Sabar or tahamul

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #796 Collapse

    Assalam o alikum dear friends forex ek online business he jis me sabar or tahamul se kam le to bohat acha he hamare lia ku ke agar ham isa ni krenge to hamay bohat bary loss ko face kr na phar sakta he..............
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #797 Collapse

      jee bhaai hamen bilkul relax reh k kaam karna chahyie, khud ko tensions main mubtala nahin karna chahyie, warna iss say sirf hum he ko nuqsaan hoga.. or agar hum jazbati ho k trading karenge tab bhi hamne loss hoga so its better to stay calm and have profit...
       
      • #798 Collapse

        ge bhai mai ye kehna chahta ho ke forex trading karne ke lye experience ka hona buhat importantt hai .... jitni zyda experience hogi utni zyada earning hogi. aur experience hard working se aata hai to mai ye kaho ga ke hard work karna chaheyai to success hasil kya ja sakta hai
         
        • #799 Collapse

          Han forex mai sabar or bardash boht zaruri hota hai agr hum forex mai emotions py control nai rakhengy to is mai hamara hi nusaan hai hardworking krni chaiye forex mai taraqi zarur milti hai asa nai hota ky apko na milay mehnat ka phal is le apko apny jaazbaat py kabuu rakhna pardta hai or thoda sabar sy kaam lena hota hai ..!
          • #800 Collapse

            Sabar o tahmal forex main traders ka bohat bra weapon hay.baz dfa market trader ko dra rhi hoti hay or traders kay nerves ka imtihan laiti hay aisay main wohi traders kamayab hotay hain jo kay sabr o tahmul kay huthiaron say lais hotay hain.
            • #801 Collapse

              Yeah absolutely i exactly appreciated to you brother, its very important in this whole world and we should be hold our Ego or patience's in under control in our mind of humanity its really dramatically depends on our self. Saber aur tahmal wala banda kabhi na kaam nahi hota because he'll take the decisions with his fully satisfaction of mind!
              • #802 Collapse

                g han bhai g i agree k sabr aor tahamul to har kaam ma hi karna chyia par edr forex pay kuch log thora kaam kar k hi yae sochtay han k hamay pasay kab milaya ga .app ko sabr aor tahamul k sat kaam karna chyia aor paso ka intizar b.......
                • #803 Collapse

                  ji han bilkul bro main ap ki batse agree karta hon k humey is main sabar se kam laina chahie bro kyun k jab tak hum is amin mere akhayl main sbar nhe akrain agy aur jaldi karain agy hum mere khyal main is amin kamyab nehe ho sakin gay
                   
                  • #804 Collapse

                    g hannn forex ki field may kam karnay k liye zrori hay k hum sabar or tahamul say kam layyy ..... kbi kbi hamay loss say guzarna parta hay and hum kafi upset ho jatay hay ... to aisay mokay par hamay sabar kr k inteezar karna chahye and apni mistakes say lesson sekhna chahye
                    • #805 Collapse

                      patience aik ahm cheez hai aur ye har trader me honi chahiye aksar log jazbati hojate hai aur discipline ya moral ki limit cross karjate hai un ko patience se kam lena chahiye na ke kisi loss ya bonus na milne ki waja etc se sabar aur tahamul kho bethe hum.
                      • #806 Collapse

                        g haan sbar aur tahamul waqae aise cheezain hain jo hr achy trader k andr honi chaiyen. kise trader ko yeh ni smjhna chaiye k agr usay abe profit ni ho rha to voh acha trader ni hai. Just do the trade and than wait for it. Profit or loss is the part of the game
                        • #807 Collapse

                          forex business me patience aik bohat hi vital role ada karte hay success hasil karne kay leyey because jab hum trading krte hay to us waqt hme full concentration or patience ke bohat zarorat hote hay q k wha par hamere jald bazi hume hamsha ghalt trade ke traf le jati hay jis say hume nuqsan hota hay
                          • #808 Collapse

                            forex trading main saber or tahamul se trading 1karni chahiye loss ki sab se bari waja saber na karna hai jald bazi main hum loss kar jaty hain.
                            • #809 Collapse

                              Ji haan acha trader banny ke liue bandy kochahiye ke sabar aur tahammul se kaam ly aur usko kabhi bhi profit ki bohat zayada lalach nahi rakhni chahiye.Kun ky jabb bhi koi shakhs lalach se kaam kara hy to vo hameesha bogat bara nuqsaan uthata hy iska.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #810 Collapse

                                hamai har kam mai sabar or tahamul say kam karna chayha t k kahe loss na hojaye ager hum jaldi jaldi kam karay hgai tu hamaira loss be ho sakta hai yaha per is liya jaldi kam nahe karna chayha hamai sahe say aram say kam karna chay khamai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X