Re: Lot size kya hoti hy?
Assalam o Alaikum! dear friend ham jab bhi trading karte hain to trading karne se pahle market ke kuch rules hote hain jin rules mein lot size bhi shamil hai ham kabhi bhi without lot size k trading nh kar sakte aur hamen kabhi bhi lot size ka use apne account balance zyada nh karna chahie Jo log apne account balance zyada lot size ka use karte hain woh kabhi bhi farex mein kamyab nh ho sakte agr hamara account 100$ ka hai tu hum ko 0.1 tak ki lot use krni hogi our agr hamara account 200$ tak hai tu hum ko 0.2 tak ki lot ka use krna hoga our agr hamara account 1000$ tak ka hai tu hum ko 0.10 ki lot ki use krni hogi zyada kabhi bhi lot ka use nh karna lot size 3 types ke hote hain un mn sy eik micro lot hoti hai jo sab sy choti hoti hai jis ko hum 0.1 bhi kahty hain es ky bad jo dusri types ki lot hoti hai us ko mini lot kahty hain jisko maximum trader use karte hain es ko 0.10 bhi khety hain aur iske bad standard lot hoti hai jo apne account balance ke mutabik use ki jati hai jis ko 1.0 bhi kehty hain ham tab hi use kar sakte hain jab hamara account 10000$ tak ya phr es sy zyada ho agr ham trading kar rahe hain to hamen hamesha small lot ke sath hi trading karni chahie kabhi bhi lot size ka use apne capital se zyada nh karna chahie jab bhi hum lot size ka use apne account balance se zyada karte hain to ya tu hamen loss ho jata hai ya phir hamara account wash ho jata hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим