ham say baar baar mistakes kis wajha say hoty hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: ham say baar baar mistakes kis wajha say hoty hain?

    Assalamu Alaikum dear friends omid karta hun aap sab khairiyat se Honge Humse baar baar mistake Kis vajah Se Hoti Hai Achcha question hai Business mein jo log Bar Bar mistake Karte Hain vah forex business Mein Kabhi Bhi Kamyab Nahin ho sakte Kyunki forex business Mein Jab hi hi chalo sote hai mistake Se Hota Hai Ham Abhi Trading Mein Koi Bhi mistake Karte Hain To is se loss ho jata hai aur Humko mistake ko Bar Bar nahin karna chahie Ham Forex Mein Bar Bar mistakes is vajah Se Karte Hain ke ham Humko forex market ki learning Nahin apni mistake se learning Nahin Karte Is Tarah Ham Bar Bar mistake karte hain Agar Ham apni mistake se learning Karte Hain To Ham Forex Mein Bar Bar mistake Nahin karane gaye aur ham jo bhi mistake Karenge use se learning Karenge to Fir mistake Nahin Karenge isliye main Bar Bar mistake Nahin Karni chahie Malik Jo Ham mistake karte hain aur jo mistake kar chuke hain usko mat Dayan Nazar rakhte Hue chatting Karni chahie aur acchi se acchi trading Karni chahie aur jitni Ham acchi chatting Karenge isliye main Bar Bar mistake Nahin Karni chahie Malik Jo Ham mistake karte hain aur jo mistake kar chuke hain usko mat Dayan Nazar rakhte Hue chatting Karni chahie aur acchi se acchi trading Karni chahie aur jitni Ham acchi trading Karenge Jitna Achcha experience or knowledge Hoga Mein itni acchi trading kar Sakenge isliye Ham Jyada experience or knowledge ke sath training Karen aur profit Aasan Karen Shukriya Shukriya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: ham say baar baar mistakes kis wajha say hoty hain?

      mistakes ki care krni chaye aur sekhna chaye iss se ye knowledge ke sath sath experience Ka hona bhi bahut jyada jaruri hai yad hamen chahie ke yahan jyada se jyada knowledge aachal Karen aur hai experience ke sath trading Karen aur mistake ke chance kam ho sake
      • #18 Collapse

        Re: ham say baar baar mistakes kis wajha say hoty hain?

        Ke hum mere pass experience Nahin Hota Jitna hamare pass experience Hoga Ham utani Hi Kam mistakes Karenge to main aap Sabko hi kahunga ka sabse pahle aap experience Hasil Karen Vada Mor Kaun per Baat bar practice Karen tha ki aap ki baar baar wale mistakes Dur ho sake Apne mistake ko Dur Kijiye aur Forex Se Jyada Se Jyada fayda Hasil Kijiye Jo log experience a Nahin Karte bolo Kabhi Forex se fayda se nahin karte ho aur kabhi bhi kamyabi Hasil Nahin karte
        • #19 Collapse

          Re: ham say baar baar mistakes kis wajha say hoty hain?

          Assalamu Alaikum dear Forex member aapane bilkul theek Kaha Forex trading ki Business mein main Hamare loss Ki Sabse Bada reason yah hai ki Ham without analysis aur Market ki moment ko check kiye Bina trading karne ki koshish Karte Hain aur Jab Bhi Ham overconfidence ke sath Apne kam ko perform karne ki koshish Karte Hain To Humse Bahut Si mistakes hoti hain Jis vajah Se Hamari Mushkil mein bhi izafa Ho jata hai aur Hamara account wash hone ke chance bhi badh Jaate Hain isliye market ki movement aur trading indicators ko follow karte hue trade ko open karne ki koshish karen aur apne kaam ko successful banane ke liye Jyada Se Jyada struggle karte raho Karen aur apni mistakes ko recover karne ki koshish karen
          • #20 Collapse

            Re: ham say baar baar mistakes kis wajha say hoty hain?

            Brother bar bar mistakes tabhi hoti hain jab ham fully serious aur concentrate ho kr nahin bul'k casually work kar rahe hote Hain. Experience hamesha aapko aapki working aur mistakes se sabak sikhne se aata hai. agar Ham apni mistake se sabak nahin sikhte to Ham kabhi bhi experience trader nahin Ban sakte. Forex trading mein kuch bn'na Apni mistakes se sabak sikhne aur unko repeat na Karen. Ek hi mistake aap repeat karte rahenge to aap Forex trading mein Ek step bhi aage nahin badh sakte. Learning process ko continue rakhen aur Apni mistakes ko sudharen..
            • #21 Collapse

              Re: ham say baar baar mistakes kis wajha say hoty hain?

              Acha sawal kya hai ap ne dekhen sr forex me hum bar bar mistakes karne ki sb se bari reason ye hai ke hum forex me apni mistake ko ignore kar dete hai or wohi mistake hum dobara se karte hai jis ki waja se humen los hota hai humen repeating mistakes se bachne k lye apni mistakes ko solve karna chahye
              • #22 Collapse

                Re: ham say baar baar mistakes kis wajha say hoty hain?

                mistakes hum bar bar es ly krty hain q k hum tawaj ni daty apny kam pr jb hum apny kam pr tawja daty hain tu hum mistakes kam karty hain aur hum foucs karty hain tu hmari mistakes b kam hoti ha humein apny kam mein grip honi chy . grip achi ho gi tu hamri mistakes kam hoti hain. tu humein dil laga kr kam krna chy. aur mehnat krni chy aur apni mistakes ko humein khtm krny ki koshish karni chy aur avoid krni chy humein mistakes.
                • #23 Collapse

                  Re: ham say baar baar mistakes kis wajha say hoty hain?

                  Salaam Alaikum abass chagrah karta hun Hamen Ham ismein Bar Bar mistake isliye karte hain Kyunki Ham pahle mistake Ho To vajan Jaate Hain aur dusri baar bhi Vahi mistake kar Jaate Hain isliye mein sabse pahle Apne pahle mistake ko thik karna chahie Uske bad Hua mistake Dobara Nahin Karna chahie Jo log Itna kam karte hain Vahi kamyabi Hasil kar sakte hain
                  • #24 Collapse

                    Re: ham say baar baar mistakes kis wajha say hoty hain?

                    Hamari aksar mistakes bar bar repeat hoti hain Q k ham apni mistakes ko yad nahin rakhtay aur trade kartay hue unko mind men nahin rakhtay. Jab hamari mistakes hamaray mind men hon gi to ham trading kartay hue un se bach saktay hain.
                    • #25 Collapse

                      Re: ham say baar baar mistakes kis wajha say hoty hain?

                      Assalam o alaikum to all forex members umeed karta hu kai sab friends khariyat say hon gay dear ap nai bhaot he achi thread post ki hai friends mostly hum say honay wali mistake zayada tarr humari apni wajha say he hoti han kyun kai friends hum apni mistakes par focus he nahi kartay kai mistakes akhir kyun hum say bar bar ho rahi han friends ais kai saath saath mistakes ki wajha ya bi han kai humay mostly basic knowledge he nahi hota humay chaie kai hum apnay knowledge ko boost up karnay ki koshish karay ta kai humari skills zayada say zayada improve ho sakay shukriya.
                      • #26 Collapse

                        Re: ham say baar baar mistakes kis wajha say hoty hain?

                        g dears jb hm apny kaam mye lalach ko jaga dyty hn to wo hmary kaam mye bigar pyda kr dyti hy ar kaam ki terms and conditions ko khrab kr diti hy isliy hmyn apny kaam mye kbhi bb lalach sy interfare nhi krna chahiyy ku lalach hmyn just loss hi dy sakti hy ar hmyn kush gain nhi ho sakta ,,is kaam ki aik ar waja yy hy kh hm jaldbazzi sy apny kaam ki halat ko is qadar karab kr bhythty hn kh hmyn us kaam ki samajh bb nhi aa sakti jis ka result bb hmyn bht buri conditions mye milta hy isliy forex mye yy sb batyn hm jo kh hmari mistake ki wajha bn sakti hn .
                        • #27 Collapse

                          Re: ham say baar baar mistakes kis wajha say hoty hain?

                          Mistake hamsha Jaldbazi ma aur kuchh log lalaj ki vajah se jyada mistake kar jaate Hain aur vah jaldi karo karna chahte hain vah kam waqt mein
                          • #28 Collapse

                            Re: ham say baar baar mistakes kis wajha say hoty hain?

                            Assalamu alaikum dosto. Ummid karta hun aap sab khairiyat se honge.
                            Doston agar aapko bar bar las ho raha hai. To aapko pata karna chahie ya kyon ho Raha hai. Doston las is vajah se hota hai. Jab aapko koi point samajh mein Na a raha ho to. Doston baar baar lash hona. Aur aapko use las ka na pata chal Na. Is chij ki taraf ishara karta hai ki aapko use bare mein knowledge Nahin hy. To doston aapko chahie ki aap zyada se zyada knowledge hasil Karen. Phir trading Karen. Taky aapko bar bar las Na ho.
                            • #29 Collapse

                              Re: ham say baar baar mistakes kis wajha say hoty hain?

                              humay mistakes ko samjhna chaye care karen gay faida ha apko knowledge hogi k forex tradnig kese karni he kab trade lagani he ahista ahistaexperience hojaiga lalach kabhi nahi karni pehly is mien experience or skills bana lien taqe app is business mien loss sey bach sakien or achi earning kar sakien
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: ham say baar baar mistakes kis wajha say hoty hain?

                                Assalamu alaikum guys jaisa ki aap log jante Hain Forex online business isliamarket Mai bar bar mistakes hony ki aik waja lack of education hai ham ghaltio ko kerke us say seekhty nhi hai or Forex ko ager ham samjhy Bina kaam Nahi karengy to esma hamaray liye chalna muskil hojyega. Aik or common ghalti ye hai ke ham stop loss nhi lagaty apni trading mein his dein unlimited loss k chance hty hai hmy. Usky ilawa esma pack of risk management ki be common ghaltiya PAYE jati hai Yani ke trade Ka volume apny account ke mutabiq nhi hota. Aik or ghalti Forex trading Mai yeh Hoti hai ke incoming news releases ko ignore Kiya jata hai jab ham yeh ghaltiya bar bar karengy or seekhengy nhi to phir ham usi Tarah bar bar ghaltiya karengy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X