Forex main timing ki ehmiyat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    Aap k khayal main real successful traders kon hain jo zyada profit earn ker rahe hain forex main ya jo forex ko zyada ache se jante hain, meri rai main to agar aap zyada knowledge k bawajood kam earn ker rahe to to iss ilam ka koi faida nahi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      timings bohat important hoti hai trading mein kyo ke har wakt ap ko market ko monitor krna hota hai aur jb jaake ap ke paas opportunity aati hai trades ki aur ap new order open krte hai, timing har koi apne hisaab se manage krta hai trading mein
      • #468 Collapse

        g bahi ap ki baat sahi hay,market to hr waqt up and down hoti rahti hay.es main sahi time ki boht ahmiyat hoti hay.hum es main jitna time bhi work karty hain yaha say kuch na kuch seekhty hain.agr ap market ko bina samjhy treading karty jao gay tub ap ko loss bhi ho sakta hay.es liya yah behtr ho ga kay market main timing kay hisab say tread lagao........
        • #469 Collapse

          trading kay liey best software mt4 he hai or main bhi mt4 he use kr rha hun.ye use main booohat easy hai or is ki maddad sy beginners bhi trading main acha start lay sakty hain.mt4 main kaam kar kay hum easily trading seekh sakty hain.
          • #470 Collapse

            forex main ham sab ko he timing par bhot zor diya gaya hai kyn k yahn par ham sab ka work hamary time py depend krta hai is ley yahn par time par kam krna bhot zarori hai yahn kuch trader last date tak b posting krty rahty hain jo k achi bat nai hai
             
            • #471 Collapse

              har kaam m time ki ehmiya hai aap jitni jaldi typing matlab jitni jaldi posting karogay to utnay he ziada aap posting aik din m kar saktay ho aur aap jitna ziada kaam karogay utna he ziada bonus banay ga aap ka
              • #472 Collapse

                mery khayal mai pakistan mai sham k wakat trading karna hamary lia ziada behtar ho ga q k sham k wakat log market ko ziada join karty hia or ya time sab sy best hai forex trading k lia
                • #473 Collapse

                  trading me market kbi stable nhi rhti or rates change hoty market me jis se trade krna thora difficult ho jata ku k kisi bhi time loss ho skta or profit bhi ho skta isliy proper timing ka khyal rkhty huy trade krna bht zruri hai ta k loss ko minimize kia ja sky
                  • #474 Collapse

                    successful Forex trading is that So we have to practice in demo account more and learn about Forex to success. Besides we have to collect news for trading rightly today
                    • #475 Collapse

                      Tips regarding successful Forex trading will be The item so my partner and i have to practice in demo accounts extra IN ADDITION TO understand information on Forex for you to success. as well as my partner and i have to collect news with regard to trading rightly right now AS WELL AS tomorrow.so Forex trading is really a very important.
                      • #476 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                        Forex market main kyun k ups and downs ka silsala chalta rehta hai to iss liye aap ka her new step proper precise timing k sath hona chahiye k kis waqt kitna invest kerna hai or kis time per invest nahi kerna
                        At first take my salam, I am agree with you. I think trading is a good job for all people. Thanks a lot of you for your best analysis of trading job. I think it is very necessary for all trader. It is good for all.
                        • #477 Collapse

                          mery khayal mein forex trading ka business ek aysa business hai jis mein time ki koi be pabandi nahi hai es mein hum jab chahey trdaing kar sakty hain.
                          • #478 Collapse

                            yes my daer is forex trading business me timing ki bohat zyada ehmiat he kiu k agr ham markeet news ki khabar nahi rakhy ge to hamy markeet me hony wali ups and downs k bary me pta nahi hoa ga or na hi ham proper time par trading kar k profit hasil kar saky ge
                             
                            • #479 Collapse

                              bhi jaanforex may timing ki bohat zyada ahmiyat hay wo is tarah kay forex may ap ager timimg say tradding nahe karogay to pir aop ko loss kernay ka bohat khadsha hota hay to is leyi jee ha tradding may timing ki bohat importance hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                G han tradin k liye timing bohat important hai aap ko pata hona chahain k konsa time aap k liye behter hai kis time aap ko trade karni hai aur kis time nahi karni timing aap k loss ya profit k liye bohat important role play karti hai is liye timing ko sumj kar trade kare.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X