakes ko cover karke apne account ko save rakh sakte hain aur jyada acchi trade kar sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Loss ko dekh ker disheart mut hon

      Ji han Forex members Hamen loss ko Dekhte dis Hath Nahin Hona chahie balke Hamen mehnat Karni chahie learning Hasil Karni chahie Taki next time Ham use loss ko recover Karke Achcha profit Hasil kar sake forex business Mein profit or loss business ka hissa hota hai isliye Hamen this Hath Nahin Hona chahie balki Business mein zyada mehnat Karni chahie aur abhi galtiyan ko repeat hone Se Bachana chahie aur practice karni chahie
      • #33 Collapse

        Re: Loss ko dekh ker disheart mut hon

        forex trading main kamyabi sirf or sirf struggle pr depend krti hai ap jitini zyada mehnat krain gai utna zyada apko iska reward milay ga. market ko analysis kr k or apna invested capital dekh kr he lot size lagain.ap forex trading main regular working krain is se apko
        bohat zyada benefit hoga baz log thora sa loss honay ki surat main trading chorr dete hain ya forex main gap dal leaityhain aisay traders ko advice hai k na umeed mat hon apni puri tawwja or nai iraday se dubara forex trading krain is se apko bohat zyada benfit milay
        ga.forex trading main sab se zyada zururi chez apka focus and struggle hai.
        • #34 Collapse

          Re: Loss ko dekh ker disheart mut hon

          dear my friends kasy ha ap umeed hy ap sab theek hogy agr ham phali baar koi bhi kam start karte hy tu wo kam jo bhi ho tu ham ko us kam me se tura bhut loss lazmi ata hy phaly ham ko us loss ka samna karna chaye or disheart nhi hona chaye ham ko khushi honi chaye k ham ne apna kam dil se kya loss or profit khuda ky hath me hy ham ko us kam ko continue rakna chaye or agr loss a bhi gya ha tu tension nhi lani chaye or us kam ko ziada mahant se or dil ki lagan se kam karna chaye or ham ko khuda phr yaqeen hona chaye khuda pak agli baar is loss ko nhi hone de ga or mare new member se ghuzaresh hy ky wo plz disheart na hoya kare or kam mahnat se kare allah pak ap ki mahnat ka phal zarroor de ga ...ameen
          • #35 Collapse

            Re: Loss ko dekh ker disheart mut hon

            Humen loss sa dishurt nhi bulka humen apne loss sa sekhna chaiye taka again loss na ho jo loss sa ghubrata hai wo kbhi trading nhi sekh pata islye zyada sa zyada mehnat kren or learning ko time den taka loss sa bach skhen or achi earning ho pai mehnat krne wala hmesha kamyab hota hai.
            • #36 Collapse

              Re: Loss ko dekh ker disheart mut hon

              Loss or profit business ka hissa hoty hein. Humein forex trading me loss bhe ho skta hai or profit bhe. Lkin Hume chahye ly loss ko dakh kr disheart nhe hon blky apni mistakes se seekhein or phly se zyada mehnat krein.
              • #37 Collapse

                Re: Loss ko dekh ker disheart mut hon

                Forex aik business ha is pr hamein loss b ho ga and profit so hamein is cheez ko soche baghir km krna chaiye kion k agr hm is cheez ko he sochte rahin ge to hamein kuch hasil nai ho ga so ap apne km pr focus krein apni mehnat jari rkhein tan k ap ko acha bonus mile or ap achi trade kr skein
                • #38 Collapse

                  Re: Loss ko dekh ker disheart mut hon

                  Dekhiae doston trading mein profit or loss saaf saaf jaate Hain isiliye agar aap Jab aap trading karte hain to aapko loss ke mudde najar rakhte hue trading karni chahie ya nahin yah Jahan mein rakhna chahie kya aapko agar profit hota hai to dusri taraf aapko lost bhi ho sakta hai agar profit aapko Khushi deta hai to lo se aapko mayus nahin hona chahie Wala ke apni kismat samajhte which accept kar lena chahie passhone per Ham khush hote Hain to miloge hone per mayus nahin hona chahie bas dost aise Hain Gmail hone per vah khud ki varg Karne Ko chhod dete Hain aur Pakistan foxfarm ko bura bhala kahana start kar dete hain ya unke sabse badi maja hai ki unke unke khud ki mistake ki vajah se nahin hota hai magar vah khud Ko dur karke Sab exam forex per dalte Hain aur yahan Tak ke vah discharge Ho jaate Hain vah is bar ko hamesha ke liye chhod dete Hain cal ke dusron Ko Bhi takin karte Hain ki is per work Na karenge ek se ek hai Jahan Jab apne work mein improvement liye aur try kijiye ke loss ko charge kar sakte hain aur karna bhi chahie
                  • #39 Collapse

                    Re: Loss ko dekh ker disheart mut hon

                    Loss Hony ke Sab Say bari waja Yehi hai kay humara Rules or hard Work ko chor kar Lalach or Emotional ho kay kam akrna or jab hum market main laalch or Emotion kay Sath kam akrty hain toh iss main koi Shake Nahi hai kay humare kamyabe kabe Nahi hoti hai iss liya Hum ko Chaye hota hai kay hum market main Successful Trader banny kay liya is baat ka Khas Dyan raka karein kay hum nay Ager kamyabe HAsil karni hai toh hum ko iss main Loss ko kam karny kay liya Rules Or Education ka use kar kay he Kam karna ho ga per he kamyabe Mumkin hai or acha profit Hasil ho sakta hai.
                    Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                    • #40 Collapse

                      Re: Loss ko dekh ker disheart mut hon

                      g bilkul hamy chaye ky ham agar loss hojaye to dishurt na hon balky dishurt hony ki bjaey un mistakes ko dykhna chye or un reasons ko dekhna chayee jin ki wajahs sy hamy loss hua hai achy sy mistakes ko recognize karky unhy improve karen or agy barhen...
                      • #41 Collapse

                        Re: Loss ko dekh ker disheart mut hon

                        Loss ko dekh kar this Hath mat hun ji aapki baat theek hai loss Ko Dekhkar Hamen ghabrahat Ka Shikar bilkul Nahin Hona chahie Kyunki Agar Ham loss Ko Dekhkar ghabrahat Ka Shikar Honge to kabhi bhi Ham Forex Mein Kamyab Nahin Ho Payenge to Forex Mein kamyabi ISI mein hai ki Jab Hamen loss Ho To Ham ghabrahat Ka Shikar bilkul na hun Pareshan na Hun To Kabhi Na Kabhi Ham profit Le hi le lenge se
                        • #42 Collapse

                          Re: Loss ko dekh ker disheart mut hon

                          ji Mere Pyare dost aapki baat bilkul theek hai ki Forex trading Mein Hamen loss Ko Dekhkar kabhi bhi dost Hath Nahin Hona chahie to Kar Jab ham log Ko Dekhkar Dikshit Ho Jaate Hain To Ham kabhi bhi acchi trading nahin kar paate Ham ismein pakad Apna nuksan Karvate Hain isiliye kabhi bhi disheart tha na ho aur pareshani Se Dur hai
                          • #43 Collapse

                            Re: Loss ko dekh ker disheart mut hon

                            My dear colleagues Forex trading Ek Aisa Kaam Hai Jahan per nafa aur nuksan sath mein Hota Forex trading Aisa Kam Nahin Hai ki aap ko Yahan per profit hi profit Hoga aur aap Hamesha profit Yahan per hasil karte rahenge Agar aapko Kabhi nuksan Ho bhi jata hai to aap Dil Chhota na Karen aur disheart Na Ho balky Apna Kam mehnat se Jari rakhen agar aap Chahte Hain ki aap ko nuksan kam se kam ho to aap apnay experience main izafa Karen Insan ko Zindagi Mein nuksan ka Samna karna padta hai lekin Insan ko chahie ki voh apni mehnat Jari rakhen aur Sabra se kam Lena chahie Kyunki Sabar Ka Phal Meetha Hota Hai agar aap hausla Har kar kam Chhod Jaenge to aapko Kuchh hasil Nahin hoga isliye Kahate Hain ki mehnat mein Barkat hai to aapko mehnat Jari rakhni chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #44 Collapse

                              Re: Loss ko dekh ker disheart mut hon

                              Assalam o Alaikum! Dear forex members. Hamy loss ko daikh kr disheart ni hona chahye balky hamy loss se learn krna chahye taky jab hum trading main jye aur waha kaam kry tw hamy is platform main kamyabi hasil ho Saky. Hamy is platform ko zaida se zaida time dena chahye taky hamy knowledge aur experience gain ho saky. (Shukriya)

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X