Analyze your mistakes
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    forex mein wo he traders earning karta hain jo trading se pehla analysis karta hain kyun k jab hum market ko analysis karta hain tu hum apna experience ko use kar k achy planing se trading kar skta hain jab se main forex mein aya ho tu main analysis kar k he trading karta hain aur muj ko earning hoti hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      Forex trading is often a high risk enterprise that is why excessive skills as well as expertise must decrease threat. It is best to make your current habit to master with every trade weather conditions a person eliminate or perhaps acquire. Often discover the purpose of every loss as well as try and take out these types of mistakes. This is actually the just method to grow to be skilled broker.
      • #108 Collapse

        Blkl thek kaha ap nay insan apni ghaltiyon se hi seekhta hai agr ap apni mistakes ko man kay unko correct karain to next time ap bhtr tareky se kam kar skty hain.
        • #109 Collapse

          yes brother humein forex mein apni mistake ka analize bhi karnty rehna chaheay Q K mistake har business mein hoti hein or chot C mistake sy humein bary loss ho satky hein is liy humein apni mistake sy sekhna chaheay or dubara us mistake sy dur rehna chaheay
          • #110 Collapse

            g han hamian jo trading mn jo galtiyan hoti ha hamian on ko bary mn analyze krna chahiy tak ka ham dobar wohi galti na karian or na he phir loss ho
            • #111 Collapse

              you are right brother humain apni mistakes ko analyze karna chae ta k next time yeh mistake na ho aik acha trader wohe hai jo apni mistake ko anayize kray aur in say sabaq sikhy ta k next time mistake k chances km hun
              • #112 Collapse

                Yes dear i think that you and we all thank you so much brother happy trading but we need to find out the reason of it and try to solve the lacks mistake analysis is really a good option for solve our lacks.
                • #113 Collapse

                  G han forex trading main kabi kabar unexpected fluctuation be a jaye karti hai. lekin kisi be trader ko is say khabranay ki zarorat nahi . aisa kabi kabar he hota hai. roz roz nahi hota. lekin in cheezon se bachnay kay liye forex trading kartay waqt stop lose zaror lagaya karen.
                   
                  • #114 Collapse

                    g mere dost hamain apni mistakes ka analysis zaror karna chahiye k yeh galti kyun or kis vaja se hui hae hamain dusron ko apni galti ka zimadar bilqul b nahi thehrana chahiye q k apna kam hm khud karte hain koi aur nai karta.
                    • #115 Collapse

                      mistakes se he insan seekhta hay aur experience gain hota hay magar mistakes ko repeat nahe karna chahye warna boht loss bhi ho sakta hay forex trading mai risk bhi boht hota hay ais liye boht ehtiat se kam laina chahye
                      • #116 Collapse

                        yes dear you are right, blame sy kisi ko koi farq ni parta.. humen apnay part pe bhi apni mistakes ko dkhna chahiya aur usko analyse kark unsay sekhna chahiya.. mistakes sy acha lesson koi ni hta life main meray nazdeek
                        • #117 Collapse

                          yeh you are right forex 1 aisa busnies hai jic mei profits aur losses hoty rehty hain aur hamyn osses se mayous nhi hona chahiye bal k hamyn ic se faida uthana chahiye.. aur apni mistakes ko analyise krna chahiye...
                          • #118 Collapse

                            Bhai jb bhi main misteks krta hun uss sy sekhny ki puri koshish krta hun k is smain main ny konsi ghalti ki hi jiss ki waja sy mujhy loss huwa hai iss main . Forex sb sy best business hai .
                            • #119 Collapse

                              Ge stop loss lazmi lgana chaiy stop loss k bgair kafi risk hojata hai ,Apko chaiy daily basics pay of economic celender dekhy yah forex factory pay ap news ky mutalik dekh ly new trader high imacted news k doran trading na kryn to zada behter hai
                              :cool: TREND IS YOUR FRIEND :cool:
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                dear ap hamesha apni mistakes ko analysis karte rehna chahiye is se ap ki knowledge mein ezafa hota hai aur ap phir wo mistake ko dobara nahi karo gay aur ager ap ko loss ho raha ap ko trading karte hue to ap ko apne ap ko hi anlysis karna chahiye ke ap ne kia mistake ki hai jo ap ko loss hua ye bhot help use thing hai apne losses se baj ne ke liyan

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X