Dont always blame forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    Mera khayal hy hamain her waqt forex ko blame nh karna chahiye kuch galtiyan khamiyan hamaray under bhi hoti hyn unhain improve karna chahiye tb ja kay kamiyabi milti hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      yes broter aap bilkul sahe frmaa rhaa hoo agar kasi ko loss hottaa haa tu osa forex ko blame nahi krnaa cheayaa q k nafa or nuqsan tu trade ka part haa orr forex tu apni duty pori trhaa ada krtaa haa
      • #483 Collapse

        yeah ye bat bhe theek hai bht log apni na kami ka zimedar dusron ko theraty hain jo bht he ghlat kyun koi apko zabrdsti nhe kehta to join forex , agr apko khd theek lgta hai jbi forex join krty ho ,jb forex apko profit de rha hota tou we started enjoying and appreciate forex trading but jahn loss ya kch aur hua tou hum ye kehty hain ke forex is not a good business at all aur isi waja se hum broker aur forex trade ko blame krte hain tou bikul he ghlat hai profit loss are both part of a business.
        • #484 Collapse

          yes hmain apni mistakes ko forex per nhe dalnaa chaye kum k hmari apni ghalti hoti ha hum forex ko achay se learn nhe krte forex ko achay se msjhte nhe ha or yehe cheex hum ko nuqsan deti ha or hum kehte ha nhe forex man tout total loss he hota ha so hmain forex ko blamed nhe krna chaiye balke khud learning kr k earning krni chaiye loss forex ki wajah se nhe hota balke hmare kam learning ki wajah se hota ha :)
          TRUST ON ALLAH AND NEWER GIVE UP ... حسبي الله اونعم الوكيل (Mere Leye ALLAH He kafi ha )
          • #485 Collapse

            g han bhai ap ne bilkul thek kaha ha me apki bat say bilkul agree karti hon bhai jan is bary me me to sirf yehi khna chaon gi ky ye ik online business ha is me loss or profit to hoty he rehty han hamy is business ko blame nahi krna chahay
            • #486 Collapse

              my dear friend hamey forex ko belame nahi karna chaiye becouse forex ki thori mistake hoti hai jab hamey kabhi loss hota hai to and jab profit hota hai jab koi kisi ko blame nahi karta hai yeh soch galat hai ap apni mistakes correct karey r trade karey;;;;;;;;;;;
              • #487 Collapse

                Yes agar hamain forex mei loss ho bhi jata hai then hamain kisi ko bhi blame nahi karna chahye balky apni mistakes dekhni chahyen k kis vaja se hamain loss ko face karna para hai and apni mistakes se learn karna chahye taky next time trading mei successful ho saken.
                • #488 Collapse

                  Jee bhai jaan me ne aksar logo ko dekha hai ke jab wo trading karte hain to bina soche samjhe karte hain jab un ko loss ho jaata hai to forex ko blame karte hain is me forex ka koi kasoor nahi hiota saara kasoor hamara hi hota hai agar hum soch samajh kar trade lagate to hume kbhi bhi loss nahi hota......
                   
                  • #489 Collapse

                    g han mera khyal main tu agr ksi surat main hamain nuqsan othana parta hai forex main...............tu es ka zimadar forex nahi hta hai..........bulkay hmare apni ghltyan hte hai...jis ki wja sa hmain nuqsan hta hay
                    • #490 Collapse

                      yes brother humain kbi b forex ko blame nahe karna chahye q k galtian insan khud he karta hai aor hum sara blame forex pay laga detay hain to is liye ap ko chahye k ap kisi pay aesay blame na kia kren
                      • #491 Collapse

                        yes you are right many peoples i can see in Trading after face loss they can blame to Forex, that's wrong because i think many times that's all our own fault.
                         
                        • #492 Collapse

                          han g bilkul theek kah hy ap ne ,orex mai hum sb jab bhi akm karty ahyn atb humri bhi is mai fault hopti ahy lekin hum si mai forex ko hi ahmesh avlam katy hayn jo ekh hum bhi karana cahye
                           
                          • #493 Collapse

                            haan ye bat to haay kay kisi per bhi blame nahi karna chahiay kun kaay ye aik aisa kaam haay jis main kisi ko agar loss hota haay to wo us ki apni galti ki waja say hi hota haay.
                            • #494 Collapse

                              yes dear ma ap ki bat sy agree karta ho k bohot sy log asa hai jo forex trading ma loss k bad forex ko blame kartye hai jo glat hai kiun k un ko loss forex ki waja sy nai knowledge or experience ki kami ki waja sy hota hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                Yes of course that, every trader is full responsible for his all losses and everybody can not blame to Forex trading. Because Forex trading is a market and it is running always some time its trend is up and some time its trend is down. So You find yourself your market strategy and then make your trade. Thanks.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X