Analysis kesy kia jay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Analysis kesy kia jay

    chart ko deakhn kr proper achay analysis hum kar saktay hain agr hum experience any k bad trading start krin gy to hamin zror profit hasil hoga.agar humaray pass trading ka experience na ho to wo perfect time per trade open nahi kar sakta, es liay experience ki bohat zaida importance hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Analysis kesy kia jay

      Mallika friends kaise hain aap sab khairiyat se Honge sabse pahle Jab Ham Forex use karte hain To Hamen chahie ki Ham experience or knowledge Hasil karna chahie Jitna Jyada hamare pass experience Hoga utna hi Ham Forex per Waqt per Kamyab ho sakte hain to main aap Sahab ko Yahi kahunga Jyada Se Jyada mehnat Karen Taki aap forest per Kamyab ho sakta Jab aap trading karte hain to aapko market ki movement aur Market ki analyse ko dekhna chahie tab jakar aapko trading Karni chahie tha ki aap Achcha profit Hasil kar sakte hain
      • #18 Collapse

        Re: Analysis kesy kia jay

        G dear forex member aapane bilkul theek sawal poochha hai ki hamain forex trading me kaise Analyse kren to me is bare main apne opinion dn ga ke hamain chahie ke ahm Jo bhe thread lga the hon hmain market ko analyse kar lena chahie kyon ke jb ham without Analyse trade lgate hain to Ham earning hasil nhe kr skte so we will have to do trades with fully consciously
        • #19 Collapse

          Re: Analysis kesy kia jay

          Acha sawal kya hai ap ne dekhen sr forex ki market ko analysis karna hai to humen forex ke bare me knowledge hasil karke apne experience ko increase kare take hum forex ki market ko analysis kar sake or market ko analys karne k lye market ko sahi se samjhna bohat zaroori hota hai
          • #20 Collapse

            Re: Analysis kesy kia jay

            humay achi tarah se analysis krnay chaye takay kamyabi ho knowledge nae to ap ko trading nar krni chaey wrna loss ho ga. is trading mean expert hony k leay knowledge or practice k leay demo account best way ha practice kary aur es ap ko acha sa experience hasil hoga aur pher ap forex main trading kary tou ap ko es mein profit bhi ziada mily ga
            • #21 Collapse

              Re: Analysis kesy kia jay

              Hamen se Business mein kam karte hue market ka analyses ka naam bahut jyada Jaruri hota hai agar Hamare Khet ka analysis acche tarike se Karenge market Se Achcha result Hulchul Kar Payenge Hamen market ke moment ko acche tarike se samajhte Hue kam karna chahie Hamen without analysis kabhi bhi market mentry kabhi bhi nahin Karni chahie
              • #22 Collapse

                Re: Analysis kesy kia jay

                dear membars forex me kam karny klye apko chahye keh ap market ki trade lagany se pehly market ko achi tarah se study karen agar ap market ko study ni karen gay to ap kabi bi market ko ni samaj saken gay kyukeh bht sary log sirf isi waja se market ko study ni karty kyukeh unh elgta hy keh market ko study karny se unka wakat waste ho raha hy aur agar wh market ko time den gay to unhe kuch bi hasil ni ho saky ga laken agar ap market ko proper wakat den gay to ap acha knowldge hasil karny ke qabil ho jaen gay
                • #23 Collapse

                  Re: Analysis kesy kia jay

                  G han bilkul aapane bahut hi acchi baat hai share ki hai agar aap Pakistan Forex forum mein trading ke waqt analyses kiye bagair ismein kam karenge To kabhi Kamyab nahin ho sakte yah ek profitable business UN logon ke liye hai jo ismein mehnat karte hain mehnat ke bagair aap is mein kabhi Kamyab nahin ho sakte hain usko kahate ki aap market ko check Karen acchi tarah se information Le usko analyses kahate Hain Pakistan Forex forum jobles logu ke liye behtarin kam hai hardworking Karen success h
                  • #24 Collapse

