Identify your weak and strong points
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    bhai agar aap chahte hen k aap ko live account main loss na ho to aap ko trade open karne say pehle market ko achi tara sy dekhna chahiye aur is k ilawa skills ko use karna chahiye toh phir ak achi confirmation k bad jab trade open karen gay to app ko loss nai ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      Time tou forex forex aik business haiy jisay ham jab chahyn karsaktay haiyn Islay lhyea ksi special time ke b koi zarurat nahi haiy jab b ham chahyn ismaiy ham kam karsaktay haiyn islhyea hamay zayda saiy zaiyda time forex maiy kam karna chahyea.
      • #198 Collapse

        yes ye sai baat hai kyun k agar hum chahtay hain k hum loss ma na jaein aur jo b hum karrien us ka humain achi tarhan andaza ho k humara weak point kya hai to hum loss se b bach saktay hain aur sath k sath hum apni trading k level ko b increase kar saktay hain
        • #199 Collapse

          weak points jinki waja se humen loss hota hai unko khatam kar kay apni trading skills me kamyabi hasil ki ja sakti hai is me koi shak nahi hai if you know market analysis but lack this it is then a very adverse weakness.
          • #200 Collapse

            g han aaik acha trader bunna ka lia zroori ha ka hma pta ho ka hmara weak points or strong points kon sa hn taka hum apni weaknesss pa over come kar ka faida hasil kar ska or strong points ko use kar kabhi profit hasil kar ska ..
            • #201 Collapse

              her insan main koi na koi week point zaror hota hai jo k aksar us k ly nuqsan ki waja banta hai. isi trha kuch strong points be hoty hain jin pe insan ko full grip hoti hai. agar hum ye jan layin k market or trading main humari weeknes kiya hain tu us pe gripp hasil kar k hum aik achy trader balky aik achy business man ban sakty hain.
              • #202 Collapse

                g han is main ap har level pe agr strong ho gy tab hi is mian ap agy ja sakty hou our is mianap asai ke sath ismain ap mony earn kar sakty hou our is mianap gy j aska ty hou our ismianapko phr kafi fiada ho sakta hy our is main ap ko phr asanihoti hy
                • #203 Collapse

                  g han bhai ap nay thek kaha hai ek insan tab he kamyab hota hai jab wo apni galtiyu ko samjhy aur un ko thek karny ki koshish kare ek insan apni galtiyun say bht kuch sikhta hai
                  • #204 Collapse

                    Aik kamyab trader bannay kay liey zarori hai kay ap kay apni ghaltion say kuch seekhain aur un ko theak karain .Har trader ko chahiey kay apni pahlay ki hoi trading ko repeat karna chahiey aur us main say jahan ghaltian ki hon un ko theak karna chahiey aur koshish karni chahiey kay un ghaltion ko theak kia jaey aur dobara wo ghaltian na hon .
                    • #205 Collapse

                      Asallam o Alekum , dear borther how do we identify our weak and strong points , forex market news flucuate all the time , so how it can be possible to identifying our mistakes in that, market isnt depend on us
                      • #206 Collapse

                        dear forex is the risky program hai but app order lagane se pehle market ko news tips or dosari bato ka maloomat honi chahiye phir order lagana chahiye brother ..
                         
                        • #207 Collapse

                          My dear friend for every struggle or fight. It is advisable to know your areas of strenght and identify your weekness. The are of strenght all trader should work towards developing is the area of self discipline in a trade. If you know market analysis but lack this it is then a very adverse weakness. Weaknesses can turn to strenght if they are well handled.
                          • #208 Collapse

                            Forex is a place where you can loose your money even you do little mistake. In forex market many people fear that. Do you fear of losing money in forex? What do you think?
                            • #209 Collapse

                              New begginers k liye sub say bara or sub say ziada faida pohnchanay wala investment plan un ka forex trading ko properly seekhna hay. Yeh plan sub say zyada trustable or kaam aanay wala hay. Ager aap without seekhay just kamanay per he focus krengay tou yakeen janyee thoker lagnay ka dur laga rhey ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                g ha dear agar aap ne forex me trading kar ke achi earning karni hai to aap ko apni weakness per qabo karna ho ga jis ki waja se aap ko loss hota hai or apne strong points se trading karni chaiye jin ki waja se ap achi trading kar ke achi earning kar a=sakte ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X