Jaiza : Bear and bull fight main market ka expected trend
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Bear and bull fight main market ka expected trend
    Bear aur bull fight tou forex market main chalti hi rehti hai kabhi bear win ker raha hota hai ky market continuously downtrend main movement kerna shoru ker deti hai aur kabhi bull win ker raha hota hai jab market continuously uptrend main movement kerna shoru ker deti hai lekin jab same fight long time tak chalti hai ky market main na tou bull win ker raha hai aur na hi bear tou aesy time per market sideways trend main movement ker rehi hoti hai aur kabhi kabhi same fight long time tak continue rehta hai jab market main aesi fight chal rehi ho tab hamain ready rehna chahiay ky market kisi bhi time kisi bhi direction main movement ker sakti hai bull win ker sakta hai ya bear tou same time per ham strong side ko choose kerty hain ky agar Tecbncial aur fundamental analysis bull ko support ker rehy hon tou bull win kerta hai jabky hamain buy main trade open kerny per faida hota hay to jabky agar technical aur fundamental analysis bear ko support ker rehy hon tou market main hamain sell main trade enter ker leni chahiay ky jab bear ya bull win kerta hai tou market main hony wali big movement sy hamain bahot achi earning hasil ho jati hai
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : Bear and bull fight main market ka expected trend

    Ji forex market main bullish and bearish pressure ki waja say kai dafa market bahut controlled ho jati hy aur ham daikhty hain keh some time market side way movement main ja rahi hoti hay. Iski dow wajuhat hoti hain ya to market main traders rest kar rahy hain ya phir market main bull and bear ka muqabla jari hay air woh pressure itna strong hota hay keh market titally capture ho jati haybaue kisis side per bhi nai ja rahi hoti.

    Role of bull and bear fight in economic news.
    Economical indicators ka impact bhi forex market per nai parta. Ager economical indicator ka bazahir forex market per positive impact para ho laikin bearish pressure itna barh jata hay keh woh market ko down lay aty bain aur isko up nai jany daity. Laikin iskay bad woh jaisy he market say exit hoty hain to market apna actual rhythym pakrti hay aur yeh bear again bull ban kar market main a jaty hain aur market main buy pressure bana kar market ko positive side per lay jaty hain.

    Control market volume.
    Bull and bear fight ki waja say market ka volume bhi squeeze ya expand hota rehta hay. Baz dafa bull market main kam ho jaty hain aur bearish traders ki taraf say selling pressure ban'ny say market kafi down jati rehti hay aur apna volume expand kar laiti hay. Jab keh baz dafa in kay muqably ki waja say market bahut sukarh jati hay aur market volume limited ho jata hay.

    Control market trend.
    Jab ham sentimental analysis karty hain to iska yehi maqsad hota hay keh ham market kay trend main bull and bear ka tayun kar sakain. Stock pairs main aksar bulls havi rehty hain q keh unka yehi khial hota hay keh stock pairs up he jaty hain. Jiski waja is main new investment hoti hay. Is tarah jab bhi bull and bear fight ki waja say sideway movement ho to hamain is security ka overall trend jan'ny kay bawajood side way movement main enter nai hona chahiye aur jab tak market ki clear indication pata na chaly tab tak order place na karain.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : Bear and bull fight main market ka expected trend

      Bull Matket
      Jab bhi financial market ki movement up sida pe hoti hai aur ye trend continues musalal upward chalti hai to ye market ki situation, bull market kehlati hai. Bull se market ki trend ka tasawar bullish leya jata hai. Is me jo upward market ki candlw sticks hongy wo bhi bulish, trends ka nanm bhi bullish trend aur is me candle sticks ki color bhi green ya white se hi show kia jata hai. Bullish movement pe markwt me supply kam aur demand ziada hota hai. Log market me buy position ki taraf ziada jate hen aur market uper side pe chalti hai.
      Click image for larger version

