Emotions aur lalch asal waja Loss ki

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Emotions aur lalch asal waja Loss ki

    assalamu alaikum ek baat zehn mein rakhe ga agar aap emotional hai to aap business mein kabhi bhi kamyab nahin ho sakte kyunki business mein loss aur profit to sath sath chalte rahte hain agar Ek dafa aapko loss a jata hai to is per Dilbardashta hone ki zarurat nahin kyunki agali dafa ho sakta hai ki aapka profit aapke pichhle loss ko bhi pura kar de isliye emotions ka business mein hona lazmi nahin hai iske alava agar aap ne ek achcha profit gain Kiya hua hai lekin aap lalach mein a jaate Hain to ek baat yad rakhega ky lalach karny wala hamesha hi loss mein rahata hai to aap bhi lalach ki vajah se loss mein ja sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Emotions aur lalch asal waja Loss ki

      assalam walekum agar aap Forex trading mein emotional hokar lagaenge to aapko bahut jyada lost a sakta hai aur iske alava agar aap lalach mein aakar aur trading karte hain overconfidence safe trading karte hain to aapko lost ho sakta hai lost se bachne ke liye jaruri hai ki aap achcha kam Karen over trading na Karen be careful hokar mehnat ke sath hardworking Karen itni jyada aap mehnat karenge utna aapko aur aap kamyab Ho jaenge
      • #18 Collapse

        Re: Emotions aur lalch asal waja Loss ki

        hamen forex par emotion ko kis tarhan control krna chahiye forex aik aeisa platform hai jis par jab hum mehnat kren gy tabhi humen us ka sila mily ga agar hum is par mehnta nahi krty tou hamen is ka sila nahi milta kamyab hony k liye mehnat ka hona zaroori hai.
        bohat se log is business mein laalach krty hain k wo km time mein aur kam mehnat kar k ziada se ziada is business se paisa kama sakein. jo k bohat hi galt tareeqa hai. is business se kbhi bhi raato raat koi bhi ameer nahi ho sakta.aur wo apna loss kar beithty hain
        • #19 Collapse

          Re: Emotions aur lalch asal waja Loss ki

          Assalamu Alaikum dear Forex trading mein trade open karte hue Hamen lalach se nahin Karni chahie aur fresh mind hokar trade open gana chahie Taki Hamen achha profit Ho Agar ham lalach Karke Big Lot size use kar lete hain ham to isase Hamara account wash ho sakta hai agar account ko save Rakhna hai To lalach ko ek side per Rakhna hoga
          • #20 Collapse

            Re: Emotions aur lalch asal waja Loss ki

            Ye baat kisi had tk theek hai ky emotions or lalach ki waja se bhe loss hota hai. Jb hm lalach krty hein to humein sirf lalach ki parri rehti hai phr jis ki waja se hm us kaam per sahe trha se concentrate nhe kr paty or nuqsaan uthaty hein. Or forex trading to aik asa business hai jis me present mind bht zyada zarori hai.
            • #21 Collapse

              Re: Emotions aur lalch asal waja Loss ki

              Walaikum salam.. rightly said. Forex trade main loss k bohat ziada factors hain jin ki understanding or knowledge bohat zarori hain. Forex trade ya stock trade dono ma he profit or loss dono ho skty hain. But ziada profit earn krny ki zeal or is k lye lalchi ho jana hmesha loss ka bais bany ga. Agar hum trade ki basics p amal nhi krain gy aur lalchi ho k trade krain gy to loss ho ga.. trading hmesha basics, learning, knowledge, experience or seniors sy discussions k sath krain. Forex trade confidence k sath krain. But confidence tb ho ga jb achi understanding, skills or experience ho ga
              • #22 Collapse

                Re: Emotions aur lalch asal waja Loss ki

                hum is mai kam kar ky earn kar sakty hainhum is mai bagerbalance account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai dday mai be kam kiar sakty hain hamy market mai lalach ko aktem kar ky kam karna ho ga then hum kam kar ky earn kar saky gy hum is mai pairs mai or currncy mai kam kar sakty hain asane ky sat
                • #23 Collapse

                  Re: Emotions aur lalch asal waja Loss ki

                  Aap nay theek kaha Hai kay jaab be aap Loss akrty hain toh aap ko Loss Ke sab sa bari waja yehi hai ka aap ka Khud per control na Hona hai jaab aap ka Khud Ka Control nahi hota hai toh aap ko loss hona ka zada Chances Hoty hain iss liya aap ko chaye ka aap market main Emotion or Lalach ka use na Kiya krein jaab ap lalach or emotion ka use karty hain toh aap ko loss zada Hota hai iss liya aap ko hamesha Aap ko chaye ka aap emotion or lalach ka use na Kiya krein werna Aap ko loss zada hota hai or aap ka Account ager small ho toh ap ka Account bhoat jaldi wash ho sakta hai..
                  Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                  • #24 Collapse

                    Re: Emotions aur lalch asal waja Loss ki

                    Asslam O Alaikum doston ummid karta hun aap log khairiyat Sai hongay or Forex se jyada se jyada profit hasil kar rahe honge Ji Bhai bilkul theek Kaha Loss kai sab sai Bari wajah Lalach e hoti hai Mainay b Lalach kiya tha to mera Account e wash ho gaya tha is liye Ap sab bhaiyo ko chahiye kay Lalach kabhi b na karen balkay Sabar o Tahamul sai trade kare Shukriya
                    • #25 Collapse

                      Re: Emotions aur lalch asal waja Loss ki

                      Walekum Assalam, ji bilkul losses ki sab day barri vajah (Emotions trading aur Greediness) hy, jab tak ham Apne emotions aur lalach ko control Mein Nahin karenge tab tak ham forex Mein kamyabi hasil nahin kar sakty, isiliye humein disciplines k sath trading karni caheye aur learning per focus karna chahie, greediness ko control mein karny k liye Money management or risk management say trading karni caheye taky emotions beh control ho sakein, kyunki kamyabi hamesha (learning aur experience) ke bad he milti hai.
                      Instaforex is the Best broker
                      • #26 Collapse

                        Re: Emotions aur lalch asal waja Loss ki

                        ASLAMUALAIKUM MEMBERS, umeed akrta hoon kie sub khairiat sie hon gai or yeh kehna chahoon ga kie jab aik trader trade karta hai or loss mai jata hai toh woh phir emotional ho jata or oss emotionality kie wajah sie oss mai lalaach yanie kie "GREEDNESS" paida ho jatey hai apna loss recover karney kie jis kie wajah sie oss ko or loss hota hai.
                        • #27 Collapse

                          Re: Emotions aur lalch asal waja Loss ki

                          emotion ka use karty hain toh aap ko loss zada Hota hai iss liya aap ko hamesha Aap ko chaye ka aap emotion or lalach ka use na Kiya krein werna Aap ko loss zada hota hai or aap ka Account ager small ho toh ap ka Account bhoat jaldi wash ho sakta hai..
                          • #28 Collapse

                            Re: Emotions aur lalch asal waja Loss ki

                            Assalamu Alaikum dear Forex members Jab Ham trading Karte Hain To sabse pahle Hamen Apne Hi emotions ko control Mein Rakhna chahie Agar kabhi hamen loss a Raha Hota Hai Tu gusse Mein Ham trading open rakhte Hain lekin trading kabhi bhi emotions aur jaldbazi mein Nahin Ki Ja sakti Agar Ham lalach Karenge aur Jyada profit kamane Ke Chakkar Mein bagair soche samjhe trade Karenge To Hamen loss hi Uthana Padega
                            • #29 Collapse

                              Re: Emotions aur lalch asal waja Loss ki

                              Assalamu Alaikum!
                              Dear forex members. Umeed krta hu ap sab bilkul khriyat se hongy. Ji han tw bilkul apny bilkul theek kaha ky emotions aur lalach hi asal waja hain hamy loss ki hamy chahye ky hamy relax ho kar sai tarah se achy tareky se trade ko open krna chahye taky hamy zaida se zaida profit hasil ho saky.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Emotions aur lalch asal waja Loss ki

                                Jab aap jaldi mein aur emotions Mein Aakar kam Karte Hain To aap kabhi bhi acche knowledge ke sath aur acche tarike se profit Hasil nahin kar sakte isliye aapko chahie ki aap kabhi bhi emotions Mein Aakar kam na Karen aur kabhi bhi Lala Chuna Karen Kyunki lalach aapko kabhi bhi achcha profit Nahin Deti Aur Is Tarah aapka account bhi khatm ho sakta hai lekin Jab aap knowledge ke sath kam Karenge to Fir aap Sabar se kam Karenge aur acche knowledge to use Karenge aur Ishara aapka account bhi saaf Rahega aur aapko nuksan bhi nahin hoga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X