How to control your emotion when lossing big
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #781 Collapse

    ap ko apny emotion control karny chayie aur learning lazmi kero is mein and demo trading say hum forex ko learn kar saktay hay yeh aik lifetime business hay isi liye ap ko ziyada say ziyada apna time forex ki learning mein spend karna parta hay ager ap without knowledge real account par trade karo gay tu forex say loss ho jay ga .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #782 Collapse

      jab loss ho to phir patince kay sath hi kam kia ja sakta ha kay next time gree say bacha ja sakay.
      • #783 Collapse

        dear brother jab mughay big loss huwa tha.mughay ik den main100$ ka loss howa tha .us den bahot bura laga tha. phie main ne himat ker k is main lag gia hon .
         
        • #784 Collapse

          aap nay buhat hi achi post ki hai k agar ap ko is main big loss ho rha ho to aap is main apnay emotion ko kis tarha say control kar saktay hain is k liay aap ko patience ki zarorat hai is ay aap ko i smain kuch benifit ho sakta hai
          • #785 Collapse

            ap ko emotion khud control krny hongy aur forex mein loss hota rehta hay kio kay yeh tu aik risky business hey isi liye tu mein is ko pehly seekh raha hon takay mein mustakbil mein loss na karon aur achi earning kar sakon mein tu forex ko bahot pasand karta hon log bhi sab is ko love kar rahay hay aur join kar rahy hy .
            • #786 Collapse

              Just control your emotions by relaxing yourself for time take a break from you work ,realize that what are actual causes of this big loss as this will b really helpful to you to prevent it next time in your forex trade,
              • #787 Collapse

                Am tor pa ye noirmally socha jta ha ka trder ko apna emotion p sb se pehly contrl sekna chaya kyu ka foorex markt mainkaffi ups and down ahty ratay hai or loss bii hoota jiitna ap emotion ko jaldi control kare g utna h faida hoga
                • #788 Collapse

                  hamy apny jazbatt parr qabbuu pana chaehy jab hamyy bohat bara loss ho kew k jb humm apny emotoinals ko control rakhy gy to ham es loss par koe bee galt step nhe lyy saky gy or humm dubara apne galtioun ko sudaryy gy or es mein expert howny ki kosish kary gy ...
                  • #789 Collapse

                    Asslam-o-Alakum my dear brother Forex trading main hum loss bi kha rehe hoon to apne emotions ko control main rekhne k lie humain apne Allah pre brosa rekhna chahie aur humain pta hona chahie k forex trading ik best online business hai.
                    • #790 Collapse

                      dear mery khayal mein to jab ap ko bohat bara loss ho jaye to us waqt apny emotions ko control karna mushkil hy lekin phir bhi us say disheart nahi hona chahiye aur apni mistakes ko learn karna chahiye
                      • #791 Collapse

                        Very simple way jab bhe app ko loss hitahy simple ya khe dain k is bonus say profit app ki qismat main nahe tha nexy month k leay new hopes k aath posting start kar dain our in sha Allah app ko success mily ge
                        • #792 Collapse

                          I amnsay thatvwecare control the losses and emotional. I think that we are getting the advance knowledge and guide the line the senior trader then we are control the emotion and greedy in the Forex market.
                          • #793 Collapse

                            han g agar humain loss ho raha hoga toh humain chayie kay hum mehnat akren aur sathj mein hum emotions ko control akren tub he humain faida hai
                            • #794 Collapse

                              g han han han bhaia ap na achaw sawal kia ha aur ma ap ki bat sa agree krta hu aur mjy b ya hi lagta ha ka forex aik acha w bissiness ha aur ap is ma arham sa earning kr sakty ho aur ap ko is ma apni emotions ma control krna ha aur tb hi ap is ma kamyab ho sakty ho............
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #795 Collapse

                                insan ko apny emotions ko controll karna parta hai jab ap ko loss ho jata hai to ku kay agr ap apny emotions ko controll nahi karty hai to ap ko us kay bad zada nuksan ka samna karna jata hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X