Greed for knowledge is the best

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    ager ap greed karte hain knowledge ke liye tu ap ko is baat ka fida hota hai kyoun ke jitni achi aur jitna zayda knowledge ap ke pass hoti hai ap utna hi learn aur earn karte hain but greed karna ye ap ka anmi hai aur ap greed kar ke kabhi bhi success nahi ho sakte
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      Greed for earning boht he khrab baat hai lekin greed for knwolegde boht he achi baat hai kun k is se humein he faaida hota hai humari knwlegde mein izafa hoita hai
      • #168 Collapse

        Aap ne thik kaha ager hum knowledge gain kernay k leye emotional hon aur greed kerein tou iss se greed ka matlab totally change ho jata hai aur meray khyal mein iss muamlay mein greed humein faida de sakti hai aur ager hum issay kahin aur use kernay ke koshish kerein ge tou humein loss he ho ga.
        • #169 Collapse

          Theek kh rahe hain ap me ap ki is baat se 100% agree karta hun hamen paisa kamaane ka to har waqat lalach rehta hai magar yei laalach agr hm knowledge gain karne me karen to hm bohot successful trader bn sakte ahin
          • #170 Collapse

            yeh toh appney bohut hi sahi baat kahi hai agar humm greed ko knowledge mein use kariengay toh humey bohut hi faida hoga aur hamarey skills improve hotay jayeingay jitna hum greed ko appni strategies aur planning improve karney mein lagayeeingay utna hi humey help hogi isliya is word ko positive way mein b use kar sakthey hain..
            • #171 Collapse

              Forex me ager ap greed k bare me forex me ap knowledge ko use karty ha to ap forex me big profit hasil kar sakty ha q k ap forex me ye to ap profit k lye experience hasil karty ha our ya pir ap forex me greed par he hard work karty ha to ap greed sy trading nahe karty ha.
              • #172 Collapse

                Dear yahan par bhi greed sahi nahi hojati greed jo cheez hai hi tamam pareshaniyon ki jaar to ap kesay expect krsakte hain k yeh faide mand sabit hogi chahen ache kaam k liyeh kyun ka kia jae.
                • #173 Collapse

                  g bilkul har koi buri chizo ki taraf he jata ha or un ki lalach karta ha agar har koi knowledge hasil karny ki lalach kary ku k forex ek must profitable business ha or es mi wo he successful ho skta ha jo k es ka proper knowledge rakhta ha with out knowledge or experince ham har shoby mi fail ho jay gy.
                  • #174 Collapse

                    ager hum knwledge hasil kerny k liye greed kerty hain to yeh bht best hai kyunki forex is worldwide bussiness is mai pori dunia k bussinessman bussinss kerty haior ye tmam countries mai legal b hai iska daily ka turrenover 4.6 trillion doller ahai jald he forex dunia k sub say acha bussniss hoga day by day papuler hota jaa raha hai is ki market profitable
                    • #175 Collapse

                      Words changes its meaning according to the context in which it use. Like greed ager hum esy negative purpose ka liyea use kerain gay tu yeh boohat buri cheez hai aur jab esi word ko positive kaam k liyea use kerain jis terain aap na use kiyea hai tab yeh best hai Kuch ker k daikhany k liyea.
                       
                      • #176 Collapse

                        Ji ha bilkul is m education ki greed ki zarort hoty ha forex kia koi b business ho ap us m tab ha kamyab ho sakty ho jab ap k pas us ka knowladge ho ga tu ap karo gy is liya forex m b ap k pas forex ka knowladge hona chahiya warna ap b fail trader k tarha gambling kaho gy isy
                        • #177 Collapse

                          yes dear i thinkt ha t hat you shoudl have the practical knowledgea about forex trade andi thinkt ha t you need not to be greedy in forex trade and i think that you shoudl try to pay attention in gaining more an dmor e knowledeg about forex trade so tha tyou can make a successful trader in forex and cna gain much mor e earning fromforex trade and cna gain money from forex
                          • #178 Collapse

                            ge han janab greed agar ap nagitive soch k liye ya earning ka laclach rakhen ge tu ap k liye ye bohat khtrnak sabit ho sakta he but agar ap learing k liye lalach karen k ziyada se ziyada learning hasil ho tu ye apk liye apki kamyabi k liye achi key sabit ho gi
                            • #179 Collapse

                              Jnab greed is curse lakin agr ham money ka lalich karty han to yeh ghalt baat hay q k paisy ka lalich insan ko tabah kar daita hay lakin agr zyada knowledge akhta karny aur apny ilm may izafa karny ka lalich karty han to mery khyal say yeh ghalt nahe hay q k insan ko zyada say zyada knowledge akhta karna chaiya
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                my dear in my point of view greed is always dangerous thing in forex business because greed destroy everthing in any field so if you want success in good knowledge in forex then you always control you emotions it will help you to control greed also

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X