How to control your emotion when lossing big

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #916 Collapse

    G merey khayaal ager hmara koi nuksaan ota bhi hy to uss ki wajah bhi hm khud hoty hyn koi or nhi or ger apny zehn ko hr kisam k mokey chahy wo loss ho ya profit k liye tayaar rakhyn to i dont think k ye hmarey liye mushkil ho ga k hm apny emotions ko controlna ker paien
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #917 Collapse

      Successful traders in the currency market belong to the backgrounds are not necessarily linked to traffickers in much the economic domain, there are engineers or doctors or the foundation staff or students
      • #918 Collapse

        While trading, one thing must be kept in mind that loss is the part of business and in case of loss, you have to control your emotions. You dont need to be hyper and ypu have to think about your mistakes that you have done and avoid them in future.
        • #919 Collapse

          Yes sir boht hee barhi baat hey apni emotional ko control karna jab insaan ko baarha loss ho jaye laikin aap ko aisa karna parhey gaa zarur aggar aap aaako emotional ko control nahi aata tho app ko trading nahi karni chahiye or agar aap ney aik baar apney emotions ko control mey kye tho aap ko is business mey acha faida hota rahey gaa
           
          • #920 Collapse

            forex trading main hum jab lose kartay hain to humen sabar say kaam lena chahiye na k phir fori ghusay main aa kar galt order laga ka mazed lose kar lena chahiye forex main sabar karna boht zaruri hay jo lose hua usay bhol ka fresh ho kar phir say trade karen take aap profit kar saken
             
            • #921 Collapse

              when you trade in Forex trading keep the loss factor in mind and plan efficiently to reduce your loss. do not try to trade without analysis because it will definitely take you to loss your money in trade. and after loss do not be emotional as it is the part of business.
              • #922 Collapse

                Restricted use of the lot was able to maintain our accounts preserved, and by setting the psychological management of our money would be properly maintained
                 
                • #923 Collapse

                  sb sy acha way emotion control krny ka ye hy k ap preplanned trade kro. . .ye wo Wahid system hy jis kee bina per ap emotional nai hoty. . .is k ilawa agr ap risky trade kro gay ap yaqeenan emotional ho jaaty ho
                  • #924 Collapse

                    Allah na kary k kisi ko ye masla aye ager a b jye to usy saber ur tahamal sy kam laina chahye usy kam ki tension ni lain i chahye apna time kisi ur activities main spend karna chahye yehe us k liye best hai
                    • #925 Collapse

                      daikheen ager to app ye samjheen gay k forex mai sirf profit hi hay to aisa soochnay se bhi ye haram mai shamil hoo jata hay q k bussiness mai loss aur profit is kaam k part hain jo hootay hi rehtay hain ager ye ssoch k kareen gay to kabhi bhi koi kaam nahi kar sakeen gay
                      • #926 Collapse

                        forex main kaam kartay howay greedy aur jaldbazi na karay aap k liye behter ho ga aur es main tension na lay aur es main mind se trading karay aur es cool mind rahay thankful for question
                         
                        • #927 Collapse

                          duniya mai saab sai mushkil kaam apne emotions ko control karna hai. banda har cheez par kaabo kar skta hai bss emotions par nahi. is condition par bande ko bss Allah par barosa karna chahe aur more hard work karna chahe..
                          • #928 Collapse

                            Dear Friends and Brothers salam to all .,.,,..,.,.,,. yes bhia jaan main aap ki bat smaj gya aap yehi khena chahty hain na aap is main apny emotions ko control main rkho yes sahi info sath greedy ko bhi control main rkhna chaiyen.,.,
                            • #929 Collapse

                              G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me hmen emotions par cantrol krna chahe kyun k ye aik asa business ha jis me hm emotions k sath kam karty hain tu hmen kafi loss kar skaty hain is iliye hmen emotiosn par cantrol karna chahe
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #930 Collapse

                                ye kafi had tak mushkil hota ha jab hamara loss ho or ham apne ap pe control kar lain us time boht ziada patience ki zrort hoti ha or har koi aisa ni kar sakta lakin hamen sabar se kam lena chaheye or agay barhna chaheye agar sabar karen gay to hamen acha profit bhi mil jaye ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X