How to control your emotion when lossing big

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #751 Collapse

    mere khayal se Forex business main trading karty howy agar loss ho bhi jaye to humain apny emotin pe control karna chahiay ta kay humain hosla ho saky forex aik risky business hai jis main humain knowledge aur experience hona zrori hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #752 Collapse

      Forex business aik risky business hai. jis main risk le kar business mean trade karty hain forex business agar humain musalal loss hota hai to kosis karni chiye dil nahi chorna chiye kabhi na kabhi wo loss kam aa hi jaye ga.
      • #753 Collapse

        g han my dear friend ap ne tehk kaha forex ma work karte hua hama apni emotion ko control kr k trading karni chahye jis sey hama kam sey kam loss ho ga profit zyada ho ga
        • #754 Collapse

          The trader should control the emotions and avoid from the greediness. This elements is very dangerous for the trader. The trader should avoid and control the emotions. The proper knowledge skill and experience is very useful for the trader.
          • #755 Collapse

            Actually, Forex trading is a highly volatile and risky business. It is the most skillful and technical business too. Therefore, profit and loss is a part of the Forex business like any other business. Control of emotions is imminent if we want to take wise and logical decisions. So, keep your attitude positive towards the challenges.
             
            • #756 Collapse

              dear brother forex business men jb kisi ko big loss ho jae tu onhen sabro tahammol se apne imotions pr qabo pana chahye kun k sabr ka phul metha hota he es lye zyada preshan nahi hona chahye
              • #757 Collapse

                emotions ko control karna he kamyabi hai forex me kiun ke jab aap emotional hoty hain tab ap ko loss hota hai is business me and jab aap loss ke baaad or emotional ho kar trading karte hain to or mistakes ki waja se loss me he reh jaty hain or account wash hone lagta hai .
                • #758 Collapse

                  I think har trader ko chaye ke o apne emotional ko mukaml tor par he kabu me rakhe q ke sabar karke he shayed apke loss bach sakte he q ke market up and down zyada se zyada jump laga ke hoty he is liye mai apny tamam dosto ko advise karta ho k app jab b trading karain to bulkul cool mind k saat.
                  • #759 Collapse

                    Forex trading min emotions ko control karna buhat hi zarori kaam he agar hum emotions pe qaboo nahi pa sakte hin to hum es business min se kuch bhi earn nahi kar sakte hin humari malomat humin es karobar min taraqi karne ka moqa deitin hin hum es business ko samjh kar karin to humin ye munafa leine ka humesha moqa milta rahe ga.
                    • #760 Collapse

                      forex trading ma profir and loss dono factor mojood hain so trade favour ma b ja skti ha or agianst b so agar against chali jae to hamain apny emotions p control rakhna chae q k profit or loss dono forex ka hissa hain and hamain next time k le new plan sy trade karni chae
                      • #761 Collapse

                        emotion ko control karna zarori hai aur forex mein kafi trader is business ko dislike kartay hai is ka reason yehi hota hai ky aap is business mein greedy kartay ho aur is business mein aap hardworking nai kartay aur yeh sahi nai hai is liye aap ko loss hota hia pir aap is ko dislike kartay ho so aap practice karey.
                         
                        • #762 Collapse

                          Humay hamesha apny emotions par control hona chahiey aur enko apni trading main involve nahi karna chahiey agar hum enko apni trading main involve karen gay to hum loss he karen gay.
                          • #763 Collapse

                            dear humien chahiye keh apne emotion ko jitna ho sake control kare takeh hum loss sey bach sake iske liye humien chahiye keh hum apni daily ki average rakhe keh may ney itne $ sirf kamaney hai.ager apka account 1000$ ka hai to ap apni daily ki average 40 / 50 $ rakhien.kyun keh yeh asani sey kamaye ja sakte hai.kbhi bhi bara na sochien keh may raato raat rich ho jao.choti choti trade kare hamesha takeh loss bhi cover ker sake.
                            • #764 Collapse

                              Dear is business me hm emotions par tb hi cantrol kar sakty hain loss k waqt jb hmary pass is business ki proper learning ho gi ya phr jb hm is business me loss k waqt sbr se kam lyn gyn tb hi hm emotions par cantrol kar payeen gyn is business me
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #765 Collapse

                                bhai forex trading me emotional bilkul nai hona chahiye relex ho kar trading karney say acha profit mil sakta hai soo humein relex mind say hi trading karni chahiye jiss say humein profit mil sakta hai or loss say bhi bacha jaa sakta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X