Name:	images (65).jpeg
Views:	1
Size:	34.5 کلوبائٹ
ID:	12335476
      Bear Market
      Lekin bull market ki against jo market situation hoti hai wo market ki bear situation hoti hai. Is me market ki movement downward hoti hai. Bear market ko aam tawar par hum bearish market k naam se jante hen. Financial market me bearish market ki candles sticks downward hogi aur ye red ya black color se show hoti hai. Bearish movement me investors market ko sell karte hen jis se price gerti hai, aur market me supply zyada aur deman kam hoti hai. Is waja se market ki movement downward ho jati hai.
      Click image for larger version

Name:	images (64).jpeg
Views:	1
Size:	19.7 کلوبائٹ
ID:	12335478
      Bull market aur Bear market fight
      Financial market me bull market aur bear market ki fighting chalti rehti hai. Q k ye dono aik dosre k against hai to jab bhi financial market me aik ki movement strong hogi to dosri ki movement weak hogi. Jab bull strong hoga to wo sath bear ko bhi khenchne ki koshash karega. Aur market ki movement upward hogi. Lekin agar is k against kaam hota hai aur market me bear strong ho jata hai banesbate bull k to market me Bearish movement ho gi. Bull bhi bear ko hi follow karega. Wese to jab market me bull ya bear strong hoga to dosre against wali lines nahi hoti hai. Matlab ye k, ya to market me bullish movement hogi aur ya markets me bearish movement hogi.
      Kabhi kabhi market ki aisi situation ho jati hai k us me market ki bull side aur bear side dono power me equal hote hen. To is ka matlab hota hai k market me suppky aur demand ki position same hai to market ki movement straight hoti hai, jis ko financial market me sideways mo movement kehte hen. Market k sideways movement kuch waqat k leye to ho sakti hai lekin ye permanently nahi hoti hai. Aur market kisi aik semat move karne ka intezar kar raha hota hai. Sideway movement aksar investors ka market me kisi news k intezar ki waja se hoti hai. Jab bhi market me koi news a jati hai to is se market me teezi peda hoti hai aur market ksi aik semat ko fast move karta hai. Bullish movement me market ki news achhi hone ki alamat hoti ahi, jab k bearish movement me market ki movement against aur bori hone ki alamat hoti hai.Click image for larger version

Name:	images (62).jpeg
Views:	1
Size:	27.6 کلوبائٹ
ID:	12335477
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : Bear and bull fight main market ka expected trend

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali lmran پيغام ديکھيے
        Bear aur bull fight tou forex market main chalti hi rehti hai kabhi bear win ker raha hota hai ky market continuously downtrend main movement kerna shoru ker deti hai aur kabhi bull win ker raha hota hai jab market continuously uptrend main movement kerna shoru ker deti hai lekin jab same fight long time tak chalti hai ky market main na tou bull win ker raha hai aur na hi bear tou aesy time per market sideways trend main movement ker rehi hoti hai aur kabhi kabhi same fight long time tak continue rehta hai jab market main aesi fight chal rehi ho tab hamain ready rehna chahiay ky market kisi bhi time kisi bhi direction main movement ker sakti hai bull win ker sakta hai ya bear tou same time per ham strong side ko choose kerty hain ky agar Tecbncial aur fundamental analysis bull ko support ker rehy hon tou bull win kerta hai jabky hamain buy main trade open kerny per faida hota hay to jabky agar technical aur fundamental analysis bear ko support ker rehy hon tou market main hamain sell main trade enter ker leni chahiay ky jab bear ya bull win kerta hai tou market main hony wali big movement sy hamain bahot achi earning hasil ho jati hai
        G han dear market mai ager koi larai hoti hai tu wo hamesha bull aur bearish mai hoti hai kiyu kay market ka kam hai kay kabhi ye sell mai jati hai ya kabhi ye buy mai jati hai tu in sub mai jo role hai wo hai trend ka tu market ka trend us ki news pay aur anylsis pay deoend karta hai tu ap es mai ager market kay trend ko achi tarha daikh kay follow kartye hai tu a ka kam kafi acha ho jata hai aur ye es fight mai ager jeet jatye hai tu ap kaliye es mai profit mil jata hai tu ager ap ka kam acha nhi hai yani kay ap market kay trend say hat kay kam kartye hai tu ap kaliye ed mai faida nhi ata hai tu ap kay kam mai masla nhi ata hai tu ap kay kam mai kamyabi mil jati hai tu ap nay ager market mai jeet hasil karni hai tu ap ka kam hai kay ap market mai us kay trend kay hisab say acha kam kartye hai tu ap es mai kamyab ho jatye hai tu kamyab kaliye zaroori hai kay ap es mai mahnet karna zaroori hai aur mahnet mai ap ka kam hai kay ap jitni achi learning pay work kartye hai ap ka kam atna he acha aur strong ho jata hai jis kay bad mai ap ko kafi benifits mil jatye hai tu ap nay kam karna hai tu ap es mai hamesha es fight say acha kam kar saktye hai aur ap ka kam kafi acha kiya ja sakta hai jis ka bad mai bhi ap kamyab hai tu ap nay acha kam karna hai tu ap es mai jitni zayda learning pay kam kartye hai utni he zayda ap ko es mai earning ho kati hai aur ap acha kam kar kay kamyab ho jatye hai tu asla waja sari mahnet aur lagan kay sath market mai acha kam ki hai value bhi achye kam mai hoti hai aur kamyabi mil jati hai
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : Bear and bull fight main market ka expected trend

