Re: safe zone wali trading technical hoti hai ya fundamental trading hoti hai?
AOA dear friends , forex trading ek aisa business hai jo ky ap ghar mainn ya kahein bhi beth ky kar skty ho aur achi khasi earnning hasil kr skty ho is ky liye bus ap ko thori see mehnat krni pary gee
Aur dear forex members jahan tak baat hai safe trading karne ke liye fundamental analysis zaruri hain ya technical analysis karna zaruri hai to main aap ko yah Bata Dena chahta hun ke insan zindagi mein Koi Bhi naya kam karta hai to uske bare mein sabse pahle ird gird se knowledge aur information gain karta hai aur phi ek faislay ki oopar aata hai ke yah kam uske liye faydemand sabit hoga ya nuksan day ga
aur dear friends Agar baat ki Jay Forex trading main technical analysis aur fundamental analysis karne se aap ki trading mein improvement ho sakti hai to yah Baat bilkul theek hai ki forest reading mein main baghair soche samjhe agar aap trading karenge to aap ko uska fayda nahin hoga ulta vo aap ko nuksan degi aur friends aap ko yah pata Hona chahie Forex bahut hi achcha business platform hai aur ismein ki sections maujud hai Jin per members kam kar rahe hote Hain aur posting kar rahe hote Hain aur is posting karne ki vajah se Forex ki taraf se hamen trading karne ke liye bonus milta hai hai jisse Ham trading kar sakte hain aur iske sath hi hi hi aapko withdrawal bonus bhi milta hai hai lekin ab Baat yah samajh nahin Ki hai Ki Agar aapane aap nay analysis Kiya bagar trade open kar li to usmein aap Ko nuksan hoga jo aapko apne withdrawable bonus Ki Surat mein Ada karna padega to nuksan se bachne ke liye aapko chahie ki aap Forex mein 3 tarik ke analysis hote Hain Agar in analysis ki Madan Le li jaaye trading ko execute karne ke liye to main hundred percent ensure karta Hoon karta hun aap ko kabhi bhi loss ya nuksan nahin hoga agar aap analysis best traiding karte Hain To
Dear friends Forex mein 3 tarik ke analysis hote Hain
Technical analysis
Fundamental analysis
Aur sentimental analysis
Sev trading karne ke liye aap analysis Ka Sahara lain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим