Greed for knowledge is the best

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #541 Collapse

    Greed say trading hagiz nahi kerna chaie.dosto greed say app ko aksar bohat lost hota hay.lalach ko chorna hoga forex trading may.qk greed ap k kaam nahi ane wali hay only knowledge app k kaam ayegi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #542 Collapse

      hmm agre karta hun bhai apki bat say waky hi knowlg ki greed sub say achi bat hai kay apko knwlg ki gred hai leikn ap agr trde main gred karty ho bhai apko loss ho sakta hai esi leye bhai knlg ki greed sub say best hai es say ap learing karo jis say ap achi earing bhi kar sakty hao bhai
      • #543 Collapse

        We all use the word greed in a negative manner always, but think what if we use this word in seeking knowledge, the whole meaning of it changes certainly, thus the greed for knowledge is actually the best.
        laalich agar ilm seekhne ki hai tab to sahi hai warna agar paise kamaane ki laalich hai ya greed hai to danger hai forex me is achi trading kare
         
        • #544 Collapse

          ap log agar lalach karna chahte ho to learning may he karo jitna lalach karo ge learning may utna he earning karo ge real may aur lalach payse ke kamo may buhut kharab hota ha aur knowledge may buhut fyda mand so to learning start kejeya
           
          • #545 Collapse

            Greed for earning boht he khrab baat hai lekin greed for knwolegde boht he achi baat hai kun k is se humein he faaida hota hai humari knwlegde mein izafa hoita hai
            laalich agar ilm seekhne ki hai tab to sahi hai warna agar paise kamaane ki laalich hai ya greed hai to danger hai forex me is achi trading kare
               
            • #546 Collapse

              greed knowledge kay lye to hona ak boht he achi bat hai lakin greed agr pesay laye ho to wo hamen tabah kar deta hai forex trading main ak esa trader jo learn karnay ke koshish karta hai wo hamesha boht ziada experience kay sath sath boht he acha profit bhe earn karta hai forex trading main earning kay lye hamen sabar say bhe kam karna zrori hota hai
              • #547 Collapse

                Dost jab demo par kam kar rahay hon to fir koi matlab nahi greedy ho ya kuch bhi. AP bas zayada lots lagao. Ups and downs check karo. Different tool check karo. Koi masla nahi hay. Mere Nazdeek
                • #548 Collapse

                  aap nay bilkul thk kha hame apnay skills ko negative ki bjae positive direction me use karnay chahye aur kabhi b is pay ye nahi sochna chahye ye kaam to asan aur paison wala hai.
                  laalich agar ilm seekhne ki hai tab to sahi hai warna agar paise kamaane ki laalich hai ya greed hai to danger hai forex me is achi trading kare
                     
                  • #549 Collapse

                    wasay maray khayal may greed bi tu hamay knowledge ki hi taraf layjata hay kyun kay jab aap ko kisi cheez ka lalach hi nahi hoga tu aap wo cheez sikahany ki koshish bi nahi karain gay.
                    • #550 Collapse

                      forex ke busienss me hame kabhi bhi money ki greed nahi krni chahye balky agar greed krni hy to ap learning for knowledge ki kre ta ke ap jitni zyada learning kre ge ap ka profit margin kafi zyada hoga or is liye hame knowledge ki greed honi chahye na ke earing ki
                      • #551 Collapse

                        the word greed in a negative manner always, but think what if we use this word in seeking knowledge, the whole meaning of it changes certainly, thus the greed for knowledge is actually the best.
                         
                        • #552 Collapse

                          forex me knowledge k bina hmara kam karna bekar sa lagta he qk forex me hme jb tk forex ki knowledge nai hoge tb tk hm forex me success nai hosakte he r success hone k lye hmare pas knowledge hona bht zaruri he.
                          • #553 Collapse

                            g brother aap sahe keh rahay ho hamain paise kamane ki greed nahi karni chahiye bul k knowledge gain karne ki greed karni chahiye. hamain jaha se jo knowledge milay usay la lena chahiye aur apni har trade se kuch na kuch lesson zaror lena chahiye.
                            • #554 Collapse

                              han mere bahi ap sahi kah raha ho agar ap greed ko koi or che ma use karta ho to is ka bhot bora asrat hota han leken agar ap greed ko apni learning and apni knowledge ko increase karna ka laey use karna ga to is se ap kam time am he bhot sari learning and knowledge gain kar sakhta han
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #555 Collapse

                                yes dear you are very right
                                hmen forex py knowledge k lye greed krni chaye
                                q k hmary pass jitna ziada knowledge r exxperince hoga hum utny achy tradr bn skty hn

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X