Analysis kesy kia jay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis kesy kia jay
    Salam
    Umeed h ap sb kheriyat s hun gy jese k sb members janty hyn k forex mn trading n loye analysis bahut ehmiyat ka haamil hai
    Jb tk hmyn market ki current conditons ka Islam na ho hmyn trading nahi karna chiaye ni tw hmyn loss na samna krna prh skta hai r hmra account b wash hoskta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analysis kesy kia jay

    Analysis karne ka sabse best aur acurate mathur dijiye hai ki aap log market ka graph understand Kiya Karen jisse Ham candlestick ka naam dete Hain agar aapane candlestick ko acchi tarah samajh na Sikh liya tu iska matlab yahi hai ki aap log market ka trend understand kar sakte hain aur iska matlab hota hai ki aap log bahut acche tarike se analysis kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Analysis kesy kia jay

      Salam dear members GTA aapane hamare sath bahut achcha review share Kiya hai to jaise ki aap ko pata hai jab tak Ham market ko proper uske analysis ko complete nahin karenge tab tak ham log ismein kabhi bhi kam jab nahin ho sakte jab ham log market ko proper understand hi karenge tab tak ham log trading mein kabhi bhi expert nahin Ban sakte isliye aapko bahut jyada jaruri hai bahut jyada important hai foreigner na dekhe ISI tarah jab tak Ham risk analysis complete nahin karenge usko samjhenge nahin tab tak Ham ismein kabhi bhi kam jawab nahin ho sakte .
      • #4 Collapse

        Re: Analysis kesy kia jay

        Aoa. Analysis trading ka ka fundamental part h jsy ham base keh skty hain. Analysis k bger ap ki trade kabi b kamyab ne ja skti. Analysis krnyvk lie ap chart konopen kren or us ko achi trah study kren us ki previous movement ko dekhn candles ko gor se atudy kren or sabr se kam len r kch ap news se b analysis le skty hain. Jb b trade start krni ho hmesha analysis kr k start kren . Shulriya
        • #5 Collapse

          Re: Analysis kesy kia jay

          hume har waqt ka ratio check krte rehna chahiye trading me candel ke bary me sehi malomat honi chye ke aap ne kes candel pr kam krna he Technical indicators, metatrader etc, Besic sikhne ke bad live se pehle demo trading karni chaiye, jitna ziada demo work karain ge utna ziada apki trading skills behter se behter hoon gi.
          • #6 Collapse

            Re: Analysis kesy kia jay

            Mery piyary analysis karnq koi asan kaam nhi hai es ky liye pehly market ko smjhna or us ko learn karna bhoot zarori hota hai tab ja kar ap es qabil hoty hain k ap market ka analysis kar saken market ka analysis karny ky liye bhi different indicators ka istamaal hota hai her indicators ka analysis diffrent hota hai us ko bhi samjhny ki zarorat hoti hai es ky liye kafi mehnat or interest ki zarorat hoti hai ....
            • #7 Collapse

              Re: Analysis kesy kia jay

              Dear friend forex trading men achi aur kamyab trading karnay k liay market ka analysis karna zaroori hota hey aur bagher analysis k trading karnay se loss k ziyada chances hotay hen iss liay pahlay seniors se rabta kar k market ka analysis karna seekhen aur trading chart se help len aur news aur signals ko follow karen aur trend ko follow karen aur apnay balance k hisab se lot size select karen tu zaroor kamyab ho saktay hen
              • #8 Collapse

                Re: Analysis kesy kia jay

                Analysis is tareeqe se krein k ap ko market ki movement ka andaza ho Jay jb tk ap market ki movement ko nai smjhein ge ap kbahi b ache se km nai kr skein ge so sb se pehke amrket ka analysis krein us k badh ap trading ki trf move krein tb ap ko kamyabi mile ge
                • #9 Collapse

