Identify your weak and strong points
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Jee bhut acha sawaal kiya hea aur mein agree karta ho aur yeh kehna chata ho whoi insan hamsha loss ya weak hota hea apni mistakes ko follow karea aur us kea bad achi learning kar kea ap easily earning kar kseta hea.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      786 this is my first day in forex, i hope i will be successful. now i will started with the name of ALLA, I WILL be doing hard work and shillalah included my name in good treaders list, through the hard working we all of can be good treaders
      • #33 Collapse

        hamin chahiye k hum apni galtion se sekhe or ye is terha momkin he k jab hum se koe galte ho to hum ko is galte ko khatam kerna ho ga ta k esi alte do baraa na ho or wo hi insaan kamyab hota he.
        • #34 Collapse

          jee is Main koi Shak nahin K hum Apnay weak points Ko Strong kar k profitable trading Kar Saktay hain... umoooman Dekhaa Gyaa hai k Mostly trader Apni learning K amal ko thora Sa sekh Kar chor detay hain or ye samajhtaay hain K we Are Master... Magar Wo ye baat bhool jatay hain K forex Trading ek Samandaaar hai jis ki Koi Depth nahin..main Samajhtaa hon K Successful honay K liye sekhnay Ka amaal jari rakhnaa Chahiyee
          Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
          • #35 Collapse

            This is business you should have to take risks , so you should do have to check on your weak and strong points , that could enable you to trade easily and too much confidently that your weakness were known to and you take full advantage at strong points..!!!!
            • #36 Collapse

              jee han main ap se itfaq kerta hon ke agar ap ko forex trading main apne weak or storong point ka pata chal jye too ap log asni se achi earning ker sakte hain iss lye learning ke bagar ap kamyab nahi ho sakte
               
              • #37 Collapse

                dear me aap ki baat se agree hun k humain apna audet hud hi krna chaahiay .humain pta chelay k hum konsi mistake ker rahay han ore kiun hum se baar mistake hoti han .jo trader aesa ker k apni mistake per control ker leta ha wo boht earning kertas ha
                • #38 Collapse

                  Jab ap trader ban jaty hain aur achi tarah trade karna start ho jaty hain to phr ap ko apny points ka khud hi andaza ho jata ha kay ap kay point kis tarah hain weak ya strong aur phr ap main iss par kaboo pany ki bhi ability hoti ha aur woh ap apni try say kar sakty hain
                  • #39 Collapse

                    Apni weakness aur strength kaa ekk achee trader koo pata hona chaiyee app apni weakness koo apni knowledge see kam kar saktee hain aur ess see app kee trading mein maturity ati hai aur aap kee strength bhi increase hoo jati hai
                    • #40 Collapse

                      jee han main ap se itfaq kerta hon ke forex trading main ap ko apne weak points or storng point ko zahan main rekh ker kam kerna ho ga teke ap achi earning ker sakoo iss lye learning zaqroori hi jis ke bagar ap kamyab nahi ho
                       
                      • #41 Collapse

                        friend you are right hamain apny weak points or strong points malum hony chaheay,or weak points par qabu pana chaheay or strong points par overconfidence nhe hona chaheay
                         
                        • #42 Collapse

                          We have to note the good and the weak point to our trading this is good for up in this way we can do the better trading and can get the sufficient position to make the right order
                          • #43 Collapse

                            g han bilkul me smjhta hu ager ap yahan aik kamyab trader banna chahty han to apko apne ap ko analyise karna hoga khud me chupi ghaltiyan or weak piont ko b dekhana hoga or pane under k strong points ko or strong karna hoga..
                            • #44 Collapse

                              forex mai trading ko samjhna bohat zarori hai ager koi is work ko samjhe baghair start karta hai to us ko loss hoga is mai earning ko koi limit nahi hai app ko experienced ho to app bohat ziada earn kar sakte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                jee bikul in dono points per focus karen.kyun ke ye dono points apke liye bhot important hote hai forex main isleye koish kare ke app forex main aise koi bhi galti nahi kare jis ke waja se apko koi loss hojaye.thanks.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X