Bear aur bull fight tou forex market main chalti hi rehti hai kabhi bear win ker raha hota hai ky market continuously downtrend main movement kerna shoru ker deti hai aur kabhi bull win ker raha hota hai jab market continuously uptrend main movement kerna shoru ker deti hai lekin jab same fight long time tak chalti hai ky market main na tou bull win ker raha hai aur na hi bear tou aesy time per market sideways trend main movement ker rehi hoti hai aur kabhi kabhi same fight long time tak continue rehta hai jab market main aesi fight chal rehi ho tab hamain ready rehna chahiay ky market kisi bhi time kisi bhi direction main movement ker sakti hai bull win ker sakta hai ya bear tou same time per ham strong side ko choose kerty hain ky agar Tecbncial aur fundamental analysis bull ko support ker rehy hon tou bull win kerta hai jabky hamain buy main trade open kerny per faida hota hay to jabky agar technical aur fundamental analysis bear ko support ker rehy hon tou market main hamain sell main trade enter ker leni chahiay ky jab bear ya bull win kerta hai tou market main hony wali big movement sy hamain bahot achi earning hasil ho jati hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим