Forex main timing ki ehmiyat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1216 Collapse

    dear mere khiyal main forex main timing ki boht ziyada zarorat hai kiyun keh forex 24 hours work karti hai or is main market k movement ka bhi time hota hai mere khiyal main ager ap k pass time nhi hota hai to mere khiyal main ap news k waqt hi trade ker liya kren to behter hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1217 Collapse

      forex main timing ki buhat ziada importance hai agar aap is main theek say work kartay ho to aap ko is main say theek say profit gain ho sakti hai or aap is main survive kar sakty ho
      • #1218 Collapse

        forex trading aik online business hay issko kernay kay liyyea koi timings nahee hoote hain yeh aik 21hrs open market hoote hay koi time restractions nahee hain iss main..
        • #1219 Collapse

          Forex me trading krte wqt ap jitna time de skte h de ... is se apko ek achi earning milegi
          • #1220 Collapse

            Is business me timing ki koi ehmiyat nahi ha ye aik asa business ha jis ko hm jb chahe tb kar sakty hain or is business se hm jitna chahe utna earn b kar sakty hain isi liye is business me timing ki koi bhi ehmiyat nahi haa is business me
            • #1221 Collapse

              forex main timing ki ahmiyat bahot hai hamin het kam time pe kerna chaiay khun k ager ham waqt ki qader kerin gay tu faida ho ga
               
              • #1222 Collapse

                forex trade mai kuch esay time hain jin main market ki kove taaz ho jati hai us time main agar app trade karo to acha earn hota hai es main
                • #1223 Collapse

                  foerx main time ki bohat ahmiat hai..tarding k aik has time hota hai ksi be pair main..har time tarding nahi ki ja skti..agr ksi pair main trade krna hai tu jb us pair main ksi currency ka market open hota hi tb tarding bkrna better hota hai..for exmple gbpusd main gmt+5 ky hesab say 12 pm kay bad trading achi hoti hai.......
                  • #1224 Collapse

                    forex ke business me timing ka khiyal krna bohat ahmiyat ka hami he is business me hamen chaiye ke market pe nzr rakh ke trae krni chaiye
                    • #1225 Collapse

                      wese to iss kaam main koi time restriction nahi ha lekin iss kaam ko krney ke liye aap ko koi aisa time dekhna ho ga jis wakt aap ka mind bilkul fresh ho kiun ke ye khel ha dimagh ka iss ke baghair aap iss kaam main success haasil nahi kr saktey hen aap ko chahiye ke iss kaam ko pori mehnat se kia jaye
                      • #1226 Collapse

                        acha trader ban'na he toh khud hi mahnat karna pare gi or agar appne dosro par depend kia toh ap kabbi bhe ache trader nahi ban sakte is lie learning karen or market ko observe karen ke kese work kar rahi he yh hamko acha trader bnati he or time ke sath sath achi success mile gi
                        • #1227 Collapse

                          forex m time ki buht zada important hai is per ap jitna zada kam kerti han apko utna hi faida h forex aik esa hi busnis h ye kam time zada mangta h is m dekhna perta h k kab trade khtm ho gi or kab loass m ja rhi hai to isko cut m lga don bus is m mehnat kerna parti hai
                             
                          • #1228 Collapse

                            It is very good for you as a tarder to concentrate more in this business so that you can use it to make good gain so always try to be very focus
                             
                            • #1229 Collapse

                              Tes forex me timing ki ehemiyat bhi bahut jyada he.Hame forex me trade lagana se pehele hame ek achha entry point lena chahie kiun ki achha entry poin se hame achha profit milta he.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1230 Collapse

                                brother investment ka lia to time ki koi pabandi nahi ha ka jab marzi aur jitna marzi karan aur invest kar ka ye bhi zaroori nahi ha ka foran hi trading bhi shoro kar dain balka timing ki ahmiat to trade lagana ka lia ha ka ye bhi aik tajarba ki bat ha ka kis time trade open karni ha aur kis time close karni ha aur kis time trading nahi karni aur wait karna ha. news ka time par trade nahi lagai jati aur wait kia jata ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X