ham say baar baar mistakes kis wajha say hoty hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ham say baar baar mistakes kis wajha say hoty hain?
    dear forex markeet main kaam kartay huway jub ham is makreet main lose kartay hain to uska reason sirf baar bar mistakes k honay sy he hota hay ab sawal yeh banta hay k hamain is makreet main kaam kartay huway kis wajha say baar baar ham say mistakes hoty hain jinki wajha say ham say is makreet amin kaam akrtay huway lose hota jata hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ham say baar baar mistakes kis wajha say hoty hain?

    Lalach aor jald bazi sab sari wajah hwn mistakes honay ki so hamen apni mistakes say bachany kelye hamen lalach aor jaldbazi say parhez karna ho gi jab he ham apna kam theewk tara sat saranjam day saken gay aislye hMen chaye kay ham forex men apna kam khob mehnat say karen aor jahan koi doubt ho ham us doubt ko clear kar kay forex men men trade karen ya forum agar koi posts karni ho aor uskay bary men acha knowledge available na ho to hamen sab say phlay knowledge gain karna chaye phor dekhen kesay profit aata hay dono palte forum men so hamen apni mehnat ko jari o sari rakhna pary ga jabbhw ham experts hon fay aor acha munafa kama saken gay.
    • #3 Collapse

      Re: ham say baar baar mistakes kis wajha say hoty hain?

      Assalamu alaikum ji hamen yah bahut bada masla hai ke yahan baar baar hai ki mistake karte Hain aur nuksan mein chale jaate Hain agar hamara Na Lage yadav hoga to Ham nuksan se mat sakenge aur profit mein main jaenge hamen accha profit kamane ke liye ye knowledge ke sath sath experience Ka hona bhi bahut jyada jaruri hai yad hamen chahie ke yahan jyada se jyada knowledge aachal Karen aur hai experience ke sath trading Karen aur mistake ke chance kam ho sake
      • #4 Collapse

        Re: ham say baar baar mistakes kis wajha say hoty hain?

        Forex 1 zabadat markeet hai jiss k through acha profit kamaya ja sakta hai lakin phir bhe iss mai lose ho sakta hai jiski 1 bari reason lalach hai .Jo log lalach aur jald bazi say kam letay hain vo choti choti trade lganay ki bjay jald bazi say kam letay hvay bari trade lag leta hain jo unko kesi bray loss ki traf lay jati hai. iss k ilawa unsuficent knowledge aur experience na honay ki waja say bhe loss ho sakta hai .1 professional trader uss waqt trading karta hai jab uskay pass complete knowledge ho. hum say bar bar mistakes honay ki waja knoledge ki kami aur lalach he hota hai iss leay care kartay hovay apnay goal ko achieve karnay ki koshish karein daily basis per apnay goal ko achieve karnay ki her mumkin koshish karein .akalmandi aur hoshyari say trade lagain aur kesi bhe trade ko easy na lain. mehnat karein aur confidence k sath kam karein
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          Re: ham say baar baar mistakes kis wajha say hoty hain?

          Assalamu Alaikum dear forex friendsHam se mistake aksar hamari jaldbazi ki vajah se hote hain aur kuchh log lalaj ki vajah se jyada mistake kar jaate Hain aur vah jaldi karo karna chahte hain vah kam waqt mein jyada kam aana chahte j7 hamesha nuksan hota hai
          • #6 Collapse

            Re: ham say baar baar mistakes kis wajha say hoty hain?

            Aslam-o-Alaikum. hum say bar bar agar galtiyan ho rhi hain to humen apni galtio say kuch selhna chahye ta k aik galti dobara na ho. esi trah hum apni har galti kuch sabaq seekh skty hain or aik waqt aisa aye ga hum apni hardworking say expert ban skty hain. or apni galtio say sekha gya lesson dosron say share kr k kafi logon ki help kr skty hain.
            • #7 Collapse

              Re: ham say baar baar mistakes kis wajha say hoty hain?

              vo isilie hum dhiyan dekar kam nhi karte kaam karna chahiaye us par trading karni chahiaye. jab market ka pata chalne lag jay. phir real account banana chahiaye. develop and careful on this point but if any body ignore learning then he will not be success on this market because market situation always not same to us. so always we should to gather knowledge.
              • #8 Collapse

                Re: ham say baar baar mistakes kis wajha say hoty hain?

                Dear pyary forexer market Mai bar bar mistakes hony ki aik waja lack of education hai ham ghaltio ko kerke us say seekhty nhi hai or Forex ko ager ham samjhy Bina kaam Nahi karengy to esma hamaray liye chalna muskil hojyega. Aik or common ghalti ye hai ke ham stop loss nhi lagaty apni trading mein his dein unlimited loss k chance hty hai hmy. Usky ilawa esma pack of risk management ki be common ghaltiya PAYE jati hai Yani ke trade Ka volume apny account ke mutabiq nhi hota. Aik or ghalti Forex trading Mai yeh Hoti hai ke incoming news releases ko ignore Kiya jata hai jab ham yeh ghaltiya bar bar karengy or seekhengy nhi to phir ham usi Tarah bar bar ghaltiya karengy.
                "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
                • #9 Collapse

                  Re: ham say baar baar mistakes kis wajha say hoty hain?

