Kamyab kon? Hard worker ya high earner

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    Zahiri Se Baat Ha Kamiyaab Wohi Ha Jo Earn Kara Raha Ha Agar App Earn Kar Rahy Hain To Mery Kiyaal Me App Ka Ley Paisy Me Sab se Bari Kameyaabi Ha.App Us Ka Baad Trading Master Ban Jaty Hain App Class Lay Kar Trading Sekha Bhi Sakty Hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      My dear freinds Hard earner hone ke liye sub se pehly apko hard work hona parega agar app hard work karte hain to ap hard earner bhi kar sakte hain jub app hard wark hi nahi kar sakte to it can not be possible ke app without hard working ke hard earner ho sakte hain..
      • #228 Collapse

        kamyab to mere mutabiq to hard worker jo hota hai wo aik kamyab hota hai kewnke wo hard work karta hai aur jahan tak high earner ki baat hoti hai to fir high earner bhi hard work se hota hai wo apni knowledge aur experience ki zarye hard work karke high earn karta hai .
         
        • #229 Collapse

          kamyab aik hi insan hta hai jo hard worker hta hai actually app earn tab hi kar payein ge na jab app hard worker hun ge to bht zaida or asani se earn karen ge app k liye koi bi masla nahi ho ga ......
          • #230 Collapse

            Dear friend forex trading mein tou kamyabi un traders ko milti hai jo trader forex trading mein hard working kertay hein aur jo log hard working nahin kertay un ko aik ya do dafa un ki luck ki waja se kamyabi milti hai phir loss hota hai.
            • #231 Collapse

              both are successful. hardwork hum forex main is lye krte hn take earn kr saken.agar kisi ko achi earning ho rhi hai to he is a successful aur agar koi hardworker hai then wo bhi ultimately succesful ho jaye ga ..
               
              • #232 Collapse

                dear bro koi bhe kam ho agr us kam ko dil lga kar or sahi hardwork karta ha to lazmi c bat ha ko wo successfull bn jata ha or jb insan success full hota ha to phr wo acha kmata ha or karobar ko bhe profit hota ha
                • #233 Collapse

                  hard work and high earn ya donu alag alag steps hain .. first ap ko hard work kerna bhut he zada zarrori ha ji say ap ko smjh ajati ha kay kis trhan say earn kerna ha then ap bhut zada earn kerty ho
                  • #234 Collapse

                    high earn banda jab hi kama sakta hai jab bande kay andar salahiat mojood ho aur us kay lie lazmi hai kay bande kay andar self confidence ho take woh hard work kar sake aur saaf c baat hai jo banda hard worker hoga wahi high earning bhi kar sakta hoga..
                    • #235 Collapse

                      Forex mein hard work se murad yeh nehi hai k aap her time apnay pc ya laptop k samnay stick ho ker bethay rahein bal k hard work ka matlab yeh hai k aap iss k baray mein study kerein, lectures sunnay aur apnay knowledge ko increase kerein aur iss k saath saath practice kerein ta k aap ka exprience b increase ho.
                      • #236 Collapse

                        this good view but you think its will give you the success and earning in forex i think yes because the learn
                        and trade its good and give you more time dear and i like when you trade and its good to you
                        • #237 Collapse

                          Hard working traders are more successful than a good earner. Because a hard working trader will learn the business well and can stay a long time in forex business.
                          • #238 Collapse

                            brother forex trading business main jo hard worker hai woh he kamiyaab hotay hai kyun kay forex trading aik risky business hai aur yahan kamiyaabi haasil karnay kay liye hard work aur apne knowledge ka sahi use karna parta hai.
                            • #239 Collapse

                              i think mahnat karny wala hamesha kamyab rhta hai mehnat sy hi zindagi banti hai.mehnat mai azmat hai. musalsal mehnat sy hi bhtar earning ki ja skti hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                                Forex main apne bohat zyada hard work k baad bhi agar aap dosre traders se kam earn ker rahe hon to yaqinan aap nahi balkey wo traders zyada kamyab hain so aap ko un reasons ko identify kerna hoga k hard work k bawjood aap successful kyun nahi.
                                hardworking k bawajood agar koi sahi tarah earn na kar raha ho to is sirf 2 reasons hi ho sakti hen, 1 to yeh k proper money management istamaal na kerna, 2sra strategy me koi masla ho sakta he, ya stop loss set kerne me koi kharabi ho rahi he...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X