Re: Forex trading mein Zyada lot size Ka istemal Karna
Assalam-o-alaikum! forex mai zyada lot size nahe karna chaheay q k agar apki trade loss mai chali jay to ap account wash hosakta hai. Sometimelog lalach ki waja say jald bazi say kam letay hain. yeah jald bazi bohat nuksan wali sabat hosakti hai. achi trading karnay k rol ye hai k lalach say dor rehtay hvay hamesh choti lot per trade karni chaheay, takay agar market loss mai bhe chali jay to apka loss compensate ho sakay. apnay seniors k sath touch mai rahein, mashwara kar k kam karein. lakin social signals per kam na karein balkay trade lgatay hvay apnay personal confidence ,knowledge aur experience ka istimal karein. 1 professional trader jald bazi say kam lenay ki bjay hardworking per yaqeen rakhta hai. vo bari lot lga kar risk nahe leta balkay choti choti lot say trade karkay success hasil karta hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим