Re: Emotions aur lalch asal waja Loss ki
assalamu alaikum ek baat zehn mein rakhe ga agar aap emotional hai to aap business mein kabhi bhi kamyab nahin ho sakte kyunki business mein loss aur profit to sath sath chalte rahte hain agar Ek dafa aapko loss a jata hai to is per Dilbardashta hone ki zarurat nahin kyunki agali dafa ho sakta hai ki aapka profit aapke pichhle loss ko bhi pura kar de isliye emotions ka business mein hona lazmi nahin hai iske alava agar aap ne ek achcha profit gain Kiya hua hai lekin aap lalach mein a jaate Hain to ek baat yad rakhega ky lalach karny wala hamesha hi loss mein rahata hai to aap bhi lalach ki vajah se loss mein ja sakte hain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим