Greed for knowledge is the best

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    Words are same but in the context it used changes its meaning drastically. Like Jealousy is not good but if it results to do more and more hard work to lead is good.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      yes sir greed for knowledge is very good in this bussiness because knowledge is very good and best ever profitable thing on forex trading bussiness and many traders are surely make much money here cause of much knoweldge here so we have to get much knowledge about forex trading so we can make good income here,.
       
      • #138 Collapse

        greed buri cheez hai app ko es amin full aware hona hoga tu app ko pata chale ga app es amin kase ah skte ho aur app ko es main success k lye kase age jana hoga so greed bure cheez hai app ko learning aur knowlge par depend karna hoga jo app perment success day skate hai
        • #139 Collapse

          G han waqai aap ki greed he aap ko apni mistakes ko samjhny ma kafi help deti hy or es sy aap ko apni mistakes control krny ma kafi asani hujati hy. or sath he aap ko apny analyst krni ki strength bhe strong hujati hy. es liy greed ko negative nhe lena chahy. bal'k esy positive lena chahy or koshish karni chahy k aap apni greed sy apni mistakes ko control karny ki koshish karne.
          • #140 Collapse

            it is a good statement i am completely agree woith this statement In forex greed is bad and enemy also. But if the greed on knowledge it's so good for a traer. Thanks a lot for the positive thinking and sharing.
            • #141 Collapse

              forex trading aik bohat acha business hai is mai agar ham lalach kary gy to ham is mai kabhi b aik kamyab trader ni ban saky gy is lia hamy is mai lalach ni karni chahiya agar ham knowledege k lia lalach kary gy to ya hamari mehnat hi mani jy gi agar forex trading k lia lalach kary gy to is sy hamy loss ho jy ga is lia is mai kamyab hony k lia ziada sy ziada hard working karni chaiya ta k ham is mai ziada sy ziada earning kar saky
              • #142 Collapse

                boaht achi bat ki hai hmay es main earning kay leye kabhi bhi llach nahi karan chye lekin humy agr kuch sekhan ho hamy us main lalch kary to wo sub say acha hai hamy sekhny main lalch kary gy humra hi faida ho ga us main esi leye hamy lalch kabhi bhi earning ki nahi bal kay bal kay eilm ki karni chye
                • #143 Collapse

                  bhai ap ko forex main greedy bilkul bhi ni karni chahiye.forex main ap greedy ki taraf ayo ga jo kuch ap na earn kiya huwa wo sab loss karwa doga.forex ko postive use karo negative side par mat jai.knowledge is a sucess...
                  • #144 Collapse

                    Je haan greed acha hota hai agr yeh knowledge main use kya jaye tu kyonk is tarha apko kafi faida hota hai trading main kam krny per lehaza apko chahye k greedy bnay laikin knowledge gain krny main na k trading main kyonk trading main greed apko boht loss dayga aur apki earning main profit kam hota jayega aur loss ziada hoga jabk knowledge main ziada hota hai.
                    • #145 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                      We all use the word greed in a negative manner always, but think what if we use this word in seeking knowledge, the whole meaning of it changes certainly, thus the greed for knowledge is actually the best.
                      May nahi manta ho ap ki bat dear greed is best our greed bahot achi hoti hai forex may who kesay dear brother agar greed nai ho gi tu may ap profit kar lo brother greed esay kiya karo k emotion control ho buss agar greed ko kuch our b ziyda kar do our emotion agan contorl kar lo our deko point ko jub b ap k point hit ho pending greed itna ziyda kar do k us may jump kiya karo our insallah successed ho busss greed ko esay deko k ap ka account k sath sath ho account say ziyda na ho brother
                      • #146 Collapse

                        ager hum forex mein knowledge gain karne ki greed rakhte hy to hamari trade mein profit hoga aur ager hum yehi greed money gain karne k liye rakhege to forex mein ham loss mein chale jaege aur jo profit earn kiya hoga us se bhi hath dho lege
                        • #147 Collapse

                          greed ek bohat hi kharab lafz he isy tarhan greed for earning bhi bohat kharab chez he lekin greed for knowledge hamare liye bohat achi he q ke is se hamen bohat faida hota he greed for knowledge ek trader ke liye bohat achi cheez he
                          • #148 Collapse

                            g bro si kaha apne agar lalch ilm seekhne k liye ho rai hai to si hai.agar ap lalch zyada profit k chakar main kr rai ho to ap greed sai kbi ni bach sakte.forex main apko greed sai bach kr rehna chaiye.
                             
                            • #149 Collapse

                              forex main ager hum ko kuch profit earn kerna hai to hame forex main kerna yeh hota hai k hum is main hard working kre or phire hi hum ko is main kuch acha hi profit millta hai muje forex main work kerna bhoot hi acha lagta hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                best post and mujy ap ki ye bat bilkul achi lagi k har lalach ko hamesha bura samjhty he or khud b is se bachty he or dusro ko b is lalach se bachny ko kehty he or agr ham khud me knowledge hasil karny ki laalch peda kar le to ye hmary liy best ho ga
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X