Sabar or tahamul
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    bhai app ki baat bilkul sahi hay kay trading men hum ko bara sabar kerna parta hay kaiy baar ton pora pora din wait kerna parta hay tab ja ker hum apney maqsad men kamyaab hotey hen or yehi tareeka kaar hay sahi trade ka kay sabar say kaam lia jai or agar hum jald bazi Karen gay ton ho sakta hay hum acha profit na kama saken
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      g han bhai ap forex trading me jab be trading karin to sabar or tahmmal se kam karin is businesss me jald bazi na karin ager ap jald bazi karin gy to ap ko loss be ho skta ha so ap khud ko relax kar k sabr se trading karin or profit ka wait karin
      • #48 Collapse

        nice things these two things are very precious things my dear friend jis ka pas yea dono chezain hoti haan wo kamyab ho jatay haay jasay kay kalay jab america aya to wo minority main thay unhain kafi tang keya gaya lekin unho nay sabar aur tahamul say kam leya aur akhir aj kamyab haan
        • #49 Collapse

          ham log jazbaat main aa kar forex main zayda volume se trade karney lagtey hain ya hamain ager aik baar profit ho jaye tu bhi ham jazbaat main a kar market ko judge kiye baghair mazeed trade laganey ki koshish kartey hain lekin hamain chahye k ham apney emotions per control karain or sabr o tahammul se trading karain ye hamarey liye boht best hai.
          • #50 Collapse

            trading men sabr or tahamul ki bht ehmiyat he, hamesha sabr or confident ho kar trade karen or trading k waqt jald bazi sy kam na layn otherwise loss ho sakta he, trading men lot lagany k bad thora wait zaroor karen market ka kia pata kis waqt loss sy profit men chali jaye,
             
            • #51 Collapse

              ji han bhai jan. forex mein patience ki bohat zaroorat hoti hey ye aik aam business nh agr is mein faida lakhon ka hey to doosri taraf nuqsan croron ka bhi ho sakta hey is liye har qadam par sabr bhi lazmi hey
              • #52 Collapse

                humen agar tradine me loss ho raha hai or profit bilkul nhi mil raha to humen gusa nhi karna chahiye or na hi naumed hona chahiye bal k sabr or tahamul se achi tarah soch kar phir trade lagani chahiye .
                • #53 Collapse

                  i am very agree with you brother. g ha forex trading me saber or tahamal or berdasht boht zarore he is hi ki waja se ham eik kamyaab trader ban sakte he keu k chand log esa kerte he k onko jab unko loss hota he to wo forex chor detey he unko saber se kam lena chahiye.
                  • #54 Collapse

                    Aap ny bht achi bat ki hy, Sabar sy trading krny wala trader always success able hota hy, aap greed ya emotional trading karen gy to aap ko lose ho ga or aap bht jaldi apna balance lose kr jahen gy, or ager aap Forex main success hona chaty hen to aap sabar sy kam lain, aap main jitna sabar hy aap inta ziada earn kr skty hen,
                     
                    • #55 Collapse

                      bilkul sahe kaha ap ne janab .sabar eak asa phal he jis ki mithas itni ziyada he k ap is ka andaza nai laga sakte he our forex me tahammul mizaji se kam karna apki kamyabi ki zamant he ,sabar me barkat he .Allah bhe sabar karne walo k sath he .forex me ap jitni tahammul mizaj ho kar kam karen ge apko kabhi loss ka samna nai karna pre ga
                      • #56 Collapse

                        I am trust a person sibling . i believe we want the actual persistence should . Simply because persistence assists all of us in order to much more exercise as well as effort . A great persistence could make all of us achievement within foreign exchange company .
                        • #57 Collapse

                          yes Patience and tolerance is very important for any work we do , it is the sign of successful professionals .working with patience always gives fruitful result
                          • #58 Collapse

                            dear is mai hamien bilkul sabar or tahumal se kam karna chae hai is mai hamien bilkul b jaldbazi nhn karni chae hai jab ap is mai kam karty hai to ap ko is mai kam karny k liya ik plan k sath ana chae hai jo k ham sab k liya acha hai
                            • #59 Collapse

                              sabar har chez mein karna parhta hai aur jo sabar nh krta wo kamiyab nh hota kabhi b ap ko apney apko relax rakhna chahiyeh aur positive souchna chahiyeh be positive get positive ever . .
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Within forex trading we start to use a lot of persistence. An excellent persistence can make a great trader, and a lord trader can make a great business. therefore persistence can be a need to for each trader.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X