Forex main timing ki ehmiyat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    agar aapsochtey ho ke aap ne aik acha broker banna hai to phr ap ko 5 se 7 ghantey rozana forex ko dene ho ge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      g is me bhut sa time chahea hota hai jis se ap acha experiecne hasil kar sakte hain or achi knowldge hasil kar sakte hain q k ye ak best online job hai or is me ap jitni mehnat kr ge apko is me faida hi hai i like it very much it is a great business for ll.
      • #198 Collapse

        Timing ki ahmiyat to news ya data releasing time k waqt hoti he he timing ki importance, agar ap news ya data k waqt time nikal k trading karty hein to ap ko is mein ziada faida ho sakta he, or ap ko baqi ka time save bhi ho sakta he.
        • #199 Collapse

          forex trading me timing ki kafi ahmiyat hai because isme apne trade time k hisab se hi karni hoti hai and agar apne apni trade sahi time pe sahi jaga put nai kari to ap loss me jasakte hain isliye timing kafi important chez hai forex me
          • #200 Collapse

            bro forex trading m time ki boht zida hamiyat hoti hn q kh jb ap trade krny ky liye open account krty hn tu may bi market down ja rhi ho .forex m market boht tazi sy upp or down hoti hn .bro is m hum kam time m zida earning kr skty hn
            • #201 Collapse

              forex trading metime ka hota bahot hee zarooree hai .hamare paas jitna ziada waqt hoga aur hum apne trading ko ziada waqt denge otna hee hum ko profit ziada melega . hum ko ese waqt me trading karna chahiye jab hamara mind bilkul fresh ho aur os waqt me hamare paas dosra koi kaam nahi ho .
              • #202 Collapse

                dear brather forex forex men timing ki ehmiat usi wqt hoti hai jab market men upps and down ka silsila jari rehta hai app kp soche samajh kar steps uthana chahiueay
                • #203 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                  Forex market main kyun k ups and downs ka silsala chalta rehta hai to iss liye aap ka her new step proper precise timing k sath hona chahiye k kis waqt kitna invest kerna hai or kis time per invest nahi kerna
                  dear forex main timeing ki boht zada value hy kyn k is main kese b waqt kuch b ho skta hy her waqt trade lagany k bad apni pori concentration forex py laga k rekhain aur is tarha loss sy buch k profit hi profit earn karain
                  • #204 Collapse

                    trading ap jb be kara market k trend ko follow kar k he kara is tarh phr loss kam ho ga loss zayda hona ki waja he ya ha k hum market k trend ko follow nai karta this ki waja sy loss zayda ho jata ha agar hum market k trend ko follow kar k trading kara ga to profit be acha ho ga or loss be kam ho ga.
                    • #205 Collapse

                      brother aap ko trading marcket k mutabiq hi karni chahiay lakin aap ko timing b thori bohat kar lani chahiy k hum na is waqat trade lagani hai waisay to ye best ho ga k aap apni trade marcket k rates k mutabiq lagaen is ma aap ko lose nahi ho ga
                      • #206 Collapse

                        is ma agr apko kamkarn ha to is ma ap ko traing karn sa sab koc ap ko pat cal ja ga sab ka liy ha forex akonlin jop ha sab is kam ko boht lik ekart ha sab ka liy ha frex ak ach business ha
                        • #207 Collapse

                          g forex mein time ke bhot impotant hein hum ko waqt pher news ko denkhan hot hein or waqt pher tarde legny hot hein hum waqt ke kandeer karn gy to he hum kamnyb ho sak gy waqt pher her kam karn bhot zarore hot hein forex mein.
                          • #208 Collapse

                            Assalam.o.alaikum (wa rahmatu Allah hi waba rakatu ho) Brother mojhy apka ye question bht acha laga ap ne 1 bht acha question kiya hy. brother mera setup to ye hy keh siraf london opening time ke waqat trading krta ho bas.
                            • #209 Collapse

                              forex trading main agr ap time ko importance detay ho to wo ap ki trading business k liay bht acha hai, coz jb ap is ko time detay ho aur mehnat karty ho ti is se ap k experience main bht zada azafa hota hai aur ap bht kuch learn kar sakty ho.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                bhai jaan app news k time par toh trading karey hi nahi kiyu. k is waqt market it I sensitve hojati hai k kuch pata nahi chal tha k kis taraf movement hogi best time currwncy trading k liya 11 am se 1 pm ka hai is waqt market zara stable rehthi hai aur profit karney k chances bohut axhey hotey hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X