Income and wages kisi bhi country k logon ya organization ki income ko zahir kerti hai zeada tar income and wages ki dependent kisi bhi service se hasil hony waly zati income se hota hai income aur wages ka link companies se hasil hony wali amdani aur qoumi economics se bara taluq hai is ka maqsad ye hai k aam tor par basic halaat mein tabdeeli ki ratio, ya logon ki zaati income hai k us mein kis hisaab se tabdeeli waqeaa ho rahi hai
Income:-
Income se muraad wo tamaam amdani jo kisi aik fard ya kisi aik organization ko kisi khaas waqat mein mousool hoti ho "income" kehlati hai agar ye income kisi aik person ki ho tou ye zaati amdani hogi aur agar kisi organization ya kisi company ki ho tou operating amdani kaha jaye gi
Wages:-
Wages se muraad kisi fard ki wo zaati income jis ko par ghanta ki ratio se hoti hai "wages" kehlati hai wages ko aam naam mein Ujrat se jana jata hai wages pe bohat ziada cheezen asar andaaz hoti hain jese social halaat, maashi halat, political affairs aur currency mein adla badli wagera shamil hain
Income and wages ki ziada tar jo maloomaat hoti hai wo porey mulk k hisaab se ya kisi khaas industry k hisaab se hoti hai jesy country Pakistan ki sharah ya kisi idary PIA ya steel mil wagera
Income and Wages mein kafi sari cheezein hotin hain jo currencies par direct effect kerti hain jin mein rate of employment rate of wages aur education aur is ki authencity par depend krta hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим