Forex Trading me analysis ko ignore karne wale ko zyada loss melta hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex Trading me analysis ko ignore karne wale ko zyada loss melta hai.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Lubna1998 پيغام ديکھيے
    Forex trading me hum agar analysis ka istemal nahi karengay to is se hamen bohut loss hoga. Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn. Analysis kisi bhi tarah ki ho chahay technical ho ya fundamental hamre leye kafi had tak asani hoti hai hamare trading me. Agar trading bagher analysis k kamyab hoti to pori dunya is karobar me shamil hoti. Lekin is me risk bohut hi ziada hai aur wo risk sirf aur sirf market news aur analysis hi k zarye se door keya ja sakta hai. To koshash karen k bagher analysis k kabhi bhi trade na karen nahi to bohut nuqsan uthana parega. Forex trading me analysis ko ignore karne wale ko zyada loss melta hai jo k hamare trading me bohut zyada taghayur peda hota hai. Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn.
    Ji han bilkul trading mein jo log analyses ko ignore karte hain unko hi Zyada loss hota hai isliye Hamen trading Mein Kabhi Bhi analyses ko ignore nahin karna chahie Agar ignore Karke kam Karenge to kabhi bhi acchi kamyabi Hasil nahin kar sakte aur na hi Kabhi Ham kamyabi Aasan kar sakte hain Kyunki trading Mein Hamen analyses ko Zyada focus karna hoga analysis karke hi Ham acchi learning kar sakte hain Agar analyses karte rahenge to market ko acche se Acha result hasil kar Sakenge agar aisa Nahin To Ham kabhi bhi Kuchh acche aur perfect result Hasil nahin kar Sakenge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex Trading me analysis ko ignore karne wale ko zyada loss melta hai.

      Ji bilkul aapki baat sahi hai aur aapki baat se main agree karta hun ke Forex forum bhanu hamen market analysing ko bilkul nahin karna chahie kyunki agar Ham market analysing kaun ignore karte Hain to iska hamen bahut bada nuksan ho sakta hai aur ham kabhi bhi profit Hans nahin kar sakte hain isliye koshish karen ki hamesha market ko acche se analyse Karen kyunki agar maarpeet ko acchi tarike se analyse karte hain aur FIR trade lagate Hain to hi aapko fayda haseen ho sakta hai aur aap ko profit milega.
      • #18 Collapse

        Re: Forex Trading me analysis ko ignore karne wale ko zyada loss melta hai.

        Assalamu alaikum Forex trading mein jo log analysis ko ignore karte hain unko jyada loss milta Hai iski vajah hai ki agar hamara lies nahin karenge to hamen market ki movement ka andaza kaise hoga Ham bilkul bhi market ki movement ka andaza nahin laga sakte jab tak hamare analysis from nahin honge isliye hamen analyses ke upar focus karna chahie uske bad hamen jakar train ropan karni chahie FIR hamen jarur acchi income mil sake gi
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Forex Trading me analysis ko ignore karne wale ko zyada loss melta hai.

          Assalam o alaikum forex bahut hi acha business hai hum iss mien mehnat ker ke achi earning hasil ker sakte haien iss mien trading ker ke hum bahut zyada bonus hasil ker sakte haien iss kelie hamien forex ki market ka analysis kerna hota hai agar hum analysis ke baghair trading kerte haien to uss ka sirf loss hi hota hai iss lie hamien pehle trading ke bare mien iss ki market ka jaiza lena chahie aur baad mien trading kerni chahie takeh uss se profit hasil ho sake .

          اب آن لائن

          Working...
          X