Greed for knowledge is the best

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    meray khayal mein tou yeh aik boaht hi acha profit wala busienss hai lekin humein iss mein greed se bachna chahiye aur knowledge ko hasil kerna chahiye tab hum iss se profit hasil ker sasktey hain.,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      A greed kerty hain to yeh bht best hai kyunki forex is worldwide bussiness is mai pori dunia k bussinessman bussinss kerty haior ye tmam countries mai legal b hai iska daily ka turrenover 4.6 trillion doller ahai jald he forex dunia k sub say acha bussniss hoga day by day papuler hota jaa raha hai is ki market profitable.
      • #228 Collapse

        is duiya ma haar cheez do kisam ka impacts rakhti ha positive or negative ... hum greed ko positive or negative dono ma la sakta hn ... jasa ka jaldi ameer bunna ka lalach negative impact ha lkn ilm ka hsool ka lalach positive ha .. is lia hma har cheez ko positive thinking use karta hua soochna chahiya
        • #229 Collapse

          han mere bhai apne theek kaha k hum sab lalach ko negative bohat ziada le gaye hain lakin yeahi lalaach hum knowledge increase karne k liye karen to humien profit bhi bohat acha ho jaye ga or knowledge bhi barti rahe gi
          • #230 Collapse

            baat tu aap ki theak hai wasiy tu greed har kaam main bura hai or forex trading main tu greed ka buhat loss hai lekin mere khayal se agr greed niyat k sath taleem hasil krny main ki jaye tu iss ka buhat acha or positive effect pard sakta hai humary business jis k liye bhi hum knowledge hasil krein gy
            :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
            • #231 Collapse

              ager hum knwledge hasil kerny k liye greed kerty hain to yeh bht best hai kyunki forex is worldwide bussiness is mai pori dunia k bussinessman bussinss kerty haior ye tmam countries mai legal b hai iska daily ka turrenover 4.6 trillion doller ahai jald he forex dunia k sub say acha bussniss hoga day by day papuler hota jaa raha hai is ki market profitable or risky hai
               
              • #232 Collapse

                g han bhai agr hamen greed kerni hi he to hamen zyada se zyada ilm hasil krny ki lalach honi chhaiye hard work kerny ki laalch taa ka hamen in se faida ho naa k ham profit k peechy bhagen jo k hamen loss men ly jy or ham jiss lagan se kaam ker rhy thywo lagan dheemi par jy
                • #233 Collapse

                  ager hum knwledge hasil kerny k liye greed kerty hain to yeh bht best hai kyunki forex is worldwide bussiness is mai pori dunia k bussinessman bussinss kerty haior ye tmam countries mai legal b hai iska daily ka turrenover 4.6 trillion doller ahai jald he forex dunia k sub say acha bussniss hoga day by day papuler hota jaa raha hai is ki market profitable or risky hai
                   
                  • #234 Collapse

                    dear agar aap ke pass greed ka knowledge ho ga or is ka meaning pata ho ga to ap trading karte waqt kabi bi greed nai karo ge or aap achi trading kar ke achi earning bi kar sako ge is liye greed ke bare me knowledge hona chaiye
                    • #235 Collapse

                      jo trader is business ka knowledge hasil karty hai.or apni trading main loss ka use karty hai.wo trader is business mian acha earn krty hai.greed key ley koi bi knowledge nahi hota wo sirf aap pe depend karta hey agar aap trading mey dil se work karty hain.
                       
                      • #236 Collapse

                        yes its better that you are greedy for knowledge....bit its worst that you are greedy for money
                        • #237 Collapse

                          janab har cheez ky positive or negative point hothy hai esitharha greed ky bi koch advantages hai ye earning my madad dythy hai or eski lawa ap ky knowledge bi increase hojathy hai
                          • #238 Collapse

                            gi haa merre bhaii forexx tradde mee lallachh bohatt burri balla hee humm koo chahhe kee humm forexx tradde ka knowldgge hassall karre phirr humm forexx tradde startt karreb orr lallachh na karree
                            • #239 Collapse

                              yes dear greed for money se hamen sirf nuqsaan hota hai jab k greed for knwldge se hamen faida hoga is liye greed for knwldge karni chahye qk jitna zada ham forex ko learn kar k us k bare mai knwldge gain karenge utna hi hamen faida hoga
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                Sahi kaha g k knowledge k liaey greed both achi cheez hy mgr trading k doran kbi b lalch name Karen q k lalach buri bala hy SB khatm or deti hy..but be greedy for knowledge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X