Kia iss kam k nuqsan bhi hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1756 Collapse

    hi dear yai aik best forum hai jis ka nuqsan nai hai balkay faida hai par humain is kam ko karny k lie exprince rakhna chaye
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1757 Collapse

      filter ya LED use kr leni chye eye sigh pro nhi ho ge :)
       
      • #1758 Collapse

        me to daily 7 to 9 hr Pc use krta hu meri eye ALHUMDULILLAH kuch frk nhi pra
         
        • #1759 Collapse

          g han business hai to buiness main loss to ho hi jata hai faida or nuksan to business main hote rahte hain or forex ek real business hai
             
          • #1760 Collapse

            It is very good for youas a tarder to take your time and concentrate so that you can be able to make good money so be very focus and grow
             
            • #1761 Collapse

              forex main jab koi b trader new hota hai to wo is main ate ho sochta hai k ek din main hi lakhon ki earning ho jaye to us main apna loss kr lyta hai
                 
              • #1762 Collapse

                forex main aj tak bht sy ese trders hai jin ko is main bht profit hoye hai or bht sy ese jin ko abi b profit ho rha hai lakin esa nhi hai k is main loss nhi hota is main ap ka loss b hp jata hai
                 
                • #1763 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                  Iss forex trade k kaam main hum bohat se logon ko daily posts kerte hue dekhte hain or her waqt ye busy rehta hai so hum kabhi kabhar ise ser per zyada sawar ker lete hain so shayad iss kam ka nuqsan bhi hai k hum apni health ki bhi care nahi karte.
                  yes forex trading mein loss bhe he yaha tak key log apna sara ka sara balance loss ker dety he keon wo money management ko follow nahe kerty or just invest ker key profit kamana chahye he. per aysa nahe ho sakta keon es business ko learn ker key hi hum profit kama sakty he.
                  • #1764 Collapse

                    meray khiyal mainearning hard working kbaghair mumkin nahain hai ziyda earning k liyeh saht mehnat ki zaroorat perti hai and yeh donoon aik dusary k sath juay huay hain.
                    • #1765 Collapse

                      Forex trading mein choti si galti hamay bohat zayada loss bhi karwa skti hai lekin ye sab nuksan ham desciplinr rmotions control kay nahone ki waja or greed ki waja se kartay hai jo hamay trading kay duran bohat zayada upset bhi rakhte hai or hamare liye profit earn karna bhi mushkil hota hai
                      • #1766 Collapse

                        it will feel if we wrong analysis we know how to anticipate them, in contrast to the analysis of others, especially the analysis of others that we swallow them raw without knowing how he analyzes, for as much as possible we should fix our analysis as accurate as possible or avoid market when the analysis is often wrong.
                         
                        • #1767 Collapse

                          agar koi kam 1 had tak kia jay to os ka koi nuksan ni hota magar agar koi hadain hi cross kar jay to definitely os k side effects b hon gy, lihaza forex ko b munasib hi use karna chahie or balanced life guzarni chahie.
                          • #1768 Collapse

                            han yar sahi kaha hai ye to apnay, jab hum musalsal computer per bethe rahen ge to is se hamray body ki kafi cheezon ko nuqsan ponhch skta hai , jaisay kay eye sight ko, shoulder pain , or is kay elawa back bone pain, hamen is chez ka bhi khyal rakhna chahye
                            • #1769 Collapse

                              Ji han dear friend ap ne theak kha hai humain forex main kam karne ke lye is ke bary knowledge hona chahiye agar humain is k bary main knowledge nhi hofa to ye humary luye nuksan da sabit ho sakta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1770 Collapse

                                bilkul bahi jesy her business main faida aur nuksaan hoty hain usi tarah forexx main b loss hota hy lakin loss k chances ko forex main kam b kiya ja skta hy wo is tarah k hmain sahi tarah sy forex ko seekhna ho ga pehly

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X