Sabar or tahamul
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Jitna yada hum sabar aur thumal ki faza iss main kaim karain gay itna hi hum yada behtari ki tarf ja sakain gay iss liye zarori ha kay hum jab forex main kaam karain to phr apny andar himat aur hosla bhi paida karain aur agy bhi barhny ki try karain iss say hum kamjab hun gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Dono bahot zaruri hain hain agar ap sabar or tahmal sa kam lain ga to ap yaqeenan kamyab hon ga main na abi apna trade open karni ha laken main abi open ni kar rha saber aur tahul ka muzahera kar rha hun aur jab price marai condition main aye gi to main trade karun ga.
      • #78 Collapse

        Yeah absolutely i exactly appreciated to you brother, its very important in this whole world and we should be hold our Ego or patience's in under control in our mind of humanity its really dramatically depends on our self. Saber aur tahmal wala banda kabhi na kaam nahi hota because he'll take the decisions with his fully satisfaction of mind!
        • #79 Collapse

          ji forex mein sabar ke bohat importance hai kyo ke without this ap frustrated ho jate ho ap ki trade agr long term mein hai tu ap sabar krna padhta hai, ho sakhta hai ke trade 3 ya 4 din mein close ho is lye sabar aur tahamul bohat zarori hai agr ap long term trader hai tu
          • #80 Collapse

            bhai is business main trader ko loss is liya hi hota hay.kue kay wo trader is business main trading karnay main saber say kam nahi laty hai.or jab un ko apni trading main profit hota hay.to wo apnay profit ko hasil karnay kay bad again market ka trend dakhy bagyr is business main trade ker daty hai.jis ki waja say un ko apni trading main loss ho jata hay..is liya trading main saber buhat ahum hota hay..
            • #81 Collapse

              Mashah Allah bot acha topic hai ap ka sabar or tahamool sy insan dunia k har madan main kamyab ho sakta hai lykin kuc log asy bhi hain jo kehty hain yeh cheez hai hi nahi lykin main tu yeh kahon ga k agar forex main kamyab hona chahty ho tu sabar thamool sy kam lo kyun k agar jaldi bazi karo karo tu bhot nuksaan othan pary gai main ap k sath Hazrat Ali R.A ka Frman piash karta hon k
              Hazrat Ali ny farmya
              Insan jab bhi jald bazi main a k fasla lyta hai tu yeh osy nusan hi hot hai
              Or
              jab insan sabar sy kam ly tu yeh mumkin hi nahi k vo kamyab na ho
              • #82 Collapse

                you are right aj kal ke logon main sabar aur bardash ka maada katam hota jara hai woh yeh chate hain ke bus is busniss main enter hote hi jab woh tarding karen to unhain bhot sara profit mille ya aur isi jaldbazi main woh ya to copy paste kar ke ya shortcut tareke se apna bonus banate hain jis ka koi faida nai hota sabar aur tahamul donu bhot zarori hai tarding karte waqt kiun ek yeh asa busniss nai hai jis main har kam foran hojaye hamen apne mind ko relax aur stress se dor kar ke trading karni chaye jabhi hum kamyab hosakte hain
                • #83 Collapse

                  sabar humhy har cheez mein rakhnaa chahiyeh . .ALLAH sabar rakhne walon k sath hota hai aur forex trading mein sabar rakhna bohat zaroori hai
                     
                  • #84 Collapse

                    kehte hain k sabar ka phal meetha hota hai isi lye zaroori hai k hm sabar or zabt sa kam lain zyada se zyada tawajo apne kam ko dain tajai forex taraki karey or hme bhe taraki ki mouakay milain behsak khuda mehnat krne walo k sath hai
                    • #85 Collapse

                      mare kahyal se agr ap forex ma kam kar raha he to ap ko pas sabr ka mahda hona chaye trade ko he dahk lan ap agr ak trade galt lag jati hy to market ap k against chali jati hy or phr wo market quch dino k bad ap k favour ma ati hy or ap ko profit b da jati hy its mean ap ne sabr kya to profit mela agr ap jald bazi karn ga sbr nhi karn ga or order ko loss ma close kar dan ga to ap ko bht loss ho sakta hy
                      • #86 Collapse

                        forex me sabr aur tahamul ki hud se ziada zaroort hy yhn koi kaam b hum jald bazi me ni krna chahye qk hume phr loss b ho skta hy mre bhai hmri jald bazi ki wajah se lihaza hume chahye k hum apne bonus ka earning me ko jald bazi na kren blke hum sabar se kaam lyn...
                        • #87 Collapse

                          forex ma saber bohat zaroori hota hai. kabhi aapko har ordre par loss hota hai . us se dil bardasht na hon forex main kabi profit or kabhi loss ho ta hai is leyi saber buhat zarori hai sub keleyi ok
                          • #88 Collapse

                            forex main sabar sy kam lena zarori ha is main profit bhe ho sakta ha aur loss bhe ho sakta ha, is ky elawa ap jo trade lagty han wo profit main any main time bhe ly sakti ha aur usi time he profit main a sakti ha bus sabar ka daman na chorain
                            • #89 Collapse

                              Sabar or tahamul tou kamayabi kunji ha is ki tou bihat zyada ihmiyat ha bs trading yeh ap ki bohta madad krna wali aaadat ha joo ka aap ko lose sa bohat had tak bachaaa ti ha ... ap jld bazi sa bchty hain mtlb lose sa bechtahain..!!!
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                G han forex trading mein saber aur tahamul ki zarorat boht ziada hoti hay kyon keh ap ko trading ki market ka kuch pata ni hota keh yeh kab ap ko bara loss day gi ya bara faida day gi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X