                  Forex business mein jo log bar bar mistake kartay han woh forex business mein kabhi bhi kaamyaab nahin ho saktay kiok forex business mein jab bhi loss hota hai mistake se hota hai hum apni trading mein koi bhi mistake kartay han tu is se loss ho jata hai aur hum ko mistake ko bar bar nahin karna cahaiye hum forex mein bar bar mistake is waja se kartay han kay hum ko forex market ki learning nahin hota forex market ka knowledge nahin hota aur hum apni mistake se learning nahin kartay is traha hum bar mistake kartay han

                  Agr hum apni mistake se learning kartay han tu hum forex mein bar bar mistake nahin karain gey aur hum Jo bhi mistake karain gey us se learning karain gey tu phr mistake nahin karain gey
                  • #10 Collapse

                    Re: ham say baar baar mistakes kis wajha say hoty hain?

                    because dhyan se kam nhi karte isilie mand hon dekhty hen k forex kia dyta hy umeed to hy k ye achi earning dy or bohat kuch sekhny ko mily demo account per kaam kar na ana chahiye taa k practice hojae phir forex mein kaam karna chhiye. and is main jab bhi trade karin tu apna aik target bana lain tu un ko is main say faidah ho ga and earn akrin gain
                    • #11 Collapse

                      Re: ham say baar baar mistakes kis wajha say hoty hain?

                      bar bar mistake ki vjah laparwahi hai agr hm is business ko bgair sekhy bgair karyn tu hmen kafi loss ho sakta ha business min qadam rakhin aur sab se pehle jo bhi new ho wo mt4 software ko samjhe aur es k different options ko deikhe aur use kare es tarha se hum es business ko bhi understand kar sakte hin time to guzar hi jata he magar quality time de kar hum khoob earning kar skate hin.
                      • #12 Collapse

                        Re: ham say baar baar mistakes kis wajha say hoty hain?

                        jab b hum lalach karen gay yakeenan mistake he karen gay baghair experience kay bohat zeda nuqsaan dah hay kun kay agar aap ko experience nahe hoga to aap ka bara loss ho sakta hay market mein survive karna bhi difficult ho sakta hai is liye hard working karne se trading skill bhi develop ho sakta hai or experience level bhi increase ho sakta hai or good earning traders ko ho sakti hai
                        • #13 Collapse

                          Re: ham say baar baar mistakes kis wajha say hoty hain?

                          Ham bahut Achcha Sawal Kiya aapane Jab aapane trade kiya na usmein kya mistake hoti hai aur Bar Bar Humse mistakes hoti Kyon main bahut Jabardast Sawal Kiya aapane Mere Bhai sabse pahle Jo bhajan Aao sabse pahle Baje Hamare andar lalach ho jata hai Ham se pahle trade Lagi Ham se nuksan ho gaya Ham Pagal Ho Jaate Hain Ham chij Ko Dekhte Nahin to market Hamare sab ki Ham kar Jayegi Hamen pahle Shuru se apni Aadat ka banana chahie Achcha analyses Karke trade lagaen nuksan fayda hota hone par Apne motor bitrate Karen Karen bata do rule banaen unruled upakaram add Rahe rule ko Kabhi Bhi Na Tode FIR jakar Kahin aap iskandar Kamyab Ho Jaenge Nahin to Mera Nahin Khyal kya aap Kamyab Ho Payenge
                          • #14 Collapse

                            Re: ham say baar baar mistakes kis wajha say hoty hain?

                            Forex mein kaam kartey waqt ghalti kisi sey bhi ho sakti hai lekin ghalti honay pe humein aisa nahi karna chahiye k hum bas us ghalti ko nazar andaz kar dein or chorr dein kyun k hum kal ko dubara wohi ghalti kar saltey hian or humein nuqsan ho sakta hai. Yehi waja hai k traders ko barr barr nuqsan hota hai or ghalti hoti hai k wo apni ghaltiyon ko sudharney ki jaga or un sey seekhnay ki jaga apni ghaltiyan nazarandaz kar dete hain. Isliye humein chahiye k hum apni learning or knowledge itni achi karein k hum sey koi mistake na ho or agar ho bhi jaey to humejn chahiye k hum un ghaltiyon sey seekhein or dubara un ghaltiyon ko na dohoraein.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: ham say baar baar mistakes kis wajha say hoty hain?

                              Dear forex market main 90% people nakaam ho jaty Hain un ki main waja ya hoti ha k wo forex ko learn nahi karty trading k work main bar bar mistake karna bhi knowledge na hony ki Bina par hi hoti ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X