Sabar or tahamul

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    I am agree because jb hum profit kartay hai tb be hum ko sabar sy kam lana chaye aur greed nahe karnaey chahye aur jb hum loss karay tb be hum ko sabar or tahamul sy kam karna chahye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      In forex we need a lot of patience. A good patience can make a good trader, and a god trader can make a good trade. so patience is a must for every forex trader.
      • #18 Collapse

        dear forex me success k liye sabar aur tahamul boht zaroori hai ager hamare paas sabarna ho ga to humforex me boht jald utha sakte hen kyun k forex ek risky business hai
        • #19 Collapse

          g han forex main agr hum fully sabar aur tahamul se work kartey hain to phir yeh bohot hi acha hota hey aur is sey hum forex main achi trha se work kar asktey hain aur is main hum kabhi bhi fail nahin hotey hain.
           
          • #20 Collapse

            Forex ma sirf wohi log kamyab ho sakty hay jin ko sahi experience hay ya phr jin kay pass behtr balance hay aur us ma profit karny kay lia hum jab trade open karty hay to wo trade hamy yak dam profit nahi balkay hamko us ma bhi sabar or tahamul sa kam lena chaiye hota hay aur forex ma sabar apka sab sa bara protected shield hay
             
            • #21 Collapse

              It is very good question for you to be able to make good success in this business then you will need to be very focus from one level to the other so i am very sure that you can make good progress at all times
              • #22 Collapse

                yes dear koi bhe work ho us me sabar hona lazmi ha lekin forex me wait karna ap k lye kafi faida dy sakta ha kiyon k zyada greed ap ko loss karwa sakta ha is lye kam lot use kar k wait karny sy ap kafi acha experience hasil kar sakty hain
                • #23 Collapse

                  jb ham forex me forex kaam kar rahay hotay hain to hame bhot sara tajurbay k sath sath khud pay yakeen hona zrori hota hai.agar hum khud pay yakeen rakhtay hain to hum hum achay trader ban saktay hain.
                  • #24 Collapse

                    Brother sabar ur tahmal her kam mein hona chaiye kiw k Allah hamesha sabar kerne walo k saat hota hai, agr hum is business mein sabar or tahamal k saat work kare tou hum is business ko bohat geld samjh jaye or acha profit b gain kerne lage , but insan k emotion usy patience se work nai kerne dete hai ,but I think khud per control rakh ker work kare gay tou he successful ho sake gay.
                    :cool:!! Join Pak-Forex Forum !! Learn & Earn !! $0.20 Bonus Per Post !!:cool:
                    :cool:!! Monthly Bonus Limit $200 !!:cool:
                    • #25 Collapse

                      Mere khayal mein sabar or tahamul basic factors hain forex trading k kyunke iske bina koi bhi trader agey nahin barh sakta or success hasil nahin kar sakta to apne andar sabar rakhen or mehnat karte rahen.
                      • #26 Collapse

                        jee forex tarding main sabir lazmi hai khoe ky jab ap loss main sabir kerte hai tu market main tu movement hai jes waja sy ap ka tarde dobara profit main be chala jata ahi ager sabir ho tarder main tu
                         
                        • #27 Collapse

                          mere khayl amin forex main bht c aise cheezein hain jin ka humein khas khyal rkhna parta hai os main sy sbr or tahamul bhi humein trading main bht sbr sy or tahamul sy kam lena parta hai
                          • #28 Collapse

                            han g baat tu aisa hi hai kiun kay forex me market apny time pe hi kaam karti hai kabhi bilkul slow hoti hai or kabhi aik minute me hi apni direction tak chali jati hai or apny targeted level ko hit kar deti hai. Market me hamesha discipline se hi chalna chahaiy taaky aapko har wakt is kay samny bethny ki zarurat na pary is liay target set kia Karen or pending orders laga kar chalen.
                             
                            • #29 Collapse

                              forex wo bande karsakte han jo sabar or thamul rakhte hun asa nhi ke thora se loss hote hi forex trading chor di is lie es forex ke andar loss bhi hoga or profit bhi magar us ke lie jo sabar kare ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Jee meri nazar mein yeh bat hea kea , business mai hamy sabar or tahamul sy kaam karna hota hai agar ham for example loss ho raha hai to hamy apna dil chota ni karna aur apni future trading par dehan de kar achi sea achi trading kar kea ek profitable business run kar sketa hea.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X