Analyze your mistakes
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    buhut hi zarori aur buhut hi important cheez hain trading main aur life ke her mor per q ke jub loss ke baad app appne loss ke bare main analysis nahi karte tho iska yhi matlab hota hain keh app kuch nahi seek rahe
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      salam mere dost ap ne tik kaha hai me apki bat ko accept karta hu q ke agar ap forex trading me koi bhi mistak kare ge to pir apko un ko ignor nai karna chaiye or un mistake par ghor karna chaiye ke apne wo galti q ki hai or kese ki hai to pir jab ap esa kare ge to pir ap pir se dubara nai kere ge wo galti dubara or achi trading kare or achi earning bhi kare ge
      • #93 Collapse

        g bilkul tarding main jitna ho sake apni mistakes se seekhain or koshish karen k wo mistakes ap se dobara na hon ta k us mistake se sabaq le k next time ap achi trading karen
         
        • #94 Collapse

          Forex trading main mistakes ki waja say loss hoota hai.is liey jo bhi aap ko loss hoota to aap ko ye pta hoona chahiey kay aap nay koi mistake ki hai.agar aap apni is mistakes ko mind main rakho gay to ap better perform kar sako gay.
          • #95 Collapse

            Forex mein hum sub se mistakes hoti hain lekin aik acha aur samjhdar trader wo he hota hai jo apni mistakes se learn kerta hai aur dobara wesi mistakes nehi kerta aur apni mistakes ko apni strength bnatay huay apnay drawbacks ko door kerta hai aur apni skills ko improve kerta hai.
            • #96 Collapse

              yes,i agree with you,humy forex trading main dosron ko blame kernay k bajay apni mistakes per b deyan dena chey,kyu k hamri apni b kafi zayada mistakes hoti hen or hum un per deyan nahi datay jes ki waja say humy loss hota ha.es liye humy chey k hum apni mistakes ko learn karen or next time wo dobara mistakes na karen ta k humy profit hasil ho.
              • #97 Collapse

                it is great that one should analyze his mistakes so that he can lean more and more and can earn more and more money in the online business my dear brother and should make the practice more and more to become the best online trader in the forex trading business
                • #98 Collapse

                  that is the important if we will analyze the market and then try to get it with the best of it then surely we will get the success soon the analyzing the mistakes is much much necessary for the success that is why we should analze
                   
                  • #99 Collapse

                    nahi ... humein kabhi bhi kisi bhi situation me kisi dusre ko galat nahi therana chahiye !!!!! hum me itni himmat honi chahiye k hum bure wakt me problem ko face kar sakein ' and apni galti maanein !!!! tabhi hum successful trader bann paenge !!!!
                    • #100 Collapse

                      yes dear yeh to kismat py depend karta hai jis baat ki expectations hoti woh puri nahi hoti and if koi mistake hojaye us mein other ka hi kasoor nahi hota bal ky humara apna bhi hota hai humy apni galti se learn karna chahiey aur next time more effort karni chahiey k mistake na ho
                      • #101 Collapse

                        dear friend ap nay yi ik acha sawal keya ahy kay ap logo ko apni ghallti nikal ker us ko sudharnay ka moka daina chahyia to wo theek bat hay meri big ghalti yi hay kay may patiance kay sath tradding nahe kerta mujh may sabar nahe hay bilkul yahe meri mistake hay
                        • #102 Collapse

                          Jab trader apna profit achieved kar leta hai tu us k bad woh mazeed trade karny se pehlay apni trading ka review leta hai tu woh asani se apni common mistake annd other mistake ko asani se samaj sakta hai or phir un mistake ko learning and practice ki madad se khatam b kar sakta hai.Trader jab apni mistake ko neglect nahi karta tu woh apni mistake se acha experience hasil karta hai
                          • #103 Collapse

                            ye sdear it hinkt ha t you are saying vry very giood and i thinkt ha t you shoudl try your best to learn from your istakes in forex trading so tha tt you cn agin more na dmor e incoem from forex trde and cnangian more an dmore moenyf rom fore xtrade an di thinkt aht thissi the ebs tif ro mall of us and w elal habe to be a lot of expert forex trader so tha t we lalc na agin mor wna dmore icnoe from forex
                            • #104 Collapse

                              yes bahi ager ismein hum ko is k bary mein knowledg nahi hy to is mein hum ko loss bhi ho sakta hy to is mein ager koi ghalati karty hen to us mein bhi hum ko loss ho sakta hy to hum ko aik achi strategy k sath trading karni chahye ta k koi ghalti na ho is mein.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                sahii baat hai humain apni mistakes pe work karna chahiye kyun kay hum apni mistakes ki wajah se he yahan loss main chalay jaatay hain ager hum apni mistakes se kuch seekhain to future main achi trade kar sakain gay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X