                    Re: Analysis kesy kia jay

                    Market mein aap ko acche tarike se analysis karna chahie aapko kabhi bhi market Mein Apna Kam karte hue jaldbazi nahin kar di jaaye balki aapko chahie kya per market Mein Apna Kam karte hue market per acche tarike Se Nazar Rakhe aur usko acche tarike se analysis Karen kabhi bhi aapko market ke analyses ko avoid Karke Apna Kam Shuru nahin karna chahie Kyunki Is Tarah Se aap apne kab ko kabhi bhi acche tarike se complete nahin kar Payenge
                    • #25 Collapse

                      Re: Analysis kesy kia jay

                      A.o.A umed krta hun ap sb members them hun ga or forex pa apna work acha sa kr RHA hun ga or daily base pay acha profit generate kr RHA hun ga.forex bahot hi acha platform hi es pa ap work krka achi output gain kr skta Han
                      Hmko Market ka rules and regulations ko study krna chyaa .Aya ka market knsi situation pa khri hi . profit or loss ka baraa ma information lni chya ka profit on or kaisa ho ga agr loss ho ga to kb or kaisa ho ga .signals ko study krna ho ga .es tra ap market ka analysis kr sktaa han
                      • #26 Collapse

                        Re: Analysis kesy kia jay

                        Asalam.o.alikum dear forex memebrs omeed hy ap sb theak hn gy or forex trading sy achi earning kar rahy hn gy g apka sawal bohat acha hy forex py analysis sekhny ky keay apko apny seniors sy help leni chahiey or proper lectures lainy chahiey or apky paas market analysis ky leay laptop ka hona bohat zarori hy or hami analysis sekhny ky leay daily demo account ka use karna chahiey q ky jab tak hum khud sy market ko analysis kar ky practice nahi karain gy tab tak hum analysis karna nahi seekh sakty or na hi hmara analysis strong ho sakta hy bas hami mehnat karni chahiey taky hum forex sy achi earning kar saky
                        • #27 Collapse

                          Re: Analysis kesy kia jay

                          Asslam o alaikum dear friends hamen analysis karne ki lyae mukhtalif indicator ki zaroort hai jisse hum market ko analysis karte hai or ham jalbazi nahi karni chaie analysis karte waqat sabar ki sath analysis karni chaie our achi karni chaie jisse humaen achi earning ho sake
                          • #28 Collapse

                            Re: Analysis kesy kia jay

                            assalam walekum kya hal hai doston mein karta hun sab khairiyat se honge Gyan doston mein bhi bilkul theek ho to explore bhag kar raha hun agar aap per baat kar rahe hain to apne post ko acchi tarike se delete Karne jitna jyada aapki post sachiv ki or se sabse aapki learning jyada hogi to ismein aapane copy paste wala Kam nahin karna agar aap ka faisla kam karenge to fir aapko fayda nahin hoga ummid karta hun aap sab dost Meri baat sahi honge agar aap ko meri bhi post acchi Lage to main jarur bataiyegahelp kijiega mujhe Idea hota rahega aap mere kitne exporter Hain kuchh samajh sport kar rahe hain agar hamara sport karenge mujhe Delhi Khushi hogi aur main acche tarike se baat karunga forex ek achcha platform hai to isliye acche platform se acchi ummid lagani chahie
                            • #29 Collapse

                              Re: Analysis kesy kia jay

                              analysis ki forex k platform par three types hain jin mein sentimental analysis , fundamental analysis aur technical analysis shamil hain technical analysis humen trading techniques k bary mein btata hai aur fundamental analysis humen news k sath relate kervata hai is liye humen kabhi bhi analysis ko ignore nahi kerna chahiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Analysis kesy kia jay

                                Assalamu alaikum dosto belkul asan hay us ky ley demo account ko use karna chahy .demo account main hmari jetni zeyada practice hogi hmara experience utna increase hoga aur hamin marketing bhi smahj ay gi . trading ko analysis karny ke ley hamin news ko bhi follow karna chahy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X