          Han je forex ma trader ko market k trend ka pata ho ga to wo zayada achy sy perform kary ga. Jo trader trend ma trade ni karty wo kbi kamyab ni hoty. Forex trading ma up trend ma agr market hu to trader ko buy ki trade open karni chahe. Agr market ma bear yani down trend ho to trader ko sell ki trade ko open karna chahe. Jo trader es k opposite trades ko open karta hai usk lae trade ma kamyab ho jana bhot mushkil ho jata hai. Es topic ma ham bear or bull fight ko further discuss karyn gy.

          Bear VS Bull fight. Market ma mainly 2 kisam k trend hoty jo k market ki supply or demand par base karti hai. Jb market ma supply increase kae jati hai to market down fall kar jati hai to trader ko b market k sath he sell ki trade ko open karna chahe. But market ma jb demand barh jati hai to to rates up ho jaty hain to trader ko b buy ki trade open karni chahe. Trader ko es bull or bear ki fight ma profit hasil karna hota hai.

          How to trade with bear and bull fight. Forex trading ma bhot sy pattern or indicators hoty hain jo trader jin ki help sy trade ki khosis karty hain. But trader ko en indicators ko blindly follow ni karna chahe or agr esko bhot acha signal mel b jae tb b esko hamesa small lot sy he trade karni chahe. Bull or bear fight ma wo he trader kamyab hota hai jis k pass acha capital hota hai. Bena big capital k trader ko es bull or bear ki fight ma kio benefit hasil ni hota. So profit ko hasil karny k lae trader ko pehle market ma basic steps ko follow karna chahe agr trader asa ni kary ga to kbi kamyab ni ho saky ga.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : Bear and bull fight main market ka expected trend

            forex market mein do he trend chalty hain ya tou bearsih trend ya phir bulish trend kuen k market mein kabhi sell ka order sahi rehta hai tou kabhi buy ka order best rehta hai ye sab market mein hony wali demand and supply par he depend kerta hai in sab mein jo mein role hai wo is mein market trend ka hai jis direction mein market ka trend ho ga us type ki trade he suitable rehti hai agar hum is mein market k trend ko dekh ker kaam kerty hain tou is mein profit hasil hota hai jab bhi market up direction mein move kerti hai aur trend up ward hota hai tou is ko hum bull trend kehty hain bull ka matlab market mein bullish trend hai is mein jitny bhi traders hain wo zeada buy ki trade ko prefer kerty hain kuen k wahi is mein behtar rehti hai aur market above direction mein move kerti ja rahi hoti hai
            market mein humesha fight hoti hai wo bull aur bear mein he hoti hai bear trend ko bearish trend se he refer kiya jata hai is mein market ki moment down ward hoti jati hai aur is situation mein market ko is trend k according he ly ker chalna parta hai bear market ko hum mostly bearish market k name se bhi janty hai aur jab bhi ye trend nazar aata hai tou trader is mein sell ki trade ko prefer kerta hai kuen k is soorat mein wahi trade he is mein behtar rehti hai is trend mein supply zeada aur demand kam ho jati hai jis ki wajah se market down ward direction mein move kerny lag jati hai is mein jab market down hoti hai tou is mein present candles red ya phir black colour se show ki jati hain
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : Bear and bull fight main market ka expected trend

