Forex trading mein Zyada lot size Ka istemal Karna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex trading mein Zyada lot size Ka istemal Karna

    Assalam-o-alaikum! forex mai zyada lot size nahe karna chaheay q k agar apki trade loss mai chali jay to ap account wash hosakta hai. Sometimelog lalach ki waja say jald bazi say kam letay hain. yeah jald bazi bohat nuksan wali sabat hosakti hai. achi trading karnay k rol ye hai k lalach say dor rehtay hvay hamesh choti lot per trade karni chaheay, takay agar market loss mai bhe chali jay to apka loss compensate ho sakay. apnay seniors k sath touch mai rahein, mashwara kar k kam karein. lakin social signals per kam na karein balkay trade lgatay hvay apnay personal confidence ,knowledge aur experience ka istimal karein. 1 professional trader jald bazi say kam lenay ki bjay hardworking per yaqeen rakhta hai. vo bari lot lga kar risk nahe leta balkay choti choti lot say trade karkay success hasil karta hai
    https://t.me/pump_upp
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex trading mein Zyada lot size Ka istemal Karna

      gee han dear agar hum forex main lot ko ziada laga kar hum forex main trading karain gay to hum loss ke sorat main account wash kar lain gay hamin forex main dil laga kar kam karain gy tohe hum is main kamyab hon gay forex aik best online business hai hamain forex main good quality main kam kairn gay to he hum is main kamyab hon gay forex aik best business hai hamian forex main money management kar kay he hum is main kam kairn gy to he hum is main kamyab hon gay
      • #18 Collapse

        Re: Forex trading mein Zyada lot size Ka istemal Karna

        Forex trading ke Business mein kam karte hue aapko lot size ke selection bahut hi Soch Samajh Kar Karni chahie Kyunki Iske selection bahut hi Soch Samajh Kar karna aaj ke liye Jaruri hota hai market Mein Apne trading ke liye aapko Hamesha samuh lot size ki selection Karni chahie kabhi bhi Big Lot size ki selection Karke Apne trading co start nahin karna chahie Kyon Kaise aap ko nuksan ho sakta hai
        • #19 Collapse

          Re: Forex trading mein Zyada lot size Ka istemal Karna

          Forex trading Mein Ham lot ka size Apne balance Ke mutabik Rakhna chahie Agar hamare pass Jyada balance Hai To Ham Laut kar size Jyada Rakh sakte hain aur Agar kam blince hy to hamen kosish krni chahye ke hum lot bahut hi jyada important hoti ha Agar Hamara balance kam ho To Hamen chahie ki ham Sambhal lot size use Karen Aisa karne se Hamara account secure rahega
          • #20 Collapse

            Re: Forex trading mein Zyada lot size Ka istemal Karna

            forex mein hamesha soch samajh Kar aur adjustable lot size rakhen agar Ham lot size soch samajh Kar choose karenge tabhi Ham kamyab honge isiliye jitna jyada ho sake mehnat ke sath kam Karen aur apne kam ko importance dete hue aage badhe agar hamara lot size achcha hoga tabhi Ham forex trading mein market mein kamyab ho sakte hain
            • #21 Collapse

              Re: Forex trading mein Zyada lot size Ka istemal Karna

              Assalamu Alaikum dear Forex number meet Karti hun kya aap log bilkul khairiyat se Honge aur apne kaam ko imandari ke sath saranjam de rahe Honge member bahut acchi baat ki aap Logon Ne ke Forex trading Mein lot size Kaise Rakhna chahie Hamen Forex trading Mein Hamen lot size nahin karna chahie Hamen lot size medium Rakhna chahie normal Rakhna chahie Chuke se Hamara profit Achcha sakta hai ham log Kamyab ho sakte hain Hamen chahte ho sakta hai
              • #22 Collapse

                Re: Forex trading mein Zyada lot size Ka istemal Karna

                Assalam o alaikum forex trading main zyda lot size ka use nhi karna chahiye apne account balance ke mutabik lot size ka use karna chahie aur Dil laga kar mehnat k sath kam karna chahie aur trading karte waqt jaldbazi aur lalach nhi Karni chahiye hamesha soch samajhkar sabar k sath fresh mind hokar kam karma chahiye aur agar Ham forex trading main mehnat se sabar se kam karenge aur apne account balance k mutabik lot size ka use karege aur achi planning k sath confidence hokar kam karege to Ham kamyabi hasil kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakte hain aur achi earning hasil kar sakte hain aur agar Ham forex trading main mehnat se Kam nahin Karenge aur jaldbazi aur preshani se kam karenge to Ham kabhi bhi forex trading main kamyabi hasil nahin kar sakte hain aur hamen loss ho sakta hai aur agar Ham forex trading main kamyabi hasil karna chahte hain to hamen hamesha Dil laga mehnat k sath hardworking k sath achi planning k sath kam Karna chahiye aur small lot size ka use karna chahie aur market ko analysis karke trading Karni chahiye aur market ki movement ko samajh Kar trading Karni chahiye aur agar Ham forex trading main soch samajhkar sabar k sath kam karege to Ham kamyabi hasil kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakte hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Forex trading mein Zyada lot size Ka istemal Karna

                  Dear friends trading ke dauran ham a lot size ka istemal kam karna chahie aur hamen Apne account balance ke mutabik rakhna chahie jitna hamara account balance ho to hamen lot size bhi utna rakhni chahie kyunki lot size jyada Karne se hamara nafa aur nuksan badhta Hai jiski vajah se is mission mein jald se jald kamyab bhi ho sakte hain aur Chand hi waqt mein hamara account was bhi ho sakta hai to isliye hamen apni lot size Apne account balance aur experience ke mutabik rakhen

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X