Greed for knowledge is the best

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #976 Collapse

    yes my dear greed for getting knowledge is the best kiun k phir hum zada dil laga kar learning karain ge aur bus kisi bhi tarhan knowledge hasil kar k hi rahain ge greed trading me bht buri hai but knowledge k liye bht achi hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #977 Collapse

      greed is knowledge not best for trading lalih buri bila hain poper tarake se forex mein kam kare se loss nahi hota hain
      • #978 Collapse

        brother agr hum knowledge ka lalach pisay kamany k lia krtay hn galt baat ha agr hum knowlege apnay ilam m izfay k lia krtay hn to bot best ha forex bot acha business ha m forex m kam kar k bot kush hota hn.
        • #979 Collapse

          aslam o alikum dear friend ap sahi keh rahe hai hai pakistan forex forum pr peso ke liye lalach nahi karni chahiye balke hame chahiye k ham knowledge hasil karne ki lalach mind mein rakhe qk agar knowledge hoga hamare pas to ham ache threader ban payenge.
          • #980 Collapse

            Main aap se agree nahi hai. Greed hamesha greed hi rahe gi. Is mein insan andha ho jata hai, is se bachna chahiye.
            • #981 Collapse

              g han aap lalach karo knowledge k liye likin money k lalach nahi kar ni chaye q k is se ap ko hi lose hojata hey or ye ap ki bohat bara nuqsan ho jata hey . isi liye humen is cheez ko bohat ziada ahetiyat se kam karni chayee or isi par apna saabaar karni chayee . Thanks.
              • #982 Collapse

                knowledge hasil karnay kay leay agar greed ki jay to bilkul theak hay laikin agar profit kay leay greed rakhi jay to iss main loss bhe ho saktta hay iss leay jitna hosakay aap apna experience hasil karain kam hoata hay.
                • #983 Collapse

                  han ji yeh baat best hai or yehi ham ko karna bhi chahiye knowledge ke lye greedy hona zabardast hota hai forex me knowledge jitni aap hasil karte hain aap ko utna he zada is business se faida milta hai or kamyabi hasil hoti hai .
                  • #984 Collapse

                    aap nay bilkul thk kha hame apnay skills ko negative ki bjae positive direction me use karnay chahye aur kabhi b is pay ye nahi sochna chahye ye kaam to asan aur paison wala hai.
                    • #985 Collapse

                      Earning main greed harmfull hy ye boht dangrous hy but learning main greed boht faidamand hy is se ap ka knowledge or experience improve hota hy learning main ziada se ziada greed krna chahye,,,
                      • #986 Collapse

                        truly.. greed for knowledge is best here. and once can never succeed here if they dont lust for more n more. if i take my example, i cudnt learn anything so far because i cudnt find any perfect trader and when i realized that i can make good money here then i finally jumped into it with new esteem and spirit.
                        • #987 Collapse

                          Greed can not be superior because covetousness is real dangerous in trading Forex because it drive big losses and it may wee merchandiser retrograde all his calculate so that covetousness is so bad.
                          • #988 Collapse

                            Greed knowldge ke liye achi hai liki8n money ke liye nahein lalach buri bala hai is se ap ko nuqsaan hota hai hamesaha is liye greddiness se bacha jaye muhje ho chuka hai is liye bata raha hun
                            • #989 Collapse

                              G han app ne sahi kaha ha is business me greed se bhi achi knowledge hasil hoti ha lakin greed se hmen kafi loss bhi ho sakta ha isi liye zyada best ye hi haa k hmen is business me any se phely hi apni greed ko hmeshah k liye khtm kar k ana hogaa
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #990 Collapse

                                humain lagar lalach karni hai toh knowlegede ki karen kay zayda sa zayda learn karen tub he humain faida hai kay hum is sa achi earning kar sakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X