              bilkul dear, market ki up and down moments in hi bulls aur bears par depend karti ha, jb bulls control hasil kartay hain to market ma pairs ki prices uptrend ma jati hain aur jb bears control gain kartay hain to market downtrend ma moment karti ha, id doran aisi situations b ati hain jb bulls aur bears ma control hasil karnay ka koi faisla nhi ho raha hota aur pairs ki prices hold rehti hain, aisi period ko hm ranging market ya sideways moment kehtay hain,

              Trading strategies in bull and bears fight:

              bulls aur bears ki market ma is tarah control hasil kar karnay ki fight ma hmain apni trades ko hold kar laina chaiay, ya short term trading ki koshish karni chaiay jaisay scalping q k long time trading aik risky decision ho sakta ha aur market ki resistance ya support k breakout k baad moment confirm nhi hoti, agr wo hmari trade k opposite chal paray to hmain loss ho jata ha

              Use tools and indicators for bulls and bears trend confirmation:

              hm different tools aur indicators ki help sa market ki moment ko predict kar saktay hain. is liay bullish ya bearish trend ki confirmation k liay hmain chart patterns ya tools wagera ko use kar laina chaiay aur koshish karain k in ki confirm values aur calculations ki base par bullish ya bearish trend ko follow karain, is k liay apni learning ko behtar bnaen ta k situation k mutabik thek indicator use kia jay, hmain apnay capital ko b enhance karna chaiay ta k agr market hmari trade k inverse bulls aur bears situations ma b jaye to hm survive kar sakain
              Last edited by ; 08-11-2020, 09:43 AM.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : Bear and bull fight main market ka expected trend

                AOA my dear all Forex member Jo trader trend ma trade ni karty wo kbi kamyab ni hoty. Forex trading ma up trend ma agr market hu to trader ko buy ki trade open karni chahe. Agr market ma bear yani down trend ho to trader ko sell ki trade ko open karna chahe. Jo trader es k opposite trades ko open karta hai usk lae trade ma kamyab ho jana bhot mushkil ho jata hai. Es topic ma ham bear or bull fight ko further discuss karyn gy Market ma mainly 2 kisam k trend hoty jo k market ki supply or demand par base karti hai. Jb market ma supply increase kae jati hai to market down fall kar jati hai to trader ko b market k sath he sell ki trade ko open karna chahe. But market ma jb demand barh jati hai to to rates up ho jaty hain to trader ko b buy ki trade open karni chahe. Trader ko es bull or bear ki fight ma profit hasil karna hota hai Forex trading ma bhot sy pattern or indicators hoty hain jo trader jin ki help sy trade ki khosis karty hain. But trader ko en indicators ko blindly follow ni karna chahe or agr esko bhot acha signal mel b jae tb b esko hamesa small lot sy he trade karni chahe. Bull or bear fight ma wo he trader kamyab hota hai jis k pass acha capital hota hai. Bena big capital k trader ko es bull or bear ki fight ma kio benefit hasil ni hota. So profit ko hasil karny k lae trader ko pehle market ma basic steps ko follow karna chahe agr trader asa ni kary ga to kbi kamyab ni ho saky ga
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : Bear and bull fight main market ka expected trend

                  forex k platform pr jis bary mein sab se zeada fight hoti hai un mei bear aur bull he shamil hain kuen k market aksar in two trends mein he move kerti hai maket ya tou bearish trend mein hoti hai ya phir market bullish trend mein hoti hai bear trend ko bearish trend kaha jata hai aur bull trend ko bullish trend kaha jata hai in mein jo main difference hai wo ye hai k in dono trend mein kis mein kon sy orders ko place kiya jata hai market mein wo orders hain jis mein se aik order buy ka hai aur doosra order is mein sell ka hota hai aur ye tamam ka dar o madar demand aur supply se pata lagaya ja sakta hai jab market mein supply increase ho jati hai tou market down fall ker jati hai is tarhan phir market mein trader ko market k sath move ker k sell ki trade ko open kerna parta hai
                  lekin is k opposite jab market mein demand increase ho jati hai tou market mein maujood prices high ho jati hain aur phir is mein market upward move ker jati ahi aur us mein buy ki trade lagai jati ahi jab market mein bear trend hota hai jis ko hum bearish trend bhi kehty hain tou market ki moment neechy ki taf hoti hai is mein sell ki trade ko open kiya jata hai kuen k us waqt is hisab se chalna zaroori hota hai lekin jab market mein bull trend hota hai jis ko hum bullish trend kehty tou us mein market upward move kerti hai jis k according humen is mein buy ki trade lagani chahiye kuen k us time ye he humen profit ki tarf ly ker jati hai jab market down ward jayi hai tou us mein present candles humen red aur black colours ki show hoti hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : Bear and bull fight main market ka expected trend

                    bulls aor bears ki fight just market ma seller aor buyers ki fight hoti hai market ma.apko maloom hona chye ky hundreds of factors hain jo affect kr rahy hoty hain market ko trading ma apko market ky analysis ky leay different indicators ki help leni chye market ma apko Japanese candlestick chart ko learn krna hota hai
                    candles apko btati hain ky abi market ma kis level pay bears mean sellers ki power zeyada hai aor kon sy point py market ki price reject jo gai hai jis ki waja sy pin bars bnti hai doji bnti hai
                    market ko move krvany ky leay liquidity ki zarorat hoti hai shares hoty hain jin ko consume krny ky bad he market moves lety hai jahan py bhi bullish bearish ya buy sell power variable hoti hai market move kr jati hai power equal ho to aor liqu5 na ho to market ranging krti rehti hai.

                    Bull aur bear ki market me fight ka bahot hi acha jaiza app ne leya hay, Bull agar strong position me ho to buyer traders win kar lety hey aur bear ko ye fight har jaty hey aur market higher position me ajati hay, daily aur hourly market me bullish aur bearish trend aty hey ham kesi be fake ya weak trend ko bullish ya bearish ka name nahi de sakty, trend agar strong ho ga to esy trend ko bullish ya bearish trend ka name dia jata hay otherwise weak trend kesi be time other trend me convert ho sakti hay esi ley traders zeyda risk leny se be darty hey.

                    Forex market mein price 3 tarhan move karti ha, Upward movement, Downward movement aur Sideways. Sideways ko range kehtay hain, jab market na ziyada up jaye aur na ziyada down jaye. Uptrend mein market kafi waqt tak upside ko move karti ha, jis ko Bullish trend kehtay hain. Bull se upward movement ko is liye similarity di ha kay Bull apnay horns (seeng) neechay se ooper ki taraf uthata ha, is liye is ko bullish kehtay hain. Down trend mein market kafi waqt tak downside move karti ha, jis ko bearish trend kehtay hain. Is ko bear se is liye tashbeeh di gai ha kay bear apnay claws (panjay) ooper se neechay ki taraf lata ha.
                    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : Bear and bull fight main market ka expected trend

                      Forex trading ki market Mein Bull market aur their market bahut jyada importance rakhte Hain Forex trading ki market Mein ya Bull aur bear market bahut jyada importance rakhte Hain Tamam members ko chahie ki vahan ke bare mein jyada Se Jyada learning Karen Taki vahan ke jariya se market Mein acche benefits Hasil kar sake

                      Forex trading ki market Mein Bhul market ko bahut jyada importance hi Jaati Hai Bull market mein Agar stock market Upar jaati hai aur usmein bahut jyada Teji hoti hai to use movement ko bhul market Kaha jata hai Agar market Mein sensark lfti Kai salon yah Mahina Tak niche jata hai to use Waqt usko Bhul market Kaha jata hai aur jab yah Sensex Nifty Kai Salon aur mahinon Tak Upar ki taraf movement Jari Rakhta Hai To iski is movement ko bear market Kaha jata hai Forex trading ki market Mein ya bear aur bull fight bahut jyada importance rakhte Hain

