Forex Trading me analysis ko ignore karne wale ko zyada loss melta hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading me analysis ko ignore karne wale ko zyada loss melta hai.
    Forex trading me hum agar analysis ka istemal nahi karengay to is se hamen bohut loss hoga. Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn. Analysis kisi bhi tarah ki ho chahay technical ho ya fundamental hamre leye kafi had tak asani hoti hai hamare trading me. Agar trading bagher analysis k kamyab hoti to pori dunya is karobar me shamil hoti. Lekin is me risk bohut hi ziada hai aur wo risk sirf aur sirf market news aur analysis hi k zarye se door keya ja sakta hai. To koshash karen k bagher analysis k kabhi bhi trade na karen nahi to bohut nuqsan uthana parega. Forex trading me analysis ko ignore karne wale ko zyada loss melta hai jo k hamare trading me bohut zyada taghayur peda hota hai. Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Trading me analysis ko ignore karne wale ko zyada loss melta hai.

    Everyone Jaisa ki aapane bahut hi Achcha Sawal ki hai ki forex market Mein analysis ko ignore Karne Wale Ko Jyada loss hota hai ji han Jaisa Ke Main aapko yah batati Hun Ki market ke analysis ko ignore Karne Wale na sirf loss Ka Shikar Hote Hain balke vah Kabhi Bhi Kamyab Nahin ho sakte aur na hi Achcha profit Hasil kar padhte Hain balki Unka account bhi was ho jata hai isiliye Hamen chahie ki Ham Jyada Se Jyada market ko analysis Karke Apna work karne ki Kuchh Itna Jyada Ham market ka analysis Maloom Karke kam Karenge utna Jyada Hamare liye Achcha Hoga aur ham ISI tarah kamyabi ho sakte hain aur cprofit bhi Hasil kar sakte hain so please Hamesha market ki movement ko Samjho aur Market ka analyses check Karke Hi Kam Karen
    Ager Post ache lagi ho to thanks zaror den
    • #3 Collapse

      Re: Forex Trading me analysis ko ignore karne wale ko zyada loss melta hai.

      Walekum assalam dear member aapane bilkul theek kaha hai Forex trading mein Main analysis bahut jaruri hai Hamen market ke movement ko acchi Tarah analyses Karke trading start Karni chahie Jab Ham analysis ko ignore Karte Hain To Hamen ismein nuksan hota hai Kyunki Hamen market ki direction ka idea Nahin Hota isliye Hamen market se related analyses bahut jaruri hai different analyzers hai jismein technical analysis Jarur karna chahie iske sath found mental analyses ko bhi ignore nahin karna chahie analyses ko complete Karke Ham apni trading co profitable banaa sakte hain.
      • #4 Collapse

        Re: Forex Trading me analysis ko ignore karne wale ko zyada loss melta hai.

        Market analysis ko agar ignore kia jaye aur es ko zarori na samja jaye to zaror traders ko es ka nuqsan be bardashat karna pardta hay, market analysis karny se hi best trades ki entries aur exits karny ka idea mil jata hay jo traders market analysis ko ehmeyat nahi dety aur es ko zarori nahi samjty to esy traders ki trading be fail hi ho sakti hay kamyabi market analysis karny se mil sakti hay.
        • #5 Collapse

          Re: Forex Trading me analysis ko ignore karne wale ko zyada loss melta hai.

          G haan forex trading Koi aasan business nahin hai is business mein aap ko fayda sirf aur sirf usi Surat mein milta hai jab aap acche analysis ke sath kam karte Hain yani Ham jab bhi Koi etrade open Karen usse pahle market ke acche analysis Karen analysis karne ke liye hamen mukhtalif kisam ki chijon se helpline nahin hoti hai jismein sabse pahle ham candlesticks k har pattern ko study karna hota hai aur uske sath sath agar hamare pass koi signals aur indicators maujud Ho to Ham usse help Le sakte hain candlesticks ke patron se hamen kisi bhi pair ke support aur resistance ka aasani ke sath pata chal sakta hai aur hamen trade open karne mein aasani hoti hai.
          Jitne log analysis ke sath trading karte Hain vah hamesha fayde mein rahte hain as members ko trading mein bahut kam loss hota hai aur agar kahin aise member score loss Ho bhi jaaye to vah usko recover karne ki ability rakhte Hain aur acchi planning karke boscoree cover abhi ghar lete Hain isliye hamen analysis ke sath trading karna chahie kyunki yah bahut important hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: Forex Trading me analysis ko ignore karne wale ko zyada loss melta hai.

            G han forex trading men kamyabi ka mukaml daro madar achay trading anaylsis pe hota hey iss liay bagher anaylsis k trading shuru karnay se loss k ziyada chances hotay hen iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay seniors se rabta kar k market ka anaylsis karna seekhen aur phir regular trading start karen aur market trend ko follow karen aur apnay balance k hisab se trade open karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
            • #7 Collapse

              Re: Forex Trading me analysis ko ignore karne wale ko zyada loss melta hai.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Lubna1998 پيغام ديکھيے
              Forex trading me hum agar analysis ka istemal nahi karengay to is se hamen bohut loss hoga. Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn. Analysis kisi bhi tarah ki ho chahay technical ho ya fundamental hamre leye kafi had tak asani hoti hai hamare trading me. Agar trading bagher analysis k kamyab hoti to pori dunya is karobar me shamil hoti. Lekin is me risk bohut hi ziada hai aur wo risk sirf aur sirf market news aur analysis hi k zarye se door keya ja sakta hai. To koshash karen k bagher analysis k kabhi bhi trade na karen nahi to bohut nuqsan uthana parega. Forex trading me analysis ko ignore karne wale ko zyada loss melta hai jo k hamare trading me bohut zyada taghayur peda hota hai. Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn.
              Ji han friends Jo market analyse ko ignore karte hain unhen Yad alos ka Samna karna padta hai isliye Hamen market ki analyse Ko sikhana Hoga Agar Ham market ki analyse Kaushik Jaate Hain To Hamen kabhi bhi trading mein Main loss nahi hoga
              • #8 Collapse

                Re: Forex Trading me analysis ko ignore karne wale ko zyada loss melta hai.

                Ji bilkul aapki bahut bharosa hai ki Hamare jitne bhi in trader hote hain unko Gamla Kaha karta hun Kyon Kyon Ki vah market party Trance a watch Nahin Karte na Dekhte nahin hai aur jab tak market per aap acchi Tarah Se Nahin dekhoge to Mera Nahin Khyal ke aap usko psytrance istemal bhi kar Sakoge se Dekho aap agar koi gadi chala rahe ho bhai Raksha chala rahe ho aap Road per ho to aapko takdeer Ban Har chij Ke Upar Najar rakhne padati hai na ISI Tarah Se aap market Ke Andar hai aap yah samjhe kya aap Kisi gadi per baith ke safar kar rahe hain to jab tak aapko aapki Manjil Nahin milati aap Nahin Jaate Baithe trade ko aap apni Mandir banaa Le hain aur Baki aap Safar Mera Hai Tu Jab aapko koi acchi Manzil mil jaaye To Jara Dera Laga Ke
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Trading me analysis ko ignore karne wale ko zyada loss melta hai.

                  g han agar hum analysis ko ignore kuray gaay to humain e trah say zyada loss ho gaa to humain analysis ko ignore nhi kurna chahiye humain achaay say apnaa kaam kurna chahiye agar hum es main achay say apnaa kam kuraya gaay or achay say hum analysis kuray gay to humain e trah say sucess bhi gain ho jati hai to humaain es trah say apna kam jari rkhna achahiye or achaay say analysis kay bad humain apna kam kurna chahiye q keh achay say analysis kur kaay he humain acha sa profit hsil ho pay gaa or hum loss say buch pay gaay
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Trading me analysis ko ignore karne wale ko zyada loss melta hai.

                    Hamen Apne analysis ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie Jo trader Apne analysis ko ignore karte hain vah trader kabhi bhi acchi kamyabi Hasil nahin kar paate Hamen Apne analysis ko strong banate Hue Business mein kam karna chahie analysis ko ignore Karne Wale Hamesha loss Ka Shikar hote hain agar humne loss Se Bachana hai aur acchi kamyabi Hasil karni hai To Hamen Hamesha strong analysis ke sath is business Mein kam karna chahie Hamen quality work karna chahie Ham jitne Zyada hard working Karenge Ham itni acchi kamyabi Hasil Karenge
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Trading me analysis ko ignore karne wale ko zyada loss melta hai.

                      My dear friends I hope you will be happy and enjoy the unlimited profit in the forex trading main achi learning or achi earning ki khoshish kar rahe honge main yeh batana chata hn keh market main tabhi achi earning hai jab apko market ka pata hoga isliye agr achi earning karni hai to mahnat jare ir khud ko imorove kare ir demo per pratice na chore daily base per apna kam kare market ko samje or kam kareDear friends agar ap mare instructions ko follow karen ga tu ap zaroor kamyab hn ga dear friends agar ap forex trading mn kamyabi hasil karna chahta hain tu ap ko chahie ka ap pahla learning karen or after learning ap trading kar ka maximum profit enjoy karen .
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex Trading me analysis ko ignore karne wale ko zyada loss melta hai.

                        Asslam o Alikum, i hope all are you fine. Ap ka kam axha chal raha ho ga. Main ap sab ko aik bat btna chahta hon agr ap market ka analysis kiyay bghier trade lga dety hain to us mein loss ho sakta hai ap ko. A ko chahye trade lgany sy phely market ka axhy sy analysis krien. Q k jab ap market ka axhy sy analysis karty hain market mein aik good position dakh k trade lgaty hain to phr ap kamyab ho sakty hain aur axha profit hasil kar sakty hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex Trading me analysis ko ignore karne wale ko zyada loss melta hai.

                          Ji aap bahut se members Aise Hote Hain Jo yah samajhte Hain Ki unke pass acche experience or knowledge hai aur vah Market Kahana lices acchi Tarah Nahin Karte aur Market ke analyses ko ignore kar dete Hain Aise log Kabhi bheja property se nahin kar paate Hamesha Aise Logon Ko loss Milta Hai Agarwal or Se Bachana Chahte Hain to market Kahana licence ko ignore na Karen
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex Trading me analysis ko ignore karne wale ko zyada loss melta hai.

                            Assalamu Alaikum dear members how are you all I think and I hope you are all good so next we will be talked about to this post that in mention that forex trading Mein analysis ko ignore Karne Wale Ko Jyada loss Milta Hai To bahut hi acchi baat ki hai bahut hi acchi baat ki hai agree with this post and Jisne Bhi post Kiya Uske bahut hi accha Sa bol diya hai Ke Dekhen aur Agar Ham Kisi Jagah kam karte hain Forex Ki Baat Karte Hain Forex mein baat kar rahe hain to Forex Mein Karam trading Karne hain theek hai Agaram trading kar rahe hain to usmein trading Kis Tarah hoti hai agar aapko use bare mein pata hi nahin hai ki mera trade kahan per karni hai kis point per entry leni hai yah kis point per main exit on Hai To Agar Hamen is bare mein pata hi Nahin Hai To Ham matlab is chij ko entry and exit aur profit loss sftp yah just just this is called analyses this is called analysis so Jab aapke pass analyses hi nahin hai aap analysis ko ignore kar rahe hain aap analysis ko ignore karne ka matlab hai aap market Kohinoor kar rahe hain jawab market ko ignore Karne hain to aap usmein profit Kiska Le sakte hain to agar aap loss ki taraf Jaate Hain To aap permanently last Mein Jaate Hain To vah aapka Kaun Divas kar sakte aapko bahut jyada loss mil sakta hai isliye Forex Mein Jawab trading Karte Hain To usmein analysis ka bahut jyada kya hal Karen usko ignore na Karen agar aap usko Indore karte hain to aapko lost Milta Hai To agar aap Logon Se Bachana Chahte Hain lost ko padh Nahin karte hain I think main to loss of phone nahin kar sakta hun to aap bhi lost se bache aur blouse ki taraf kam se kam jaen iske liye aapko jaruri hai kya aapko analyses Karni Hogi aur mehnat Karni Hogi Thodi Si market ke train Ko samajhna Hoga aur samajh carry trade kar de baithe ho sakta hai aapke liye aapke liye faydemand ho sakta hai aur aap ko profit mil sakta hai Shukriya.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex Trading me analysis ko ignore karne wale ko zyada loss melta hai.

                              ji han aapki baat bilkul theek hai analysis ko ignore Karne wale na kami ka samna karte Hain kamyabi ke liye zaruri hai hamesha mehnat Karen jaldbazi aur tu ki trading bilkul na Karen jisse aapko loss Ho soch samajhkar trading Karen market ko acchi tarah analysis Karen apne analysis ko strong banaen aur Achcha entry point milane per heated open Karen Taki aap jo trade open Karen usse aapko bahut Achcha profit Ho analysis ko ignore Karne wale hamesha na kami Ka samna karte Hain kamyabi ke liye zaruri hai planning ke sath trading Karen aur Achcha profit Hasil karne ki koshish karen jitni zyada mehnat karenge utna Achcha profit hasal kar sakte hain isiliye hamesha mehnat Karen aur dilchaspi ke sath kam Karen fresh mood hokar active mode hokar trading Karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X