Kia iss kam k nuqsan bhi hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1216 Collapse

    forex main nuqsan us wkt hota ha jab is main din rat lgy rhain aor baqi sb baton ko chor dain to aisa na krain kion keh trading ko aik time dain us k mutbq chalin din rat lgy rhan acha na ha aor sihat k liy bht nuqsan dh sabit ho skta ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1217 Collapse

      bhai ager har kam ko 1 proper time diya jay to kuch nahi hota.or ager ap kisi bi kam ko proper time nahi daty to bhai phir us kam kay side effect to hoon gay hi.is liya har trader ko cahiya kay wo is business ko 1 proper time dain takay apki sahet bi sahi rahay.or ap is business main earning bi karty jawo..
      • #1218 Collapse

        Dear salam ma to new user hn is liye mujhe itna pta ni ke forex pe nuksaan bhi hai mujhe to srf faida hi mila hai abhi tk agay dekho
        umeed hai sb sahi hi ho ga positive :*
        • #1219 Collapse

          i think agar hum postings karty waqt kuch time rest bhi karlia karain to phir koi nuqsan nahe hay forex kay sath sath apni health ka bhi khyal karna chahye jo dost lagatar postings karty rahty hain agar woh ais doran 5 mint rest ko bhi sath dia karain to phir oski health par koi asar nahe pary ga
          • #1220 Collapse

            better for the beginner before they want to start with a real live account, we know forex is money making machine. But not for all. Here need very hard work to take profit. so first need proper learn to do forex trade
             
            • #1221 Collapse

              my dear merry khayal mian business koi be ho ic main loss or profit be ha. lakin forex tradng busienss main trading kay duran ap kay pas experience knowledge or pratice ha to ap forex trading busienss main trading kay loss honay kay kam say kam chance hoty hain. so i am agree.....................
              • #1222 Collapse

                g haan yeh ek risky business hai is main ap ko loss bhi ho sakta hai lekin loss honay ki bari wajah ap ke paas experience ki kami hai jab tak ap experience gain nahi karo gy tab tak yeh risky hai lekin jab ap ky pas experience ho ga to ap ko is main profit bhi bohat ho ga.
                • #1223 Collapse

                  g bhai jan ye to hai k forex ko ap jitna ziada wqt do ge utna hi ziada profit mily ga or utni hi ziada earning b achi ho gi lakin us k sath sath apni sehat ka b khiyal rkhna chahiye q k jaan he to jahan he. humain is main apni timing rkhni chahiye k kis wqt forex main work krna he. or jitna b work krna he dil lga kr mehnat se krna he. :)
                  • #1224 Collapse

                    g han bhai forex trading business kay nusanaat bhi hain q kay ic business mai ham apni money loose bhi kar sagatya hain q kay forex trading business bht tough hard or risky online business hay proper trading experience kay dagair ham forex trading business mai apni earning loose bhi kar sagtay hain.
                    • #1225 Collapse

                      ha forex me loss hota hai aapko is lie aapko bahut hi soch samaj kar forex me aana hai agar aapko loss ka samana karne ki himmat hai to aapko forex me aana chaiye kyuki forex me aapko kabhi bhi loss ka samana ho sakta hai to aapko us situation ke liye bhi reasy rahana hai to aap fore me aa sakta hai aur profit kar skata hai warna nahi
                      • #1226 Collapse

                        Yes forex trading ma jab ap ziada nafa hasil kartay hy to is ma nuskan b bohat hy laki n uskan b ap ki vaja sa hi hota hy
                        • #1227 Collapse

                          han hosakta ha eska nukssan bhe ho lakin filhaal mujhy aisa kuch nazar nahi aya har cheez k 2 he pehlu hoty hain aik to negitive and 2nd positve pehlu hota ha agar ham isko had say zaida apnay ooper sawwar karlain to nukssan ha agar kam karin to account bonus nahi banega isliye hamin intermediate ho kar kaam karna chahaiye.
                          • #1228 Collapse

                            Boss ji han agr humen experiance ni ho ga or hum hard working ni hn gy to hum loss ki taraf hi jain gy .is k lye humen boht mehnat karni pare gi .
                            • #1229 Collapse

                              students have started to invest their time in trading forex over the internet the might be making loss in the longer run keeping in view the overall importance of their studies
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1230 Collapse

                                nhi bhai jan forex trade ka kya nuqsan ho sakta he. forex se humen just fayda hi hota he. hum is se earning karte hen aur wo loss jo humen trade k doran ho jata he wo to trade k hissa he humen wo to bear karna pare ga ager hum trade seekhna chahtte hen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X