Kamyab kon? Hard worker ya high earner

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    daikhen g forex men post karna itna mushkil nhi he mushkil heto trading karna han trading kafi interesting hoti he but iss k liye apko zyada knowledge ki zrurt hoti he or bad dafa knowledge hone k bawjod ap successful nhi hote us ka main reason ap ka low balence bi ho sakta he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      I think so that hardworker...hardworker hi kamiyab hai qk jo mehnat karta hai wohi achi earning karta hai aur agay bhrta hai day by day meri nazar mein to hardworker hi successfull hai
         
      • #183 Collapse

        may dear ap ne aik boht acha swal kia he kamyab wo hi ho ga jo zada Hard workig kre ga aur jo kam workig kre ga wo kbi b kamyab nhi ho skata.
        • #184 Collapse

          is me koi shak nahi k aaj kal k dour me kaamyab wo hai jo higher earner hai jo kise b tariqay sy apni incom ko barha kay agay nikal jata hai hard worker to bus mehnat krta reh jata ha
          • #185 Collapse

            kamyabi to hardworker ko hi hoti hai app jitni ziada mahnat akro ge apko utna hi ziada faida hoga forex trading mai bhi same system hai apko forex aur trading ka ilam hona zaarori hai us ke baad appke pass balance hona bhi zarori hai
             
            • #186 Collapse

              Zahir si baat hay kamyabi ky liya hardworking karni parti hay wo forex ho ya koi aur kaam
              • #187 Collapse

                forex trading mai apko experience ki zaroorat hoti hai ager app hardwork nahi karte to app kamiyab nha ho sakte high earning h tab hoti hai jab app forex ke bare mai highest knowledge rakhta hiann
                 
                • #188 Collapse

                  b\c of lots of experience and trading skill... and a sharp mind make a man successful...
                  • #189 Collapse

                    dykho bhai hardworking sa insan agy bahrta ha q ka agar apko trade karna ha to is ma apko hardworking krna ho g q ka jo mehnat karta ha us ko us ka phal b milta ha aj kal log khty ha ka jo zyada earn karta ha wohi kamyab ha to is trha ki thing gaklat ha.
                     
                    • #190 Collapse

                      dono hi apni jagah braber kam karte hain but agr apke pas enough knowledge and enough experience jb tk forex trading mein ni hoga ap is mein kabi achi earning kar skte warna ap hamesha loss karo ge
                      • #191 Collapse

                        dear high earner actually kon hai ?? wo hard workers hi hain.. koi b beghair working k high earner ni ban sakta.. untill wo smjh jaye k hardworking is the only key to success .. jitni hard working karo k ap ko utna experience , talent , confidence milay ga aur na sirf forex ki dunya mai bilkay ap life k har part mai high earner raho gi
                        • #192 Collapse

                          forex trading me tu jo hard work karege wahi high earner ban sakta hain....is business me hardwork bohat zarori hain aur jo hardwork karta hain wahi successfull hota hain...achi knowledge and acha experience bohat zarori hain.... forex trading me practice krna b bohat zarori hain is se ap train hojate hain aur phr high earner ban sakte hain..
                          • #193 Collapse

                            kamyabi to har kam me usi ko hasil hoti hai jo zyada mehant se r hard work kar k dil laga k kam karta hai ager phir bhi ap ki us k bawjood itna ni earn kar rahe to phir ap ko kisi doosray ko daikh k apna business risk me ni dalna chahiye
                            • #194 Collapse

                              hard worker he hamesha kamyab hota hay mehnat karta hay bagair hard working kay kamyabi mushkil hay forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain just ap ko best skills ki need hay then success milay gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                mehnat me hi azmat hoti h beshak, magr kuch log bht samjhdar hote h jo apni ability se sharp mind se ya phr u keh le apne experience se doosro se age nikal jate h..mgr jald bazi or short cut jitni jaldi apko kamyabi deti h utni hi na payedar b hoti h or ap kbi b kahi b nuqsan utha skte h jb k mehnat ki kamyi me to Allah Pak b barkat dal dete h....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X