                      Inko samajhna aur Inko study karna Har trader ke liye bahut jyada Jaruri hota hai market Mein in bear aur bull main bahut jyada effect pade the Jab financial crisis Aaye The Jiski vajah se market bahut jyada effect hui thi is financial crisis ki vajah se market bahut jyada slow ho gai thi Aur is financial crisis ki vajah se ine per bahut jyada negative effect bhi padhe the Jiski vajah se bahut jyada nuksan ka Samne uthana Pada tha isliye Tamam members ko chahie ki Jab Bhi vah Forex trading ki market Mein kam karen to is Waqt unhen market mein aane wali Tamam news aur is market per a financial crisis ki vajah se jo bhi fact Pade Hain unke bare mein jyada Se Jyada study Karen Taki Hua Ho unke Jarur se apne knowledge mein ijaafa kar sake aur Market mein bahut hi carefully Apna Kam start kar sake
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : Bear and bull fight main market ka expected trend

                        Dear jab aap market Mein kam kar rahe hote hain to acchi situation main aapko bahut carefully decision-making Karni chahie otherwise aapke liye bahut jyada problem ho sakte hain no doubt Jab aap market Mein successful hone ke liye different important factors ko clearly apni trading per apply Karte Hain To Aisi situation main aapko bahut jyada advantages mil sakte hain.

                        Agar aap market Mein successful Hona Chahte Hain To Aisi situation main aapko clearly bahut hi important information Hasil Karni hoti hai aur aapko market Mein current situation Mein sellers ka pressure aur wires ka procedure Pata Hona chahie Kyunki Jab market Mein sellers aur wires ka pressure Jyada Hota Hai To Aisi situation main market ki volatility Bhi Jyada hoti hai aur jab yah fight ho rahi Hoti Hai To Aisi situation Mein wires Aur sailors Ka Jab Bhi competition hota hai to Ek party ismein will karti hai aur student ki taraf apni movement party new kar deti hai market.

                        Dear aapko Koshish Karna chahie ki Jab aap market Mein kam kar rahe hote hain to different situations main aapko different important factors ko clearly understand karna chahie aur Market Mein successful hone ke liye market se related perfect analysis complete karne chahie otherwise aapke liye bahut jyada problem ho sakti hai aur Market mein aap successful Nahin ho sakti no doubt Forex trading Mein success hone ke liye volume spread analysis bhi aapke liye bahut jyada helpful hote hain jo aapko market ke friend se related perfect information provide karte hain jismein aapko maximum advantages mil sakte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza : Bear and bull fight main market ka expected trend

                          Assalamu Alaikum dear Forex trading Mein Ham Jab kam Karte Hain To Ham ismein dekhte hain ki ki park market bolate aur bear fight mein bahut jyada chal rahi Hoti Hai beer forex market Mein Jab Bhi wires aur sellers in wall hote hain to market ki movement ko samajhne ke liye bahut jyada Jaruri hota hai kya aap is Maine Soch Samajh Kar kam Karen Aur Ek mein acchi Tarah analysis Karke kam Karen quiz ka aapko Jyada fayda hota hai agar aap ismein acchi Tarah knowledge Hasil Karke kam karte hain to aapko ismein iska bahut fayda Hoga aur office market Mein kamyabi Hasil kar sakte hain.

                          Dear Ham dekhte hain ki market Mein hamare pass different support and resistance Hoti Hai din main market 8k decision Breakout per liya jata hai dear Ham dekhte hain ki Jab Bhi Ham ismein koi bhi trade open Karte Hain To is hamare pass different strategies Hoti Hai Jinka mutabik Ham trading Mein kam kar rahe hote hain Agar Ham in strategy per kam karna chahte hain to uske liye Hamen proper knowledge or information ke sath kam karna hoga Kyunki market Jab Bhi resistance ya FIR support per hoti hai to ismein market mein bol and bear fight ho rahi hoti hai aur ismein jo bhi wind karta hai wahi ismein success karta hai.

