Greed is a curse

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1486 Collapse

    g haan ma app ki baat sa agree kerta hu k lalach trader ki buhoot bari dusman hai ager trader ss per qaboo pahh la tuo woo buhoot kuchh achive ker sakta hai isi liye hammy pataince or dimag sa kamm kerna chaiyie or horr waqt learn kerty reahna chiayie..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1487 Collapse

      Greed traders ke liye bahut Buri Hoti Hai Kyun ki greed ki wajah profit bhi loss main Chala Jata Haiis liye traders ko chaye k trade krty wakat greed na krain or thory profit pai inhasar krain
       
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #1488 Collapse

        ba shak lalach bahut hi buri bala ha.lalchi trader har jaiz or najaiz rastey ya achey or burey tareeqa sa zyada sazyada sa daulat hasil cahta .lalchi ki kahni ap ko yad ho gi ke jis na doosrey gosht key tukra ko bhi zaia kar diya tha yehi hal lalchi traders ka hota ha wo apna thora hissa bhi ganwa datay han .
        • #1489 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: miles پيغام ديکھيے
          We only then fall into greed when we are doing the trading with lack of knowledge otherwise there is no reason to be indulged in greed. If we are doing our trading rationally, it will bring many benefits to us. Greed is only for those who don't want to learn the basic of tarding.
          Asi bat nahi hai ke jo log knowedgable hain wo greed nahi kartay ya greed un ko nuqsaan nahi pohnchaa sakta. Balke asay log over confident ho jatay hain jo un se ziada khatarnaak hota hai jo kam knowledge rakhtay hain. Is lie keep in mind ke greed har kisi ke lie nuqsaan deh hai chahay wo forex expert hai ya wo aik newbie hai.
          • #1490 Collapse

            offcourse dear traders forex k business main greed curse hai jab bhi traders greed main aa k koi trade open karty hain tu un ko loss ho jata hai is liye hamesha knowledge adn experince k sath hi good stratgy se trading kiya kren
            • #1491 Collapse

              forex trading main lach hi wo wahid traders ki dushmn hy jo bahut ziada logo k account ko ly doobti hy aur yeh to ap ny suna ho ga k lalch buri bla hy is liy ap ko chahiy k ap forex trading main bahut ziada profit ka yak dam ni socho blky sabar k sath forex trading main trading kro ta k ap ko forex trading main trading k doran loss ni ho
              • #1492 Collapse

                Yes m agree your title gready is a curse lslach buri buls hai hamey iss bemari se door rehnna chhye ye agar kessi mein ye adat aa jae to jati nahi r gaf wo struggle karen to haatey gi zarur lakin time laggy ga waqt ki ehmiyat zada aye laalchi insan khookla ho jata hai kuch bhi hath main nahi ata hai laalchi insan se door rahen kisse bui chez mein aap khyd ko laalchi sabit na honny den..
                • #1493 Collapse

                  Dear friends ye kahawat bht purani r sach ha k lalach buri bala ha.forex trading mn b lalach trader ko daboti ha.aik acha earn kia hua profit trader lalach mn kr ganwa deta ha.zyada profit k chakar mn bari lot lagata ha r der tk lagata ha r account wash karwa bethta ha,islye lalach sy bachna chahyei.
                  • #1494 Collapse

                    G bilkul bro greed insan ko kahni k Ni chorti or forex trading main greed ap k Lea bhut nuqsan da sabit ho sakti ha q k is main AP ak e Tim main kafi zyda eraning k chakr main apna kafi loss KR bethty Hain islea hmy is business main sbar SA Kam Lena chaiya
                     
                    • #1495 Collapse

                      Bachpan sy parhty aur sunty aa rahay hain k greed is curse lekin Forex py aa k pata chala hy k waqiye laalach bahot buri balaa hy keun k jb forex mein kisi trader especially new trader ko thora sa profit hota hy to woh laalach mein aa k aur trading krta hy aur jb tk usay loss na ho trading krta rehta hy
                      • #1496 Collapse

                        Greed kisi cheez ke hasool ke ley ap ke andar khud bakhod piada ho jati hai yeh kisi dosary ko dekh kar bhi paida ho jati hai lekin jo log is par kabon pa lety hein wo asal main successful ho jate hein greed ka hona koi buri bat nai hai lekin is khod par havi krna aur is se har jana asal main buri cheez hai
                        • #1497 Collapse

                          Laalach se Insaan Ne Jab Bhi Kaam Kiya Hai usko loss Hi Hua Hai isliye Hamesha khush kare Jalal acche Kabhi Kam Na Kare aur try karte rahenge just Raha trading ki Jati Hai Usi Tarah trading kare Yeh sabse best Tarika Hai Forex trading Mein kaam karne ka selke trend may sell Kare aur bhai ke trend Mein just buy Kare na Jyada rashke Qamar Ishq ke saath kaam kare
                           
                          • #1498 Collapse

                            lalch bori or gandi bala hai jis insan ko lalach parha jata hai tu wo apna nuksn tu karta he hai maghr apny sath sath or bhi kuj logun ko ly dobat haio es liye bhaiuo forex mai aysa kuj na kren aik tu yah achi bat nahi dosra yah aopk expernce ko mar deta hai
                            • #1499 Collapse

                              Greed is enamy for every trader, greed bahot burri cheez hai, greed se ham apna profit banane k bajaye apna loss kr bethte hain.
                              Forex men jo bhi trader greedy hote hain chahe wo jitne bhi expert hon aik na aik din wo apna sab kch loss kr bethte hain, uski waja ye hai k agar ham planning se targets se trading keren ge to forex hamare liye aik acha profitable bussines hoga, agar ham greed se be tukki trading kren ge to forex hamare liye business kam aur jowa ziada hoga , jowa jab bhi khela ju uska result loss men hi milta hai.
                              Isliye hamen forex trading k liye apne mind se greed ko door krna chahiye aur forex ko aik business samajh kr trading krni chahiye.
                              :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                              CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1500 Collapse

                                greedy ho kar kam karty hain to market main kafi risk hota hay kun kay greedy hony say humain market ko samjhny main asani ho sakti hay greed karny say kuch hasil nai hota hay so market ko use karna hay to is ki help say market ko use karna ho ga ta kay achi earning hasil ho sakti hay demo ko use karna hi helpfull ho sakta hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X