Identify your weak and strong points
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    yaar weak and strong points is mn identify krna mushkil ha kiyn kah yeh cricket ya koi aur aese cheez nhi ha is mn strong points yeh hote hain kah app pateint ho, good analysis skills rakhte ho, market ko acha study krte ho aur jis pair pa trade kr rhe ho us country ki economy sa ba khabar rahte ho yeh good points hain,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Ager aap apni kamzorion or takat ko pehchantay hen tou aap ka is field may nakam honay k chances bohat kum hojatay hen, aap ko apni kamzorion ko pehchan ker unhay her haal may doore kerna chhaye takay kisi bhi tarah sya aap k liye pareshani ka baa-iss na bun saken.
      • #48 Collapse

        yes friend i agree with you jab hamain trading k apny weak or strong points malum hojaen gay to hum is say boht experience lay sakty hain,or is tarha say hamain planning karny mai bhe boht madad milti h
           
        • #49 Collapse

          yes friend ap bilkul sahi keh rhe hen k humen apne week point ko boht ache se smajhna chaye aur un ko apne ander se nekalna chye aur osi k badolat hum ache trader ban skte hen nahi tu humen loss k sewa kuch nahi melega
          • #50 Collapse

            Forex aik bout he easy online business hai. Aur is main weak ya strong points ko pakarna koi mushkil nai. Sotron points ye hain k market ko samja jaey is k signals,indicators,news updates,up ya downs aur analysis, dosri taraf weak points main greed aur passion a jatey hain. Forex main lalach aur jaldbazi aisi cheez hai jo bout jald account k end honey ki waja ban jati hai.
            • #51 Collapse

              Dear maximum traders ka ye bht bara week pint hy hm patience sy trading nai krty or greed sy kam krty hen ya emotional trading krty hen, new bie ager market ko analysis begair trades lgahen to un ko b lose hot ahy o r wo kuch b earn nai kr ksty h, meri sab sy bara week pint ye hy k ager mjy profit ho to main trades py trades lgata hn jo k bht buri habit hy is kuch b earn nia hota or lose py lose hota hy.
              • #52 Collapse

                Main forex trading main new hun aur mainy bina seekhay forex trading main invest kiey thay aur esi waja say muajy loss ho gya meri yahe main galti the aur dusra mainy robot trading ki jis nay loss kea.
                • #53 Collapse

                  forex trading aik bohat acha business hai is mai hamy doran trading apny week points or strong points ko mad e nazar rakhna chahiya jo hamary week points hain hamy chahiya k ham un seekhy or un ko dobara na kary jab ham apni ghaltion sy seekhy gy to ham is mai aik kamyab trader ban saky gy is lia hamy is mai ziada sy ziada hard working karni chahiya ta k ham is mai ziada sy ziada earning kar saky
                  • #54 Collapse

                    humain apnay weak points ka tab pata chalta hay jub hum nuqsan uthatay hain aur strong points ka tub pata chalta hay jub hum kamyab hotay hain aur jo log apnay weak aur strong points ko control kar k steps uthatay hain wo zaroor successful hotay hain...
                    • #55 Collapse

                      trading kartey huey hamara proper dehaan market ki taraf hona chahye k market is waqt kya kar rahi hai or kis jaga hai, or apney jazbaat ko bhi control karna chahye or lalach bilkul bhi nhi karni chahye, ahista ahista aap aik achay trader ban saktey hain.
                      • #56 Collapse

                        yes ye baat bilkul drust hai k forex main agar aap aap ko apny weak aur strong points pata hain to behtr treeky se trade kar sakty hain aur agar aap ko apny weak points ka pata nai hai to aap uss wakt tak forex main kamyaab nai ho sakty jab tak k unhain maloom na kar lain
                        • #57 Collapse

                          Well, aap ny bilkul thek kaha Forex ma success huny k liy ye buht he zaruri hy k aap apny weak points ko khud he identify karen or koshish karen k unhen apni treading sy remove krlain. Q k un point ki waja sy aap ko ksi bhe waqt bara loss hu sakta hy. or koshish karen overconfident hu kr kabhi tread na karen.
                          • #58 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                            For having a better and successful forex trading experience, do identify all your weak and strong points, analyze what you can do and what not, what is your strength and what is flaw or limitation and properly work to have a control over them.
                            dear mera weak point yei hy k main trading k during emotion use kar lyte hun aur mera plus point yei k mery pass both sara experience gain kiya howa hy aur main us ka bar por use karte hun
                             
                            • #59 Collapse

                              yup you are right, ye business bht hi risky hy, or hamen pehle apne weak and strongs point ko identify karna chahye, tak hum or experience and knowledge gain kar k or ache trader ban sakte or money earn kar saken.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                hamare jo weak point hain humhe unha storng point banana chahiye.jitni hum galtiyan karaga utna acha hum forex ko seekhaga.forex kabhi bhi apko loss ni daiti.ap jab overconfidence trade karrtey hoto to apko loss hota hain...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X