                  Re: Analysis kesy kia jay

                  G ​dear memebr aapane bilkul theek baat ki hai analysis ki bahutaapane bilkul theek baat ki hai analysis ki bahut jyada importance hai jab bhi Ham kam kar rahe hote hain chahe vah importance hai jab bhi Ham kam kar rahe hote hain chahe vah Koi bhi kam ho to sabse pahle ham analysis karty he Taki hamen experience ho sake ki kaun si chij jyadaTaki hamen experience ho sake ki kaun si chij jyada fayda deti hai aur kaun si kam iske sath hamen market ke train ke bare deti hai aur kaun si kam iske sath hamen market ke train ke bare mein bhi pata chalta hai ki Kya chij upar ja rahi hai aur kya bhi pata chalta hai ki Kya chij upar ja rahi hai aur kya niche so analysis bahut jyada important hai to hamen trading se pahle analysis karni chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Analysis kesy kia jay

                    proper humay chart ko read krna chaye tabi analysis hongay puray experience bohat he zaroori hai without experience trading karna mushkill hota hai oor iss ko karna easy nahe hai ...apko experience mil sakta hay, any one can fail without experience' kisi ko bhi experience Bina kaam k nai mil sakta, lekin ye very important hay k experience bhi ho apk pas
                    • #11 Collapse

                      Re: Analysis kesy kia jay

                      Analysis bahut sari toriko kaise ki Ja sakti hai agar Ham acchi analysis karna chahte hain To Hamen Achcha knowledge aur Achcha experience Shastra karna chahie Agar Ham trading Mein acche knowledge ko use karte hue technical analysis Karte Hain To fir Hamen Achcha profit bhi Hota Hai Karan se Waqt market ki movement lazmi check kar liya Karen Jo analysis market ki movement ke according Hoti Hai Vahi Ek Kamyab analysis hoti hai aur joanna's Market ke movement ke against hoti hai vah kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakti isliye Hamesha market ki movement ke Naresh Kiya Karen Taki aapko Achcha profit ho sake bahut Shukriya
                      • #12 Collapse

                        Re: Analysis kesy kia jay

                        Dear members forex online business hai sari dunya say loog is me juray Hain aur achi earning kar re Hain aik achi handsome earning tabhi hu gi jb apky pass experience aur skills hon ge markeet ki current condition ko smjhnay ki ability hu gi analysis say hi achi trade kar sakty hain aur apko forex ki trf say acha bonus mily ga apne seniors members say juray rahye un say malomaat liya kren jo ap k liye mufeed ho gi apko trading me prashani ni hu gi aur aik achy trader bun saken ge
                        • #13 Collapse

                          Re: Analysis kesy kia jay

                          Dear forex members forex trading Main haumay kamyab business karney Kay liye market ki movement ko analyz karney Kay liye haumay hamesha trading say related analaysis Karney Ki zarorat hoti hay phir hi kamyaabi hasal hoti hay ab sawaal yeah hay Kay haum analaysis keasy kar saktay hay tou haumay iss kay liye hamesha candal sticks patterns ko istamaal karna parta hay aur phir experienced ki opinion aur news kay saath saath haumay khud pay bharosa kartay hoye market ko watch Karna chahiye takay haumay market ki movement clearly samhjy asakay aur phir uss Kay mutabiq trading Kartay hoye trading Main haumay kamyabi hasal ho sakay forex trading Main haumay kamyab business karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur phir uss Kay mutabiq trading Kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay Forex market ko samhjtay hoye trading karni chahiye takay haumay kamyabi hasal ho sakay aur kamyaabi hasal ho sakay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Analysis kesy kia jay

                            Aslamoalaikm forex members forex trading international business hy or profitable business hy forex me us wqt to kamyab ni ho skty JB tk market ko analys na Kiya jay marekt ko analys kr k e profit earn kr skty hn kamyab ho skty hn sb sy best treeqa analys krny ka hy chart ko read kren peragraf bnayn mean k chart ko follow kren chart me Jo candles hoti hn unko smjhna seekhna Jo candles ko smjh lety hn read kr lety hn wo kbhi b forex me Mar ni kha skty or acha profit hasil krty hn
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Analysis kesy kia jay

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Raabi پيغام ديکھيے
                              hume har waqt ka ratio check krte rehna chahiye trading me candel ke bary me sehi malomat honi chye ke aap ne kes candel pr kam krna he Technical indicators, metatrader etc, Besic sikhne ke bad live se pehle demo trading karni chaiye, jitna ziada demo work karain ge utna ziada apki trading skills behter se behter hoon gi.

                              analysis karnay kay leye apsko apny trading account mai demo ko chose karian phir ap indicators ko use karna sekehain. sath mai chart ki setting or baqi cheezain like time frame , color or indicators ki customs values ko set kaisy karna hai yeh subap ko ana cheye es se ap ko asani yeh hogi kay ap sahi se ap trading kar lain gay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X