                          Dear aapko bull and bear fight Ka vate Karna chahie aur Iske winner ke sath aapko ismein trade Karni chahie Kyunki Ham dekhte hain ki Jab Ham market ke train ke against koi bhi trade Lagate Hain to uska Hamen nuksan hota hai agar Ham is Maine Soch Samajh Kar acchi Tarah Se analysis Karke trade Karenge to use Hamen Bata bahut jyada fayda ho Guardian Ham technical analysis ke sath Hote Agar fundamental analysis bhi kar lenge to uska Hamen ya fayda Hoga ke market Mein Hamen Achcha profit mil sakta hai aur ham is market Mein Achcha profit daily basis per aasani Se Aaram kar sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza : Bear and bull fight main market ka expected trend

                            dear bull and bear ki ki strong movement me Hamen aik na aik clear indication bataty hain. Bull flag ya bear flag candle stick ki zic zac movement ya pattern ka nateeja hota hay. Laikin in flag ko sirf up ya down lines ka nateeja nai kaha ja sakta balkeh is main volume and break out ko bhi daikhna aur smajhna zaroori hota hay. Warna jis ko ham bull flag samjh rahy hon woh ik bear flag bhi ho sakta hay.

                            BULL
                            Bull tab banta hay jab market ki aik normal movement kay bad achanak uptrend movement hoti hay aur is pair ka volume increase ho jata hay. Choti choti bars kay bafd aik bari ban'ny wali bar jo up position main close ho aur isky bad aik ya do mazeed candles bull ki banain to ye aik flag pole ban jata hay, iskay bad ager to zic zac ban kar mazeed up trend candles banain to isko ham bull flag kehty hain. Bull flag main every pull back kay bad again volume increase ho jata hay aur bullish candle banti hay. Candles kay in patterns ko ghor say daikhny say aik flag nazar a raha hota hay jisko ham bull flag kehty hain. Bull flag main hamain safe trade karni chahiye aur in case reversal patterns hamain apna exit point bhi zehn main rakhna chaiye jo keh second candle ka bottom point hona chahiye.
                            BEAR
                            jab up side say downward price movement ho aur volume low side per aye to ye aik downward pole banta hay. Iskay bad ager 2 plus candles ki bhi downward movement ho to ye bull flag ban raha hota hay. Aur is mai har pull back per ham sell ki trade laga kar earning kar sakty hain. Bear flag ka istemal karty huye bhi hamain apni trade ki safety ki khatir apna exit point mutaiyan karna chahiye
                            There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza : Bear and bull fight main market ka expected trend

                              bull aur bear dono movements exeprts Kay leay hamesha hi profitable situations Hoti hen is ke liye yeh bahut zyada important baat hai k members ke pas trading se related technical information hona chahie kyun k jab members is se related technical information hasil kar lete hain to phir un ko apni trading karne mein koi bhi problem nahi hoti aur har ek member ko ye achi practice kar lene ke bad hasil ho jati hai aur us ke bad har ek member ko apne senior member ke sath connected ho kar bhi ye technical information hasil ho jati hai jaisa ke maximum members ko yeh maloom nahin hai k bull kis ko kehte hain aur bear kis ko kehte hain aur yehi vajah hai k phir members ko jab in se related kuch bhi maloom nahin hota to phir un ko apne senior members ki threads ke bare mein bhi kuch maloom nahin hota aur voh in ko read kar lene ke bad maximum confuse ho jate hain aur is confusion se agar koi bhi member safe rehna chahta hai to us ke liye sab se important baat yah hai ki voh apne experience ko improve kar le kyun k jab members ka experience improve Ho jata hai to yahi vajah hai ki members ko apna Kam Karne mein Koi bhi problem nahin aati aur or apni trading mein maximum successful hote hain aur is tarah sy wo maximum earning karne mein kamyab hote Hain candles ke related bhi information members ke liye bahut zyada useful sabit hoti hai aur yah candles market ki movement ko show kar rahi hoti hain aur yeh market ki movment achi tarah se analyse karne ke liye members ko in ko bhi learn karna ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X